ro diya

by salil2002 on October 11, 2008, 03:46:27 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1568 times)
salil2002
Guest
aaj peene laga tha woh yun shaam se
dard chhalka hua tha jaise ek jaam se
tha nasha oosme kuch mein bhi kho sa gaya
yaad kar k mujhe woh aaj ro hi diya

roya main bhi magar kucch main kar na saka
hoon main ek rooh usko baahon mein bhar na saka
dekha maine oose mujhse fariyaad karte huye
tumse shikwa nahin yeh main keh na saka

ro pada jab mein bhiuske saath mein
sun k meri siskiyon ko woh tha ghabra gaya
jaane kya noor tha mohabbat mein meri
main yun kaise oosko nazar aa gaya

bhar k chehra phir uska apne haathon main
uski laton ko chehre se hataya maine
choom liye maine lab uske aur ashq poonchhe
main ab bhi karta hun tujhse mohabbat ye bataya maine

mein ab tujhe aur kucch de nahin sakta
mein ek saaya hoon roshni mein rehnahin sakta



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ya Gham Na Diya Hota, Ya Dil Na Diya Hota by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Diya ... by azeemssj in Shayri for Khumar -e- Ishq
DIL DE DIYA by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tod diya dil by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
Pathar bana diya mujhe rone nahin diya ... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 11, 2008, 04:10:20 PM »
Bahoot Badiya salil Bhaijaan,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Nice One,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: October 11, 2008, 05:32:53 PM »
aaj peene laga tha woh yun shaam se
dard chhalka hua tha jaise ek jaam se
tha nasha oosme kuch mein bhi kho sa gaya
yaad kar k mujhe woh aaj ro hi diya

roya main bhi magar kucch main kar na saka
hoon main ek rooh usko baahon mein bhar na saka
dekha maine oose mujhse fariyaad karte huye
tumse shikwa nahin yeh main keh na saka

ro pada jab mein bhiuske saath mein
sun k meri siskiyon ko woh tha ghabra gaya
jaane kya noor tha mohabbat mein meri
main yun kaise oosko nazar aa gaya

bhar k chehra phir uska apne haathon main
uski laton ko chehre se hataya maine
choom liye maine lab uske aur ashq poonchhe
main ab bhi karta hun tujhse mohabbat ye bataya maine

mein ab tujhe aur kucch de nahin sakta
mein ek saaya hoon roshni mein reh nahin sakta





Bohot Khoob Salil...Bohot achcha likha hai  Applause Applause Applause
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: October 11, 2008, 06:42:29 PM »
aaj peene laga tha woh yun shaam se
dard chhalka hua tha jaise ek jaam se
tha nasha oosme kuch mein bhi kho sa gaya
yaad kar k mujhe woh aaj ro hi diya

roya main bhi magar kucch main kar na saka
hoon main ek rooh usko baahon mein bhar na saka
dekha maine oose mujhse fariyaad karte huye
tumse shikwa nahin yeh main keh na saka

ro pada jab mein bhiuske saath mein
sun k meri siskiyon ko woh tha ghabra gaya
jaane kya noor tha mohabbat mein meri
main yun kaise oosko nazar aa gaya

bhar k chehra phir uska apne haathon main
uski laton ko chehre se hataya maine
choom liye maine lab uske aur ashq poonchhe
main ab bhi karta hun tujhse mohabbat ye bataya maine

mein ab tujhe aur kucch de nahin sakta
mein ek saaya hoon roshni mein rehnahin sakta





nice one salil....
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: October 12, 2008, 05:43:14 AM »
thnks janasheen bhai ..........
talat di and pandit bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 12, 2008, 08:40:54 AM »
U Are Welcome Ji,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6 on: October 13, 2008, 06:54:40 AM »
nice creation salil ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: October 13, 2008, 02:19:13 PM »
apna dard aaj tumne jo sunaya muje
kitna ghayel hain ghayel yaad dilaya muje
woh aakhri bosa labo ka hum bhi bhule nahi
aye salil par woh manzar q yaad dilaya muje.

                                  -sg-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 14, 2008, 09:29:34 AM »
Nice One Sajid Bhai,.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #9 on: October 14, 2008, 10:38:40 AM »
Salil Miyan,
Kaafi dard bhari shayiri hai. Keep writing likewise.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 16, 2008, 12:30:26 PM »
Rona Chahoon Bhi, To Mujhe Rona Nahi Aata,.
Sookh Gaye Ab To Aansoon Bhi, Teri Nafrat Ki Aag Me,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: October 16, 2008, 12:44:07 PM »
o yaar kya baat kehdi tune dil ki ajeeb si kaifiyat ho gayee hain  BangHead
Rona Chahoon Bhi, To Mujhe Rona Nahi Aata,.
Sookh Gaye Ab To Aansoon Bhi, Teri Nafrat Ki Aag Me,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 16, 2008, 12:59:09 PM »
Thank U Dost,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 16, 2008, 01:02:00 PM »
Rone Ka Mujhe Saleekha Bhi Nahi Aata,.
Dard Bayaan Karne Ka Tareekha Bhi Nahi Aata,.

Tum Dard Bayaan Karke, Mehfilon Mein Jaan Daalte Ho,.
Aur Hume Mehfilon Mein Kuch Kehne Ka Hausla Bhi Nahi Aata,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: October 16, 2008, 01:04:36 PM »
oye bas kar yaar aaj sari dard ki dukan apne andar samet ke aaya hain kya aise aise sher likh raha hain ke ek ek zakhm hara ho raha hain main bhi shuru ho jaooga kasam se itna rulaoogan ke mahino hasi nahi aayeegi
Rone Ka Mujhe Saleekha Bhi Nahi Aata,.
Dard Bayaan Karne Ka Tareekha Bhi Nahi Aata,.

Tum Dard Bayaan Karke, Mehfilon Mein Jaan Daalte Ho,.
Aur Hume Mehfilon Mein Kuch Kehne Ka Hausla Bhi Nahi Aata,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:06:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.179 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer