Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Author  (Read 9575 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #75 on: December 30, 2008, 06:28:52 PM »
wah wah kya khoob kaha he aapne....
"ab to yah bhi pata nahi chalta Pooja ko
shabdo se dard atta hai ya dard se shabd ban jaate hai"

daad dene ko shabd hi nahi mil rehe.... Applause Applause Applause
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Dard se abhi rishta huaa he nahi hamara
Hushn se bhi rishta huaa he nahi hamara
koi rista huaa ghav huaa he nahi hamara
kisekhu koi abhitak huaa he nahi hamara-anaam


Nice One Ji,.
And Welcome To Yoindia,.

Pooja Didi Aap Ka To Jawaab Hi Nahi,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: December 30, 2008, 06:38:19 PM »
Ek Rishta Jordkar Main Pachtaata Raha,.
Dard Ke Shehar Mein Ghar Banaata Raha,.

Wo Log Mujhse Ajnabiyon Ka Salookh Karte Rahe,.
Main Bhi Unhe Apna Rishtedaar Kehlaata Raha,.

Ek Nahi Hazaaron Zakham The Seene Mein Mere,.
Sab Mera Haal Na Jaanle, Isliye Zakhmo Ko Bhi Chupaata Raha,.

Ab Jab Rishte Banaane Se Dil Uth Gaya Mera,.
Koi Door Se Aawaaz Dekar Mujhe Bulaata Raha,.

_______________________-Jaanasheen-



Logged
Pooja
Guest
«Reply #77 on: December 30, 2008, 07:12:55 PM »
wah wah kya khoob kaha he aapne....
"ab to yah bhi pata nahi chalta Pooja ko
shabdo se dard atta hai ya dard se shabd ban jaate hai"

daad dene ko shabd hi nahi mil rehe.... Applause Applause Applause
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Dard se abhi rishta huaa he nahi hamara
Hushn se bhi rishta huaa he nahi hamara
koi rista huaa ghav huaa he nahi hamara
kisekhu koi abhitak huaa he nahi hamara-anaam



bahoot bahoot shukaria Anaam ji.

bahoot achi lines likhi hai apne...


mera na hua wo, jis ki main ho gai
shayad yahi per galti mujhse ho gai
dil ke samne na chala zor, tab ya ab kabhi
hona tha, wo he hua, bas zindagi veeran ho gai

Logged
Pooja
Guest
«Reply #78 on: December 30, 2008, 07:13:59 PM »
Nice One Ji,.
And Welcome To Yoindia,.

Pooja Didi Aap Ka To Jawaab Hi Nahi,.


bahoot bahoot shukaria Lil bro
Logged
Pooja
Guest
«Reply #79 on: December 30, 2008, 07:15:36 PM »
Ek Rishta Jordkar Main Pachtaata Raha,.
Dard Ke Shehar Mein Ghar Banaata Raha,.

Wo Log Mujhse Ajnabiyon Ka Salookh Karte Rahe,.
Main Bhi Unhe Apna Rishtedaar Kehlaata Raha,.

Ek Nahi Hazaaron Zakham The Seene Mein Mere,.
Sab Mera Haal Na Jaanle, Isliye Zakhmo Ko Bhi Chupaata Raha,.

Ab Jab Rishte Banaane Se Dil Uth Gaya Mera,.
Koi Door Se Aawaaz Dekar Mujhe Bulaata Raha,.

_______________________-Jaanasheen-


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob kaha Lil bro... good creation!! ek ek line kamal ki hai, magar last ki do line.. subhan Allah!! bahoot khoob!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: December 30, 2008, 07:30:13 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob kaha Lil bro... good creation!! ek ek line kamal ki hai, magar last ki do line.. subhan Allah!! bahoot khoob!!

Shukriya Didijaan,.'
Khushi Hui ke Aapko Pasand Aayi,.

Waise Aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To Achcha Lagta,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #81 on: December 30, 2008, 07:39:56 PM »
Shukriya Didijaan,.'
Khushi Hui ke Aapko Pasand Aayi,.

Waise Aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To Achcha Lagta,.

Roti hai teri ankhia waha,
roti hai meri  ankhia yaha
juda her ek rasta ho gaya

mile ab jab bhi tu mujhko
Rota he mile, kyun aisa mera man ho gaya

mangu rab se khushia teri
aor phir ro du khud per
na jaane kyun,
aisa yah alam ho gaya

khush rahe jahan bhi rahe
dil ka aaina he goom ho gaya
toote hue is rishte ka
dard ruhaani ho gaya!!



pata nahi kaya likh gai... par apki baat parr kar jo bhi man main ayya likhti gai bas..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: December 30, 2008, 08:46:19 PM »
Roti hai teri ankhia waha,
roti hai meri  ankhia yaha
juda her ek rasta ho gaya

mile ab jab bhi tu mujhko
Rota he mile, kyun aisa mera man ho gaya

mangu rab se khushia teri
aor phir ro du khud per
na jaane kyun,
aisa yah alam ho gaya

khush rahe jahan bhi rahe
dil ka aaina he goom ho gaya
toote hue is rishte ka
dard ruhaani ho gaya!!



pata nahi kaya likh gai... par apki baat parr kar jo bhi man main ayya likhti gai bas..

Shukriya Didi And Nice One,.

Jo Sochaa Nahi Kabhi, Wohi Aksar Kyun Ho Jaata Hai,.
Dil Ka Rishta, Ek Mukhaam Pe Aakar Kyun Kho Jaata Hai,.

Jo Apna Nahi, Wo Shaks Humse Kyun Mil Jaata Hai,.
Dekar Yaadein Us Rishte Ki, Hume Wo Kyun Tardpaata Hai,.

Tanhaai Ka Chehra Dikhaakar, Sabhi Ko,.
Jaane Kyun Khudaa Zindagi Ko Aur Badaa Deta Hai,.

__________________________-Jaanasheen-


Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: December 30, 2008, 09:26:41 PM »
bahoot khoob lil bro.. pahli do line to kamal ki likh gaye hai app: Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Jo Sochaa Nahi Kabhi, Wohi Aksar Kyun Ho Jaata Hai,.
Dil Ka Rishta, Ek Mukhaam Pe Aakar Kyun Kho Jaata Hai,.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #84 on: December 31, 2008, 01:55:41 PM »
 Applause Applause Applause
bahut hi umda bahut hi khubsuret wah pooja ji
jitna kaha jaaye utna hi kam
Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #85 on: December 31, 2008, 04:26:05 PM »
shukaria baadal ji and Shihab ji....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #86 on: January 01, 2009, 01:05:05 AM »
bahoot khoob lil bro.. pahli do line to kamal ki likh gaye hai app: Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Jo Sochaa Nahi Kabhi, Wohi Aksar Kyun Ho Jaata Hai,.
Dil Ka Rishta, Ek Mukhaam Pe Aakar Kyun Kho Jaata Hai,.

Bohat Khoob Azeem Bhai And Pooja Ji...

Shukriya Pooja Didi And Majid Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #87 on: January 01, 2009, 01:12:08 AM »
Ye Kaisa Rishta Banaa Liya Maine,.
Ek Dushman Ko Dost Banaa Liya Maine,.

Dost Bankar Usne Meri Khushiyaan Loot Li,.
Jab Apne Dil Ka Haal Bataa Diya Maine,.

Koi Yahaan Bharose Ke Kabeel Nahi "Azeem,.
Sab Apno Se Hi Dhoka Khaa Liya Maine,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: January 01, 2009, 03:24:26 AM »
bahoot khoob lil bro
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #89 on: January 01, 2009, 05:38:10 AM »
Bahut Khoob Pooja Ji aur Jannasheen Bhai
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:42:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer