Rowoge Singhaar Karte Hue,.

by Jaanasheen on October 01, 2011, 03:08:40 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1059 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte Howe
Bekhar Gaye Tera Intazar Kerte Howe,

To Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh Day
Agar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte Howe,

Main Muskarata Howa Ainay Main Ubher Aonga
Woh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte Howe,

Tumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot Gaya
Mohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte Howe,

Woh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain Hain
Main Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte Howe,

Mujhe Khaber Thi Ke Abh Laut Kar Na Aooga
Tujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe...*
Logged
sarfira
Guest
«Reply #1 on: October 01, 2011, 04:52:59 AM »
bahot dard bhara kalaam hai --
behad dil se likhi hui mohabbt ki sachi daastaan--

bahot si duayen aur daad dher saari humari taraf se

muskurate rahen
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: October 01, 2011, 05:01:11 AM »
Ajeem sahab Aadaab
Kyo rulate ho aap.. itne dard bhare ehsaas..
bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: October 01, 2011, 09:34:34 AM »
Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte Howe
Bekhar Gaye Tera Intazar Kerte Howe,

To Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh Day
Agar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte Howe,

Main Muskarata Howa Ainay Main Ubher Aonga
Woh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte Howe,

Tumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot Gaya
Mohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte Howe,

Woh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain Hain
Main Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte Howe,

Mujhe Khaber Thi Ke Abh Laut Kar Na Aooga
Tujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe...*



Bahut Bahut Khoooob Bhai Azeem..

Dard Aur Majbooriyon Se Bhari peshkash Mehsoos Hui ..

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: October 01, 2011, 11:00:39 AM »
Azeem Sahaab Aadaab!

Masha Allah Janab aapke is umdaa kalaam ki tareef ke
liye lafz nahi ban paa rahe hai.. Behad dil ko lagne
wale ahsaas O khayaaloN ko lafz diye hai aapne..


Dil ki gehrai se daad O mubarakbad kabul kijiye..
Likhate rahiye..

Shaad O aabaad rahiye... Allaah aapko sabra ataa kare
Khudaa Hafez..
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: October 01, 2011, 01:53:46 PM »
Azeem saheb, achhe ashaar se nawaaza hai.'...main unmain doob gaya...'ka kya kahna.Mubarak ho. HASAN
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 14 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #6 on: October 01, 2011, 08:53:12 PM »


Wwwwaaaaahhhhhhh..!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 04, 2011, 06:21:38 AM »
bahot dard bhara kalaam hai --
behad dil se likhi hui mohabbt ki sachi daastaan--

bahot si duayen aur daad dher saari humari taraf se

muskurate rahen

Shukriya Sarfira Ji,.

Duaaon Ka Shukriya.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #8 on: October 04, 2011, 04:00:54 PM »
wah wah wah kya baat hai,dil khush ho gaya itna dard padh k ;-).

Mujhe na pata tha meri badkismati ka saaya is kadar kehar dhayega,
na thi main bewafa par na pata tha waqt k aage sar jhuk jayega,
tu yaad karte huye mujhesaahilon tak pohanch gaya wahi bohat hai,
main hun beech dariya me akele jahaan gehraayi bohat hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 04, 2011, 07:25:28 PM »
Ajeem sahab Aadaab
Kyo rulate ho aap.. itne dard bhare ehsaas..
bahut khoob


Shukriya Janaab,.

Jaane Kyun Mujhe Rona Nahi Aata Ab "Azeem,.
Par Meri Haalat Pe Ye Zamaana Rota Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 04, 2011, 07:26:04 PM »

Bahut Bahut Khoooob Bhai Azeem..

Dard Aur Majbooriyon Se Bhari peshkash Mehsoos Hui ..

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Shukriya Khwaaish Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 04, 2011, 07:36:59 PM »
Paaon Phailaaye To Dekhi Na Chadar Maine,.
Tujhe Apni Aukhaat Se Bardhkar Chaha,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:05:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.32 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer