Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Author  (Read 9574 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: December 19, 2008, 01:37:20 PM »

arey wah, koi jawaab nahi aap ka. wah, sach meh bahut khush hua yeh padd key. wah wah. koi words hi nahi hai mere paas. har words kam hai iss key saamney. itna badiya likha hai aap neh.
wah wah


jasbir singh

Shukriya Bhai,.
Itni Taareef Abtak Suni Nahi,.
Khushi Hui Ke Meri Koshish Aapko Pasand Aayi,.
Bas Duaa Kijiye,.

Ek ek line kamal likhi hai lil bro.. magar last ki do line... uufff kaya likha hai apne... bahoot khoob!!!


Ek Rishta toota aor ek naya rishta ban gaya
dil ki dil he jaane, kaya karishma ban gaya

na tha pahle tu mera, na ab kabhi hoga mera
bas dil ka dil se h, khud ko jhuthlane ka, silsila ban gaya

Aur Shukriya Didi jaan,.
ke aapne Bhi Pasand Kiya,
Thank U,
And Nice One,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: December 19, 2008, 01:40:21 PM »
Kaise Kehdoon Ke Usne Sab Rishte Tord Diye,.
Chahaton Ka Rishta Tordkar, Nafraton Ke Rishte Jord Diye,.

Haq Tha Use, Kuch Bhi Karne Ka Saath Mere "Doston,.
Qatl To Nahi Kiya Unhone, Bas Hume Beech Raah Pe Hi To Chord Diye,.

______________________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #47 on: December 20, 2008, 04:29:42 PM »
Kaise Kehdoon Ke Usne Sab Rishte Tord Diye,.
Chahaton Ka Rishta Tordkar, Nafraton Ke Rishte Jord Diye,.

Haq Tha Use, Kuch Bhi Karne Ka Saath Mere "Doston,.
Qatl To Nahi Kiya Unhone, Bas Hume Beech Raah Pe Hi To Chord Diye,.

______________________________________-Jaanasheen-






wah Jahanasheen


BEECH RAAH ABB PAHUCH GAYE HAI
RISHTEY SAB TOOT GAYE HAI
DIL SEY NIKAALNA HAI AAP KOH MUSHKIL
AISEY GEHREY JHAKHAM DIYE HAI



JASBIR SINGH


Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: December 21, 2008, 04:55:35 AM »
GOOD WORK LIL BRO and Jas ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: December 21, 2008, 10:31:32 AM »
Shukriya Didi jaan,.
And Nice One Jasbir Bhaiya,.

Rishte Binaa Zindagi Guzaarna Mushkil Hai Bohat,.
Jeene Ki Aas Chord Di Hai, Isliye Kisi Ko Aashna Nahi Banaata
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #50 on: December 21, 2008, 04:31:42 PM »
Kya Baat Hai Jaanasheen Bhai & Pooja Ji....Bahut Bahut Khooooooooob..!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #51 on: December 21, 2008, 04:39:31 PM »
GOOD WORK LIL BRO and Jas ji

Thanks JI

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #52 on: December 21, 2008, 04:41:42 PM »
Shukriya Didi jaan,.
And Nice One Jasbir Bhaiya,.

Rishte Binaa Zindagi Guzaarna Mushkil Hai Bohat,.
Jeene Ki Aas Chord Di Hai, Isliye Kisi Ko Aashna Nahi Banaata

Thanks Jahanasheen

oh ho, kya baat keh rahey ho sir..

JINEY KI AAS NA CHODO, KISI KOH DIL SEY JODO
RISHTEY NIBBH HI JAYENGEY, YU TUM MOOH NA MODO


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #53 on: December 21, 2008, 06:00:28 PM »
Kaise Kehdoon Ke Usne Sab Rishte Tord Diye,.
Chahaton Ka Rishta Tordkar, Nafraton Ke Rishte Jord Diye,.

Haq Tha Use, Kuch Bhi Karne Ka Saath Mere "Doston,.
Qatl To Nahi Kiya Unhone, Bas Hume Beech Raah Pe Hi To Chord Diye,.

______________________________________-Jaanasheen-


Bahut Khoob Jaanasheen Bhai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: December 21, 2008, 09:59:15 PM »
Kya Baat Hai Jaanasheen Bhai & Pooja Ji....Bahut Bahut Khooooooooob..!!

bahoot bahoot shukaria Mann ji!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #55 on: December 21, 2008, 10:17:01 PM »
Kaise Kehdoon Ke Usne Sab Rishte Tord Diye,.
Chahaton Ka Rishta Tordkar, Nafraton Ke Rishte Jord Diye,.

Haq Tha Use, Kuch Bhi Karne Ka Saath Mere "Doston,.
Qatl To Nahi Kiya Unhone, Bas Hume Beech Raah Pe Hi To Chord Diye,.

______________________________________-Jaanasheen-


Nice one Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: December 22, 2008, 12:52:30 PM »
Kya Baat Hai Jaanasheen Bhai & Pooja Ji....Bahut Bahut Khooooooooob..!!
Thanks Jahanasheen

oh ho, kya baat keh rahey ho sir..


JASBIR SINGH
Bahut Khoob Jaanasheen Bhai

Shukriya Mann Ji,.
Jasbir Bhaiya,.
Rajesh Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: December 22, 2008, 12:53:50 PM »
Lamba Safar Umar Ka Hai, Tanhaa Guzarta Nahi,.
Sar Pe Agar Dhoop Na Ho, Saaya Utarta Nahi,.

Rishte Bina Hai Jis Tarah, saaye Bina Aadmi,.
Dil Ki Kisi Dori Se Hai, Baandha Hua Aadmi,.

______________________-Gulzar-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: December 23, 2008, 05:18:47 AM »
wah wah wah kaya lines share ki hai lil bro bhoot khoob
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 23, 2008, 07:18:49 AM »
Shukriya Didi Jaan,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:40:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer