ROYE HAIN BUHAT

by Qutubuddin on August 14, 2006, 07:00:02 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 819 times)
Qutubuddin
Guest
ROYE HAIN BUHAT

Roye Hein Buhat Tab Zara Karaar Mila He

Is Jahan Mein kise Bhala sacha Pyar Mila He

Guzar rahi hey zindagi Imtehan ke daur se

Ek khatam Howa To Dosra Tayar Mila He

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal

Gham ka khazana jo isko beshumar mila he

Who kamnasib hein jinhe mehboob mil gaya

Mein khushnasib ho mujhe Intezar mil gaya

Gham nahi mujhe ke Dushma howa yeh zamana

Jab Dost Hathoon Mein Liye Talwar Mila Hey

Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala KaiseyDe Diya

Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Hi Mila hey


Ques...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Buhat yaad ateen hain... by Princess21 in Shayri for Dard -e- Judai
Roye hain bahut...(NM) by maya01 in Shayri-E-Dard
Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain by hameed.rose in Shayri-E-Dard
Phir Hum Roye Hain by kamal.shayari in Share Poetry You Like
wo buhat door hain (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
Qutubuddin
Guest
«Reply #1 on: August 14, 2006, 07:01:56 AM »
Pass reh ker Juda si lagti hai
Zindagi Aab  bewafa Si Lgti Hai

Mein Tumhare  beghair  hi Jee Loon Ga
Ye Dua  bad,Dua si Lagti Hai

Naam Is ka Likha Hai Ankhon Par
Aansoon ki Khata Si lagti hai

Woh Abhi Is Taraf Se Guzra Hai
Ye Zameen Aasman Si Lgti Hai

PYAAR Karna  hi Jurm Hai Shaid
Aaj DUNYA khafa Si Lagti Hai

Zindagi Pay Aik Khauf Sa Taarri Hai
Teri Yadoon Ka Aik Azaab Sa Jarri Hai

Bhullana Tujhay Iss Qadar Nahi Hai Aasan Aik Umer Tere Naam Pay Guzaari Hai

Thakk Kar  betha Hai Yahan Kaun  bhaala Khwahishon Ka Safar Abhi Jaari Hai

Lagg Kar Deewar Say Nidhal Sa  betha Hai Woh Jiss Nay Ro Ro Kar Raat Sarri Guzarri Hai

Ashako Nay   Ab Aankho Ka Saath Choor Diya Hai
Itna Rooya Hoon Main K Aan

Ye sab Teri Mohabbat Ka Kasoor Hai
Sab khoo Kay bhie Dil teri Yaad mai Tarri hai

Ques...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 18, 2008, 02:03:15 PM »
Bohat Badhiya Qutub Bhai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:30:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer