Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
Print
Author  (Read 9664 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: December 15, 2008, 11:42:12 AM »
Mujhse Rishta Wo Banaata Gaya, Tordta Gaya,.
Mere Dil Se Wo Khelta Gaya, Jordta Gaya,.

Aadat Thi Uski, Rang Badalne Ki, "Azeem,.
Roshni ke Safar Mein, Saath Deta Gaya,.
Andheron Ke Safar Mein, Saath Chordta Gaya,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
jasbirsingh
Guest
«Reply #31 on: December 15, 2008, 01:30:21 PM »
Great Yaar,.
Aap Dono Ne To Achchi Mehyfill Sajaai Hai,.
Nice One jasbir Bhai,.
And Pooja Didi,.



THANKS JAHANASHEEN



JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: December 15, 2008, 01:31:10 PM »
Mujhse Rishta Wo Banaata Gaya, Tordta Gaya,.
Mere Dil Se Wo Khelta Gaya, Jordta Gaya,.

Aadat Thi Uski, Rang Badalne Ki, "Azeem,.
Roshni ke Safar Mein, Saath Deta Gaya,.
Andheron Ke Safar Mein, Saath Chordta Gaya,.

__________________________-Jaanasheen-


BAHUT KHOOB JAHANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: December 15, 2008, 02:23:08 PM »
Shukriya Jasbir Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: December 15, 2008, 05:56:24 PM »
Mujhse Rishta Wo Banaata Gaya, Tordta Gaya,.
Mere Dil Se Wo Khelta Gaya, Jordta Gaya,.

Aadat Thi Uski, Rang Badalne Ki, "Azeem,.
Roshni ke Safar Mein, Saath Deta Gaya,.
Andheron Ke Safar Mein, Saath Chordta Gaya,.

__________________________-Jaanasheen-

bahoot khoob Lil bro
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: December 17, 2008, 04:21:27 AM »
Us Rishte Ke Tootne Ka Main Gham Kyun Karoon,.
Jab Usne Koi Rishta Banaaya Hi Na Tha,.

Gham Jo Mili Hain Mujhe, Meri Kismat Ke The,.
Unse Kya Gilaa Karoon, Jinhone Mujhe Chaaha Hi Na Tha,.

___________________________-jaanasheen-


wah kaya baat hai lil bro... bahoot khoob likha hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 17, 2008, 05:02:23 AM »
Ek Waada Hai Kisi Ka, Jo Wafaa Hota Nahi,.
Marmari Taaron Bhari Raaton Mein Kya Hota Nahi,.

Jee Mein Aata Hai, Ulat Dein Unke Chehre Se Naqaab,.
Hausla Karte Hain Lekin Hausla, Hota Nahi,.

Shamaa Jis Ki Aabru Pat, Jaan De De Jhoom Kar,.
Wo Patanga, Jal To Jaata Hai Fanaa Hota Nahi,.

____________________-Sagar Siddiqui-
Logged
diya786
Guest
«Reply #37 on: December 17, 2008, 07:52:59 AM »
BAHUT KHOOB AZEEM
ACCHA LIKHA HAI AAPNE
Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 17, 2008, 08:57:36 AM »
BAHUT KHOOB AZEEM
ACCHA LIKHA HAI AAPNE
Applause Applause

Shukriya Kashish Ji,.

Kuch To Majbooriyaan Rahi Hongi, Yun Koi Bewafaa Nahi Hota,.
Gufagu Unse Roz Hoti Hai, Muddaton Saamna Nahi Hota,.

Jee Bohay Chahta Hai Sach Bolein, Kya Karein Hauslaa Nahi Hota,.
Raat Ka Intezaat Kaun Kare, Aaj Kal Din Mein Kya Nahi Hota,.

_________________________________-Basheer Badr-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #39 on: December 17, 2008, 09:32:19 AM »
Shukriya Kashish Ji,.

Kuch To Majbooriyaan Rahi Hongi, Yun Koi Bewafaa Nahi Hota,.
Gufagu Unse Roz Hoti Hai, Muddaton Saamna Nahi Hota,.

Jee Bohay Chahta Hai Sach Bolein, Kya Karein Hauslaa Nahi Hota,.
Raat Ka Intezaat Kaun Kare, Aaj Kal Din Mein Kya Nahi Hota,.

_________________________________-Basheer Badr-


WAH  , KYA BAAT HAI JAHANSHEEN




YEH MAJBOORIYA BHI AJEEB HOTI HAI
JISKOH MITANA HO JAHAAN SEY
USPAR YEH TOOT PADTI HAI
KUCH NAHI REH JATA JINDAGI MEH
JAB YEH KHOOB HOTI HAI
YEH MAJBOORIYA BHI AJEEB HOTI HAI



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 17, 2008, 09:42:33 AM »
Shukriya Bhai..
And Nice One From U Too,.

Dil Ne Kaha, Chalo Koi Faislaa Karein,.
Aaj Khud Apni Hi Naseeb Se Gilaa Karein,.

Dost To Ab Karne Lage Sitam Hum Par "Jaana",.
Kyun Na Ab Dushmano Se Hi Milaa Karein,.

Doobte Hain Log Samander Mein Jaakar "Azeem",.
Aao Kinaaro Pe Doobne Ka Tajrubaa Karein,.

Yun To Zakham Dete Hain Jo Dil Ke Kareeb Hote Hain,.
Aao In Bewafaaon Se Hi, Dil Lagaane Ka Hauslaa Karein,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #41 on: December 17, 2008, 04:03:57 PM »
Shukriya Bhai..
And Nice One From U Too,.

Dil Ne Kaha, Chalo Koi Faislaa Karein,.
Aaj Khud Apni Hi Naseeb Se Gilaa Karein,.

Dost To Ab Karne Lage Sitam Hum Par "Jaana",.
Kyun Na Ab Dushmano Se Hi Milaa Karein,.

Doobte Hain Log Samander Mein Jaakar "Azeem",.
Aao Kinaaro Pe Doobne Ka Tajrubaa Karein,.

Yun To Zakham Dete Hain Jo Dil Ke Kareeb Hote Hain,.
Aao In Bewafaaon Se Hi, Dil Lagaane Ka Hauslaa Karein,.

____________________________-Jaanasheen-





arey wah, koi jawaab nahi aap ka. wah, sach meh bahut khush hua yeh padd key. wah wah. koi words hi nahi hai mere paas. har words kam hai iss key saamney. itna badiya likha hai aap neh.
wah wah


jasbir singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: December 17, 2008, 04:26:43 PM »
Shukriya Kashish Ji,.

Kuch To Majbooriyaan Rahi Hongi, Yun Koi Bewafaa Nahi Hota,.
Gufagu Unse Roz Hoti Hai, Muddaton Saamna Nahi Hota,.

Jee Bohay Chahta Hai Sach Bolein, Kya Karein Hauslaa Nahi Hota,.
Raat Ka Intezaat Kaun Kare, Aaj Kal Din Mein Kya Nahi Hota,.

_________________________________-Basheer Badr-

a wonderful sharing lil bro... ek ek line bahoot achi lagi .. thanks for sharing this one!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: December 17, 2008, 04:29:30 PM »
Shukriya Bhai..
And Nice One From U Too,.

Dil Ne Kaha, Chalo Koi Faislaa Karein,.
Aaj Khud Apni Hi Naseeb Se Gilaa Karein,.

Dost To Ab Karne Lage Sitam Hum Par "Jaana",.
Kyun Na Ab Dushmano Se Hi Milaa Karein,.

Doobte Hain Log Samander Mein Jaakar "Azeem",.
Aao Kinaaro Pe Doobne Ka Tajrubaa Karein,.

Yun To Zakham Dete Hain Jo Dil Ke Kareeb Hote Hain,.
Aao In Bewafaaon Se Hi, Dil Lagaane Ka Hauslaa Karein,.


____________________________-Jaanasheen-




Ek ek line kamal likhi hai lil bro.. magar last ki do line... uufff kaya likha hai apne... bahoot khoob!!!


Ek Rishta toota aor ek naya rishta ban gaya
dil ki dil he jaane, kaya karishma ban gaya

na tha pahle tu mera, na ab kabhi hoga mera
bas dil ka dil se h, khud ko jhuthlane ka, silsila ban gaya
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #44 on: December 17, 2008, 06:02:50 PM »
Ek ek line kamal likhi hai lil bro.. magar last ki do line... uufff kaya likha hai apne... bahoot khoob!!!


Ek Rishta toota aor ek naya rishta ban gaya
dil ki dil he jaane, kaya karishma ban gaya

na tha pahle tu mera, na ab kabhi hoga mera
bas dil ka dil se h, khud ko jhuthlane ka, silsila ban gaya

wah, kya khoob kah aap neh bhi JI, bahut hi badiya kaha.


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



PS : Dear friends, you all must be aware that YO INDIA proposes to
organise a get together at Delhi. YOu all are requested to please
paste this "PS" link in all your posts / replies, so as to invite
other members for this get to-gether. Members can please visit this
link and give their feedback for participation.

http://www.yoindia.com/shayariadab/the-yoindian-summit-news-yoindians-in-real-world/yoindia-meeting-proposed-t41111.0.html;msg831397;topicseen#new
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:01:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer