Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 9659 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: December 14, 2008, 10:27:59 AM »

Bahut khoob, Jasbir Ji

Thanks Deepati

YAROH TUM PLS YEH KAAM KARO
POOJA KEY DIL KOH SAKOON MILEY
AISA KUCH KAAM KARO

DUA KARO, VANDANA KARO
SAKOON MILEY HAR EK KOH
AISI TUM POOJA KARO



JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 14, 2008, 03:00:34 PM »
Bahut Khoob Jaanasheen Bhai

shukaria lil bro!! bahoot sahi likha hai apne...
Wah wah Jaanasheen Ji

Shukriya Rajesh Bhai,.
Pooja Didi,.
Deepti Ji,

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 14, 2008, 03:09:56 PM »
Us Rishte Ke Tootne Ka Main Gham Kyun Karoon,.
Jab Usne Koi Rishta Banaaya Hi Na Tha,.

Gham Jo Mili Hain Mujhe, Meri Kismat Ke The,.
Unse Kya Gilaa Karoon, Jinhone Mujhe Chaaha Hi Na Tha,.

___________________________-jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: December 14, 2008, 05:06:53 PM »
bahoot khoob Jas ji, bahoot acha likha hai apne...

Thanks Deepti, Jaanasheen ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: December 14, 2008, 05:19:58 PM »
Us Rishte Ke Tootne Ka Main Gham Kyun Karoon,.
Jab Usne Koi Rishta Banaaya Hi Na Tha,.

Gham Jo Mili Hain Mujhe, Meri Kismat Ke The,.
Unse Kya Gilaa Karoon, Jinhone Mujhe Chaaha Hi Na Tha,.

___________________________-jaanasheen-

Good one Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2008, 07:57:30 PM »
bahoot khoob Jas ji, bahoot acha likha hai apne...

Thanks Deepti, Jaanasheen ji


thanks JI


AAKHOH KA MANZAR TOOT GAYA
BANA THA JOH APNA DOOR GAYA
KUCH NA REH GAYA ABB JINDGANI MEH
BANA THA JOH RISHTA, TOOT GAYA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: December 14, 2008, 07:58:06 PM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: December 14, 2008, 08:03:55 PM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob jas ji


THANKS JI


KISI KEY DIL KA HUM HAAL LIKH RAHEY HAI
GUM MEH KISI KEY, SHAREEK HO RAHEY HAI
HUMEY BHI APNA SAMAJNA MERE DOST
GUM MEH TERE, HUM  BHI ROH RAHEY HAI


RISHTA JAB EK TOOT JATA HAI
JINDAGI MEH JAB AUR KUCH NA NAZAR AATA HAI
KHUDA BHI TAB USEY APNA BANATA HAI
KISI NA KISI KOH DIL SEY JARUR MILTA HAI

HOSLA RAKHNA TUM MERE DOST
KOI NA KOI JARUR AAYEGA
JANNAT NA SAHI, PAR
AASMAAN KI SEHAR JARUR KARWAYEGA



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: December 14, 2008, 08:15:34 PM »
bahoot khoob Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 14, 2008, 08:17:45 PM »
bahoot khoob Jas ji


THANKS JI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: December 14, 2008, 08:21:48 PM »
main nahi janati ki last line ka arth jis roop main maine likha hai wo kisi ko samjh ayega... kai baar insaan apna sara jeevan ek ghar banane main laga deta hai aor jab usko agg lagti hai to wo itne sadme main chala jaata hai ki bebas sa khara bas dekhta rahta hai.. itana sochne layak bhi nahi rah jaata ki use bachane ki koshish kare,,,,

dil toota, rishta toota, pyar ki dorr torri na gai
juda hue zisam, ghar hue juda, rooh ki kashish chorri na gai
bahoot armaano se sajaya tha tinka tinka ashiana humne
lagi jab agg, pani ke liye, ansoo tak ki jhari bahaai na gai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: December 14, 2008, 08:35:34 PM »
main nahi janati ki last line ka arth jis roop main maine likha hai wo kisi ko samjh ayega... kai baar insaan apna sara jeevan ek ghar banane main laga deta hai aor jab usko agg lagti hai to wo itne sadme main chala jaata hai ki bebas sa khara bas dekhta rahta hai.. itana sochne layak bhi nahi rah jaata ki use bachane ki koshish kare,,,,

dil toota, rishta toota, pyar ki dorr torri na gai
juda hue zisam, ghar hue juda, rooh ki kashish chorri na gai
bahoot armaano se sajaya tha tinka tinka ashiana humne
lagi jab agg, pani ke liye, ansoo tak ki jhari bahaai na gai



bahut hi pyare andaaz meh aap neh apney dil ka haal bataya hai JI


TINKA TINKA JOR KEY HUMNEY YEH AASHIANA BANAYA
PYAR SEY HAR TARAF EK GHARONDA BANAYA

MITA KEY CHAL DIYE WOH ISS KADAR BEH-JUBAAN
JISKEY LIYE HUMNEY YEH GULISTAAN BANAYA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: December 14, 2008, 08:38:01 PM »
shukaria jas ji...

bahoot acha likha hai apne.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 14, 2008, 08:43:10 PM »
shukaria jas ji...

bahoot acha likha hai apne.


THANKS JI

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 15, 2008, 11:35:37 AM »
Great Yaar,.
Aap Dono Ne To Achchi Mehyfill Sajaai Hai,.
Nice One jasbir Bhai,.
And Pooja Didi,.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:51:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer