tanhachand
Guest
|
«Reply #30 on: December 16, 2005, 01:17:33 AM » |
|
ek tere yaadon ki galyouno se gujarna ke baad zindagi zindagi si lagti hai...................... wahi aaso wahi dard wahi milan wahi judaai har raat dard se saji dulhan si lagti hai .................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #31 on: December 16, 2005, 03:08:51 PM » |
|
kooi hai jo mujhe aazma jaata hai chup chup kar baatain hazar keh jaata hai usse khbar hin nahi rooh ne usse apnaaya hai kooi laakh bane uske jaisa rooh ne sab pehchaana hai ye azab hia jaado gari yaaron wo mujhe yaad bhi kare toh khbar ho jaati hai aab tum laakh koshish karo ye jidd tumhaari yaaro
.............dil ka rishta bada hin pyaara hai.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #32 on: December 17, 2005, 06:41:41 AM » |
|
kyoun raag main din bhar tera gaati hoon kyoun udaasi ko din bhar gale lagaati hoon tu koun hia mera jo mere dil pe chaaya hai kyoun mere dil ko tune aise churaaya hai................
*********************************************** kyoun aisi mazboori hai ki tujhe bhool nahi sakti dard had se jyaada hai par dava kha nahi sakti ...........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #33 on: December 17, 2005, 06:49:33 AM » |
|
dil ko santushti hoti hai tum ho dil main khushi hoti hai par mann kabhi uadaas ho jaata hai tujhe dekhne ko machal uthta hai kab tak ek parchaai ko chaahoongi kab tumko main pura paaoungi .....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #34 on: December 17, 2005, 06:55:53 AM » |
|
bahoot khoob Tanhachaand ji.....
Har cheez ka ek apna andaaz hota hai, jidhar bhi hota hai par ek be-wafa saath hota hai. Kyuin tum dil ko yuin hi apna kehti ho Woh bhi toh is jahaan main Gairon ke saath hota hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
|
«Reply #35 on: December 17, 2005, 06:56:54 AM » |
|
gr8 tanhaji..... & welcome to yoindia....
Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He
Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya Mein khushnasib hun mujhe Intezar mil gaya
Gham nahi mujhe ki Dushma hua yeh zamana Jab Dost Hathoon Mein Liye Talwar Mila Hai
Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya Mujhe Tou Uske Dar Se Sirf Inkaar Hi Mila hai
(NM).........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #36 on: December 17, 2005, 07:05:47 AM » |
|
harsh.......................
.............thanks for nice words................
..............................bye tc .................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #37 on: December 17, 2005, 07:16:55 AM » |
|
mili.....................
.....................thanks u so much ..........for nice words................aisa laga mere saare panktiyouno ka jawaaab diya ho aapne ek saath ................
sach toh ye hai ye dil mujhe bhi khabr hai ye dil hai dil chota sa ghaav bada diya dil ko dil jo kisi or ka tha usspe pehara diya kisi or ka aaj dil chatpata raha hai mukti paana chaah raha hai aaj maine uss naam ko mitaana chaahon par dil aab bhi ussi ko paana chaahe lahuluhaan hai wo uss kaante se kar raha hai aab bhi pyaar ussi se..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
|
«Reply #38 on: December 17, 2005, 07:31:02 AM » |
|
thanx a lot for appreciation... tanhaji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #39 on: December 17, 2005, 02:18:03 PM » |
|
mili............. ................................tc .............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #40 on: December 17, 2005, 02:29:09 PM » |
|
hasti khelti dard ki pudiyaa hoon mat samjhna ki khushi ki gudiya hoon tum chaao jitna chaahe dukh de do dard ko kya dard hoga jitna chaahe dard de do
par fir bbhi hasti khelti dard ki pudiyaa hoon ..........
dard ho jahan wahi khushi aati hai har haal main khush dekh dard doudi chali aati hai ghbra ke fir waaps jane ko chatpataati hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
|
«Reply #41 on: December 17, 2005, 02:39:10 PM » |
|
once again gr8 tanhaji...... :lol:
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyu Nahi Dete, Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyu Nahi Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata, Khamosh Khade Hu Saza Kyon Nahi Dete.
Use Jis Ke Zakham Hai Inaayat Teri, Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyu Nahi Dete.
Kahin Ghar Nahi Baste Hai Jin Ki waja Se, Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyu Nahi Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kiya Kiya Nahi Kiya, Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyu Nahi Dete.
Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main, Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyu Nahi Dete.
Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri, Thoda Sa Ese Mujh Pe Luta Kyu Nahi Dete.
Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne, Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyu Nahi Dete.
Ek Arsa Howa Chain Se Soye Howe Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyu Nahi Dete
nm.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanhachand
Guest
|
|
«Reply #42 on: December 17, 2005, 03:11:08 PM » |
|
mili...........
...................nice .............too good ..............
................................................. ..................tc
wo agar sona hai toh pehli baar dekha hai jisse maine paaya hai tabhi toh jaan paaya hai sone ka rang pilaa hota hai sona chamkilaa sa hota hai iss pehle se ehsaas ko bhoola doon kaise bhoolna chaahon bhi toh bhoolaa doon kaise wo chamak jo mere aankho ne dekhi hai wo rang jo maine dekhi hai uss sone ko main pital keh doon kaise wo mujhe na mila toh kya usske ehsaas bholaa doon kaise ....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mili_genie
Guest
|
|
«Reply #43 on: December 17, 2005, 03:46:04 PM » |
|
gr8 once.... tanha ji...
Akela sa mehsoos karo jab tanhai me, Yaad meri aaye jab Judaai me, Mehsoos karna Tumhare hi paas hu main, Jab chahe dekh lena apni parchai me..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #44 on: December 17, 2005, 04:35:18 PM » |
|
gr8 once.... tanha ji...
Akela sa mehsoos karo jab tanhai me, Yaad meri aaye jab Judaai me, Mehsoos karna Tumhare hi paas hu main, Jab chahe dekh lena apni parchai me.......... khwaabon main unko bas yaad kerte kerte Guzaari hain umrein har lamha rote-rote. Nigahein bas unki yaadon ke hi sadke band ho chalien ab ye umra khote-khote
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|