Rishte Ehsaaso Ke Dam Par Zinda Rehte Hai "Khwaish"

by khwaish on December 13, 2011, 02:37:49 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2463 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Ashq Ke Tinke Palkon par Hai!!
Par Main Rona Nahi Chaahta

Aaj Ek baat Sach Keh Deta Hoon!!
Main Tujhe Khona Nahi Chaahta

Tujshe Bahut si Yaadein juddi Hai Meri!!
Par main Inn Palon ko sanjona nahi chaahta

Agar Aankh Band Karne Se Tu Door Ho jaaye
To Main Zindagi Bhar Sona Nahi Chaahta

Rishte Ehsaaso Ke Dam par Zinda Rehte Hai...!!!
Tujhse Bichadkar Main Kisi Aur ka Hona Nahi Chaahta

"Khwaish" Ki Khwaish Hai Ke Tum Hardum Muskaate Rahe
Yeh Ghazal Likhkar................
Main Teri Aankhon Ko Aur Bhigona Nahi chaahta

               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
smf
Guest
«Reply #1 on: December 13, 2011, 04:22:59 PM »
 Lkhoge aarju tum uske nam ki
ek din wo v miit jayega ......
khuda ki kasam ..
ek din yah tera dost ter kam aayega .....
Ishq karne wale aksar dosto ko bhul jate hai ..
jab ishq mai chot khte hai ...
 to fir yahi dost njar aat hai...
kyun karte ho aose ishq..
 jo be matlab ka dard de jati hai ....
KHUD TO CHAIN SE SO JATI HAI ...
BAS HUM JAISE DOSTON KO JAUDA  KAR JATI HAI
.........


  MANISH SETH
 08860686366
Logged
smf
Guest
«Reply #2 on: December 13, 2011, 04:33:47 PM »
apne dil mai mere pyar ko basaye rakhna .....
dur se shi magar aone pas bulaye rakhna ......
chehra dekhna jaruri nahi ......
 magar apni nazro mai basaye rakhna ..
ye duriya am hogi ......
 bas apne eahsa ko banaye rakhna.
tere sine mai baste hai hum..
yakin nhi hota to apne sino ko dabaye rakhna...
dur se sahi magar apne pas bulaye rakhna .....
Logged
smf
Guest
«Reply #3 on: December 13, 2011, 04:41:22 PM »
chal padi train chal pada mai .....
 ek naye manjil ki talash mai.

00kal ki subah aakhir hogi unki talash mai..
ya khuda koi aisa chamtkar dikha ....
kal ki subah unka didar kara...
unki hasi chehro mai mujhe chand nazar aata hai .
ya khuda .....
 kal ki subah mujhe chand ka to didar kara
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: December 13, 2011, 05:33:16 PM »
Bahut khoob Khwaish ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: December 13, 2011, 06:34:47 PM »
Bahut jazbaati ashaar se nawaza Khwaish ji.Bahut khoob.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2011, 06:38:42 PM »
Khawahish jee Aadaab!

Janab achche aur behad dilfareb ahsaas O khayaal kahe hai..
kafi dil ki gehrai se nikle khayaal lag rahe hai janab.. Usual Smile

Bahut khoob daad hazir hai.. Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile         

Logged
Imdad
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2011, 07:58:25 PM »
Nice.....
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 14, 2011, 04:05:04 AM »
 Applause Applause Applause Applause
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 14, 2011, 11:44:34 AM »
bahut sndar khwaishji...

agar aankhen band karne se tu door ho jaye,
to main zindgi bhar sona nahin chahta.

gazab.....  Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: December 15, 2011, 07:17:49 AM »
Ashq Ke Tinke Palkon par Hai!!
Par Main Rona Nahi Chaahta

Aaj Ek baat Sach Keh Deta Hoon!!
Main Tujhe Khona Nahi Chaahta

Tujshe Bahut si Yaadein juddi Hai Meri!!
Par main Inn Palon ko sanjona nahi chaahta

Agar Aankh Band Karne Se Tu Door Ho jaaye
To Main Zindagi Bhar Sona Nahi Chaahta

Rishte Ehsaaso Ke Dam par Zinda Rehte Hai...!!!
Tujhse Bichadkar Main Kisi Aur ka Hona Nahi Chaahta

"Khwaish" Ki Khwaish Hai Ke Tum Hardum Muskaate Rahe
Yeh Ghazal Likhkar................
Main Teri Aankhon Ko Aur Bhigona Nahi chaahta

   Kiya khene Sahaab kia kehne khwaish sahab, behtareen
Abul Asad
Logged
Raja Jain
Guest
«Reply #11 on: December 15, 2011, 09:35:06 PM »
Wah Khwaish ji bahut hi umda likha hai......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 17, 2011, 06:31:33 AM »
Lkhoge aarju tum uske nam ki
ek din wo v miit jayega ......
khuda ki kasam ..
ek din yah tera dost ter kam aayega .....
Ishq karne wale aksar dosto ko bhul jate hai ..
jab ishq mai chot khte hai ...
 to fir yahi dost njar aat hai...
kyun karte ho aose ishq..
 jo be matlab ka dard de jati hai ....
KHUD TO CHAIN SE SO JATI HAI ...
BAS HUM JAISE DOSTON KO JAUDA  KAR JATI HAI
.........


  MANISH SETH
 08860686366

bahut khoob!! Usual Smile Usual Smile
Logged
paani
Guest
«Reply #13 on: December 20, 2011, 08:22:02 AM »
Ashq Ke Tinke Palkon par Hai!!
Par Main Rona Nahi Chaahta

Aaj Ek baat Sach Keh Deta Hoon!!
Main Tujhe Khona Nahi Chaahta

Tujshe Bahut si Yaadein juddi Hai Meri!!
Par main Inn Palon ko sanjona nahi chaahta

Agar Aankh Band Karne Se Tu Door Ho jaaye
To Main Zindagi Bhar Sona Nahi Chaahta

Rishte Ehsaaso Ke Dam par Zinda Rehte Hai...!!!
Tujhse Bichadkar Main Kisi Aur ka Hona Nahi Chaahta

"Khwaish" Ki Khwaish Hai Ke Tum Hardum Muskaate Rahe
Yeh Ghazal Likhkar................
Main Teri Aankhon Ko Aur Bhigona Nahi chaahta

               ~~~~~Khwaish~~~~~

Superb !!!
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: December 20, 2011, 09:07:40 AM »
bahoot khoob khwaish bro......bakhoobi bhavon ko shabdon ka jama pahnaya hai aapne,....dheron daad
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:12:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer