ranjana
Guest
|
«Reply #105 on: July 11, 2006, 04:34:11 AM » |
|
log aksar pyaase bhi reh jaate hain samander ke kinaare shole bhi bharka jaati hai kabhi sawan ki bochhare
dub jaati hai kai kashtiyaan aake shail ke kinaare safal wahi zindagi mein jo phoolo ke saath kaanto ko bhi dulaare
mil jaate hain khaak mein toh dur gagan mein chamakate sitaare yah tan toh miitti ka khilona hai, sabhi ne isi mitti mein mil jaana hain pyaare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #106 on: July 12, 2006, 06:16:06 PM » |
|
hum hi uske ishq k kabil na the kisi zalim se ab kya shikwa kijiye
yun dikhaya hai kisi ne aaena mujhko to apni surat se kya gila kijiye
likha tha lakeeron mein fasana e taqdeer mera to kisi aur ko kab tak kaha kijiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #107 on: July 13, 2006, 02:25:58 AM » |
|
nafarat se zindagi ko koi jeet nahi sakata shaakh se tute phoolo ko koi jodh nahi sakata ek chaingaari se jal jaata hai sara ashiyaana zakhame dil teero ko koi sil nahi sakata aag bhi laga dete hain paani mein aansu khuda ki marzi ke bina ek pataa bhi hil nahi sakata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #108 on: July 13, 2006, 08:34:04 PM » |
|
diye ki lo se jalna sikha hai maine kuch iss tarah machalna sikha hai maine har ghadi jab aandhi aati hai poochne pata mera tau apne hi dar par ladna sikha hai maine
kyun kisi k aage guhar lagata firun mein jab tarkash me apne zindagi ko rakha hai maine ab na uthenge ye haath khuda k dar par bhi aakhir imaan hai mera bhi kab tak haath failau.n aise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #109 on: July 14, 2006, 03:13:04 AM » |
|
kaun samjhega yahan dard paraaya wahi jisne gum ki daulat paayi
jisko jahan lagi hai thokar usne wahi hai manzil paayi
dil mera tuta itne haadso se ki fir koi awaz na mujhe tak aayi
fir hare ho gaye zakham mere jab bhi teri yaado ne apni chaadar failaayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #110 on: July 18, 2006, 07:28:16 PM » |
|
chand lamho ki baat hai chand lamho ka sath hai
kaun poochta hai kisi ko yahan apna to saaya bhi kahan apne sath hai
doosro.n me dhoondte hain muskuraane ki wajah in honto.n ko hilana nahi apne bas ki baat hai
kuch iss kadar milte hain dukh jahan mein mujhe har gum par muskurana nahi mere bas ki baat hai
hun to mein bhi ek insaan hi yahan par lekin har lamha insaniyat dikhaun, kya apni aukaat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #111 on: July 18, 2006, 07:32:05 PM » |
|
chand lamho ki baat hai chand lamho ka sath hai
kaun poochta hai kisi ko yahan apna to saaya bhi kahan apne sath hai
doosro.n me dhoondte hain muskuraane ki wajah in honto.n ko hilana nahi apne bas ki baat hai
kuch iss kadar milte hain dukh jahan mein mujhe har gum par muskurana nahi mere bas ki baat hai
hun to mein bhi ek insaan hi yahan par lekin har lamha insaniyat dikhaun, kya apni aukaat hai Very True.....Kya Akuaad hai...... Aukaad nahi toh dusro ko kyu Dard ki Saugaat dete ho..... Jab diye hai Gum auron ke Seene me toh kyu Zindagi ko bebasi ka naam dete ho....!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #112 on: July 18, 2006, 07:35:16 PM » |
|
hum kya denge dard yahan par kisi ko hum to khud gamo.n k maare hain
kisne paaye fool yahan par jab boye tumne kaante hain
ab nahi hoti insaniyat dil se aakhir kuch dhoke jaanbujhkar isne bhi khaye hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #113 on: July 18, 2006, 07:40:07 PM » |
|
hum kya denge dard yahan par kisi ko hum to khud gamo.n k maare hain
kisne paaye fool yahan par jab boye tumne kaante hain
ab nahi hoti insaniyat dil se aakhir kuch dhoke jaanbujhkar isne bhi khaye hain Bhala tum khud hee Sajao Kaante..... Toh hum bhi Phool kaise barsa de...... Jhuk kaise jaye bhala tera Asmaan aye Musafir..... Bata tu kaise hum tera Guroor tujhe dikha de........!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #114 on: July 18, 2006, 07:43:37 PM » |
|
guror e mohabbat to bahut tha mujhe har sapna tut gaya jab aaina dekha humne
nahi dosto ki zarurat hume apna guror dekhne k liye duniya me mere dushman bahut hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #115 on: July 18, 2006, 07:47:14 PM » |
|
Bhala kon Dushman toh kon Dost banta hai...... Sab hai yeh Zehem ki baatein...... Harr Rishta toh sirf Soch or Dil se banta hai......
Bigad bhi jaate hai kuch lamhe Zindagi ke...... Jab Dil ko koi begana toh Paraya sa lagta hai......!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #116 on: July 18, 2006, 07:52:16 PM » |
|
kya kare koi jab kismat apni bezar ho jaye kya karen jab apni barbadiyon se bhi pyarr ho jaye
wo kiya karte hain husn ki tareef bahut ab hum bhi kya karen jab ishq inke dil par sawar ho jaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #117 on: July 18, 2006, 07:56:36 PM » |
|
Dil ki maafi ko tum Kismat ki galti kyu kehte ho...... Jo kia Pyar khud ki Barbaadion se..... Toh auron ki Shaksiyat ko kyu chot dete ho......
Karo Ilm agar kisi se koi galti huzoor ho jaye..... Use sabak dete ho aur Dunia ko banzar kyu kehte ho...!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #118 on: July 18, 2006, 08:01:43 PM » |
|
chal k dekha hain husn ki aad me maine bhi bahut koi nahi bacha pata diye ko jab aandhi kismat ki chalti hai
tum baat karte ho dil todne ki humse wo toh aacha hi hua jo jaldi bharam tut gaya
jo aur chalta ye karvan rah e ishq mein to khuda bhi karvan k tukde na dhoond pata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #119 on: July 18, 2006, 08:07:23 PM » |
|
chal k dekha hain husn ki aad me maine bhi bahut koi nahi bacha pata diye ko jab aandhi kismat ki chalti hai
tum baat karte ho dil todne ki humse wo toh aacha hi hua jo jaldi bharam tut gaya
jo aur chalta ye karvan rah e ishq mein to khuda bhi karvan k tukde na dhoond pata Bhala tu kya Jaane adaa iss Husn ki...... Tum toh kismat ke dar par Sirr jhukate ho...... Hamara toh Lahoo bhi banta hai Tezab IShQ ke naam se..... Aur tum toh paseena bhi bahane se ghabrate ho..... Jab ho baat Sikander ki toh jeetna humne bhi seekha hai...... Rukk ke Chaal chalne se kya faiyada Janaab Wajir ab aadhi Chaal chalta hai.....!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|