RUH K GHAAV BAKI HAI

by phoenix on March 07, 2006, 05:14:40 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
Print
Author  (Read 7145 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: May 20, 2006, 02:49:12 AM »
un par yeh kaisa chhaaya hai jaadu
madhosh hone laga unka pyar hai
chahat unki le jayagi hame kahan
kaise kahe unse , yeh kaisa qarar hai............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
baki... by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
Dil pey lagey ghaav zara by husain52 in Shayri-E-Dard
Tere yaar ka jalna baki ha by jaimata in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
baki ta sab kuch thik kurhe.. by is.love.painfull in Love Poetry in Punjabi
~~~Yaad baki hai~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
phoenix
Guest
«Reply #16 on: May 22, 2006, 05:20:19 PM »
hasrato k darmiyan ek umeed lagaye baithe hain,
karte ho humein bhi tum yaad isliye ek daav laga baithe hain,
sehra se kya umeed ab mein kar sakta hun,
gulshan k yaaro se jab vaar hum kha baithe hain
Logged
manu1979
Guest
hi
«Reply #17 on: May 22, 2006, 05:29:26 PM »
phoenix ji bahut hi khub likha hai aap ne aise hi likhte rahiye
regards
manu
Logged
phoenix
Guest
«Reply #18 on: May 22, 2006, 05:45:10 PM »
aap bhi tau kuch likhiye manu
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: May 23, 2006, 02:13:14 AM »
jab tumko jeene ka sahara mil jayega
ghav tumhare dil ka bhar jaayga
dil ki gaharyi mein basa yeh pawan prem
tumhe ek nayi jindagi de jaayga
Logged
manu1979
Guest
«Reply #20 on: May 23, 2006, 07:24:47 AM »
Quote from: "phoenix"
hasrato k darmiyan ek umeed lagaye baithe hain,
karte ho humein bhi tum yaad isliye ek daav laga baithe hain,
sehra se kya umeed ab mein kar sakta hun,
gulshan k yaaro se jab vaar hum kha baithe hain



Ummido ke saagar mai bah gayi hai zindagi
ashko ki  mauj ban kar rah gayi hai zindagi
Tufaano se jang mai hosley patwaar hai
Ladte ladte khud se ab dhah gayi hai zidagi
Logged
phoenix
Guest
«Reply #21 on: May 25, 2006, 07:04:25 PM »
Quote from: "manu1979"
Quote from: "phoenix"
hasrato k darmiyan ek umeed lagaye baithe hain,
karte ho humein bhi tum yaad isliye ek daav laga baithe hain,
sehra se kya umeed ab mein kar sakta hun,
gulshan k yaaro se jab vaar hum kha baithe hain



Ummido ke saagar mai bah gayi hai zindagi
ashko ki  mauj ban kar rah gayi hai zindagi
Tufaano se jang mai hosley patwaar hai
Ladte ladte khud se ab dhah gayi hai zidagi


gud reply manu ji


kyun mein baigano par aitbar kar leta hun
kya karun insaan hun ek hi galti kai baar kar leta hun
pata hai mujhe yeh duniya jhutha pyaar jatane ki
ab aadat ho gayi hai hame gamon mein muskurane ki
bahut bharoosa tha mujhe ki woh tau aayenge todkar zanzeer zamane ki
par bhul gaya tha mein ki unhe tau aadat hai dilo pe khanjar chalane ki
haan maine yaari mein dhoka khaya hai
thoda sa aitbaar karke khud ko tabah hota paaya hai
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #22 on: May 26, 2006, 03:17:04 PM »
bohot ache!!!

apne aitbar ke tukde hote hue dekha hai,
do kadam doori pe kushi ko sote hue dekha hai,
yuh ot patar bana liye khud ko "Meena",
par kabhi raato´n ko khud ko rote hue dekah hai!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #23 on: May 26, 2006, 05:51:41 PM »
sirf suna tha maine ki pyaar tabah karta hai
kab kabr meri khudi tab yakin hua
aaj is kabr ki dareecho se jhankta rehta hun
auro ko pyarr maine tabah hota dekhta hun
kya karun maine bhi bebas tha dil lagane se
woh ek haseen tha apne zamane maine
ab mujhe ehsaas hua ki dil tutna kya hota hai
iss kabr mein dil mera jab khoon k aanso rota hai
Logged
phoenix
Guest
«Reply #24 on: May 26, 2006, 05:55:23 PM »
thnx for reply and gud one meenu ji
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #25 on: May 27, 2006, 06:56:54 PM »
Quote from: "phoenix"
sirf suna tha maine ki pyaar tabah karta hai
kab kabr meri khudi tab yakin hua
aaj is kabr ki dareecho se jhankta rehta hun
auro ko pyarr maine tabah hota dekhta hun
kya karun maine bhi bebas tha dil lagane se
woh ek haseen tha apne zamane maine
ab mujhe ehsaas hua ki dil tutna kya hota hai
iss kabr mein dil mera jab khoon k aanso rota hai


Kya baat hai Nittu bhai.......bahut khoob :D
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #26 on: May 28, 2006, 05:21:04 PM »
shukriya phoenix ji...

 :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: May 29, 2006, 06:19:24 AM »
kuch is tarah waqt se wada wafa hua
saye se dhup-dhup se saya juda hua

hamraah chal sokage so chalo jara
lamba safar hai raah mein sheesha hai bicha hua

meri aankh nam hai jara dekh lo idhar
sach hai ki aanch banta hai aansu gira hua n/m
Logged
phoenix
Guest
«Reply #28 on: May 29, 2006, 05:35:17 PM »
ab to har ek saaye se darr lagta hai
har ajnabi haath mein liye khanjar lagta hai
shaam pade dil ek khandahar lagta hain
mein hun tanha aur tanha har manzar lagta hai
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #29 on: May 29, 2006, 05:43:42 PM »
GUd Job Nittu.....

Zindagi ki raatein bahut dekhi abhi toh kuch Shaame baaki hai.....
Dil pighalta hai jiss Dard se woh Dard bhi baaki hai.....

Tum khelto chalo inn Chingarion ke sang Jism ke ghav hain bahut.....
Par abhi toh kuch Zakhm rooh ke bhi baaki hai........!!!!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:20:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer