Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Author  (Read 9663 times)
Pooja
Guest
«Reply #90 on: January 01, 2009, 06:28:15 AM »
shukaria Rajesh ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: January 01, 2009, 12:59:34 PM »
bahoot khoob lil bro

Shukriya Didijaan,.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #92 on: January 04, 2009, 07:54:30 PM »
WAH BADI CHUBHTI HUYI LINE LIKHI HAIN AAPNE
RISTE AYESE HO TO WO RISHTE KAHAN ..

DAAD KABUL KIJIYE JAANASHEENJI....CLAP CLAP CLAP
Ek Rishta Jordkar Main Pachtaata Raha,.
Dard Ke Shehar Mein Ghar Banaata Raha,.

Wo Log Mujhse Ajnabiyon Ka Salookh Karte Rahe,.
Main Bhi Unhe Apna Rishtedaar Kehlaata Raha,.

Ek Nahi Hazaaron Zakham The Seene Mein Mere,.
Sab Mera Haal Na Jaanle, Isliye Zakhmo Ko Bhi Chupaata Raha,.

Ab Jab Rishte Banaane Se Dil Uth Gaya Mera,.
Koi Door Se Aawaaz Dekar Mujhe Bulaata Raha,.

_______________________-Jaanasheen-




Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: January 04, 2009, 08:01:49 PM »
WAH BADI CHUBHTI HUYI LINE LIKHI HAIN AAPNE
RISTE AYESE HO TO WO RISHTE KAHAN ..

DAAD KABUL KIJIYE JAANASHEENJI....CLAP CLAP CLAP

Shukriya Anaam Ji,.

Nafrat Bhi Ek Rishta Hai, Mohabbat Ki Taraah,.
Har Ek Cheez Se Rishta Hota Hai Is Jahaan Mein,.

Jo Akelaa Hai, Uska Rishta Tanhaaiyon Se,.
Jo Khush Hain, Unka Rishta Mehfilon Se,.

Zindagi Ka Maut Se Rishta Hai,.
Rishta Kaisa Bhi Ho Magar Rishta Hota hai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #94 on: January 04, 2009, 09:32:36 PM »
good one lil bro
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #95 on: January 04, 2009, 10:37:46 PM »
Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko

toote sapne, toota dil, Rishta bhi toot gaya
soch rahi hu, kaya rah gaya, ab jeevan beetane ko

yaadon ke yah saye, kyun rah jaate hai
til-til armaano ko is kadar tadpaane ko

din main hosh nahi, raato ko nind nahi
ladte hai teri yaadon se, tujhko bhulane ko

Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko
Bahoot Khoob Poojaji
 Applause Applause Applause

Yaad aa gayi fir teri, aaj mujhe rulane ko,
Ab to Mil gaya gamo ka nagma bhi, Tanha zindagi me gungunane ko...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #96 on: January 04, 2009, 10:40:10 PM »
shukaria Pank ji..

bahoot achi lines likhi hai apne...
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #97 on: January 04, 2009, 10:44:51 PM »
shukaria Pank ji..

bahoot achi lines likhi hai apne...
Shukriya Poojaji
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #98 on: January 05, 2009, 12:26:51 PM »
Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko

toote sapne, toota dil, Rishta bhi toot gaya
soch rahi hu, kaya rah gaya, ab jeevan beetane ko

yaadon ke yah saye, kyun rah jaate hai
til-til armaano ko is kadar tadpaane ko

din main hosh nahi, raato ko nind nahi
ladte hai teri yaadon se, tujhko bhulane ko

Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko

bahut hi accha likha hai pooja ji aapne  dil ko chu gaya ..

zakhm mila hai umar bhar rulai ka,
tohfa hai ye unki bewafaai ka.
dukh nhi ki tune kitne sitam kiye,
dard hai tumse ab judaai ka...

pyaar tha jo mein behka bhi main tha
pyaar ki jo chahe saza de tu,
tere liye jeete thay shaam-o-seher hum.
ab marne ki ek wajah bata de tu.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #99 on: January 05, 2009, 08:27:27 PM »
Shukriya Didijaan,,
And Nice One,.
Bhondu Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #100 on: January 05, 2009, 08:29:14 PM »
bahut hi accha likha hai pooja ji aapne  dil ko chu gaya ..

zakhm mila hai umar bhar rulai ka,
tohfa hai ye unki bewafaai ka.
dukh nhi ki tune kitne sitam kiye,
dard hai tumse ab judaai ka...

pyaar tha jo mein behka bhi main tha
pyaar ki jo chahe saza de tu,
tere liye jeete thay shaam-o-seher hum.
ab marne ki ek wajah bata de tu.

bahoot dino baad apko padne ko mila.. kavi dost kaha rah gaye the app?

bahoot acha likha hai apne...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: January 05, 2009, 09:02:19 PM »
Chalo Phir Koi Hum Ek Rishtaa Banaaye,.
Chalo Hum Ek Aur Kisise Dhoka Khaaye,.

Khud Girr Jaao, Thokar Aane Se Pehle,.
Kab Tak Intezaar Karoge Ke Patthar Aaye,.

Yun To Seena Challi Hai, Mera Zakhmo Se,.
Duaa Hai Ke, Hume Phirse Koi Aazmaaye,.

Main To Hoon Andheron Mein, Mera Kya,.
Zamaane Ki Khateer To Koi, Charaag Jalaaye,.

Ek Se Hi Dil Lagaaya, Usne Bhi Thukraa Diya,.
Ab Kaho Wafaa Ki Talaash Mein, "Azeem, Kahaan Jaaye,.

_____________________________-Jaanasheen-

Ek Koshish Dil Se,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #102 on: January 05, 2009, 09:43:36 PM »
Chalo Phir Koi Hum Ek Rishtaa Banaaye,.
Chalo Hum Ek Aur Kisise Dhoka Khaaye,.

Khud Girr Jaao, Thokar Aane Se Pehle,.
Kab Tak Intezaar Karoge Ke Patthar Aaye,.

Yun To Seena Challi Hai, Mera Zakhmo Se,.
Duaa Hai Ke, Hume Phirse Koi Aazmaaye,.

Main To Hoon Andheron Mein, Mera Kya,.
Zamaane Ki Khateer To Koi, Charaag Jalaaye,.

Ek Se Hi Dil Lagaaya, Usne Bhi Thukraa Diya,.
Ab Kaho Wafaa Ki Talaash Mein, "Azeem, Kahaan Jaaye,.

_____________________________-Jaanasheen-

Ek Koshish Dil Se,.
Nice one Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #103 on: January 05, 2009, 09:53:38 PM »
Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #104 on: January 07, 2009, 11:13:45 AM »
well done...Jaanasheenji--rajeshji---poojaji--bhonduji.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ajeeb rishta hai Shayar aur Shayeri ka.....

Jo dube is ras me tanmayta se
un k rishte aur mazboot huye
Jo guzar gaye bina padhey,unse
Shayeri ka Rishta bhi toot gaya... icon_flower
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:58:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer