RUH K GHAAV BAKI HAI

by phoenix on March 07, 2006, 05:14:40 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
Print
Author  (Read 7223 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #60 on: June 07, 2006, 05:16:03 PM »
Gud Work Ranju....and Nitesh.....kahan ho aaj aap mahotarma......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
baki... by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
Dil pey lagey ghaav zara by husain52 in Shayri-E-Dard
Tere yaar ka jalna baki ha by jaimata in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
baki ta sab kuch thik kurhe.. by is.love.painfull in Love Poetry in Punjabi
~~~Yaad baki hai~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
phoenix
Guest
«Reply #61 on: June 07, 2006, 05:33:19 PM »
thnx bro
Logged
phoenix
Guest
«Reply #62 on: June 07, 2006, 06:42:26 PM »
teri mehfil ka badnaam sa kissa hun
mera tu baar baar naam na le
pada hua hun gumnaam sa kisi kone me
har waqt yun mera imtihaan na le

abhi to mehfil mein ho isliye has kar bhul jaogi
kya karogi tum jab raat k aagosh me aaogi
mein majboor hun wafa k kachhe dhaago se
warna chala aata meri barbadi ko chahne walo se
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #63 on: June 07, 2006, 10:02:10 PM »
climpsy... ranjana... good one...

Woh bhi hain dard mein,
aur dard mein hum bhi hain…
Woh aansu pee rahi hain,
hum aansu ko muskan mein rok rahi hain,
fark sirf itna hain,
Woh zamane ko dikhate hain
hum khud se bhi chupate hain.

.
Quote from: "ranjana"
nice one Nitiesh.......................

kisne mohabbat mein kisko kya sila diya
yeh dil cheege hai asi jise kai baar toda gaya

kai baar sambhala hamne bhi apne  dil ko sanam
har baar isko fir dekha hai hamne dard mein  duba hua

zakham kya dikahte ho hamko apne dil ke tum sanam
mere dil per bhi hai tera diya ghav rista hua....................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #64 on: June 08, 2006, 03:49:25 AM »
bahut  khub Manjoo ji ...........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #65 on: June 08, 2006, 03:57:56 AM »
yeh dhaage hai mohabbat ke bach na paaoge
jab bhi ek rista sa dard uthega dil mein
tum mujhe yaad aaoge.............

raat ki tanhai bhi mujhe bahut satayagi
jab teri baato ki mehak meri saanso mein ghul jaayegi

hum ek payar ka bas kissa ban ke reh jaayenge
sach kahte hain sanam hum bhi tujhe bahut yaad aayenge
hum fir tera dard nahi hum teri dawa ban jaayenge
Logged
phoenix
Guest
«Reply #66 on: June 10, 2006, 06:52:50 PM »
mere aansuon ko girne se bachaya to hota
tum ne apna damaan badhaya to hota
mil gaye hain jo mitti me unhe jeena sikhaya to hota
manga tha tujhse ek kissa wafa ki raat ka
tune ek lamha sath nibhaya to hota
Logged
ranjana
Guest
«Reply #67 on: June 11, 2006, 02:21:33 AM »
Quote from: "phoenix"
mere aansuon ko girne se bachaya to hota
tum ne apna damaan badhaya to hota
mil gaye hain jo mitti me unhe jeena sikhaya to hota
manga tha tujhse ek kissa wafa ki raat ka
tune ek lamha sath nibhaya to hota


bahut hi sundar likha hai aapne Nitiesh........

sath nibha lete tera hum jindagi ki had tak
jo tumne ek baar hamko manaya toh hota
ruthe they hum apni jindagi se ....
tune bhi kabhi ek haath badya toh hota
tere aansuo ko chun lete hum apne labo se
jo dard apne dil ka tune hame dikhaya toh hota
wafa karna jaante they hum bhi .......
tune bhi toh kabhi pyar ka saath nibhaya to hota
Logged
phoenix
Guest
«Reply #68 on: June 11, 2006, 09:41:42 AM »
bahut aache ranjana ji
Logged
phoenix
Guest
«Reply #69 on: June 14, 2006, 07:01:26 PM »
meri tadapti rooh ko tu aaj aasra de de
me tarsta raha hun zindagi bhar
aaj mujhe ek pal sukoon ka de de
jyada na sahi bas ghar me kona de de

mein tujhe bhul kar bhi nahi bhula pauga
agar ho sake to meri yadoon ka gharonda de de
wahi gharonda jiska har tinka teri khooshbo se bana hai
usee gharonde me rakha hua meri mohabbat ka har lamha de de
Logged
ranjana
Guest
«Reply #70 on: June 15, 2006, 02:11:00 AM »
aaj gum ki andharo se ek nayi roshni aa rahi hai
ris rahe they jo ghav un per jaise marham  laga rahi hai
tute rishto ki chuban an chubati nahi hai
aaj kisi ke dil ki raha dil se milti ja rahi hai.........
Logged
phoenix
Guest
«Reply #71 on: June 17, 2006, 06:13:38 PM »
kabhi kabhi hume chup rehna padta hai
dukh to bahut hota hai dil me par sehna padta hai

kab tak hum in ghaavo.n par marham lagate firenge
ab to ye bhi nassor ban kar dukhne lage hain

kya kehte hum unn dil dukhane walo.n ko
wo bhi to hamare hi iss dil ki hi pasand the kabhi

jo hogaya hai uska mujhe aaj maalal nahi hai
baat itni si hai ki wo aaj fir parde me dikhe hain
Logged
ranjana
Guest
«Reply #72 on: June 18, 2006, 03:46:27 AM »
bahut khub Nitiesh......superbbbbbbbbbb..........

jindagi deti hai har roz dard kuch naye
es dil ko behlaane ke marham naye naye

suna hai ki tutenge dukh ke jaale yahan bhi
ek badali si fiza hai aur raste naye naye

subeh ki pehli kiran bata rahi hai aaj kuch raaz
umar ab beetagi kisi ke daman ke tale lekar sapne naye naye
Logged
phoenix
Guest
«Reply #73 on: June 18, 2006, 10:36:48 AM »
thanx ranjana ji

zindagi lati hai mukaam kuch aise
lab band ho jate hain khulne se pehle

kabhi kuch aise sawaal pooch leti hai tanhaai
ki na chahte hue bhi bheed katne ko daudti hai

hamne wo mukaam aaj dekh hi liya
jahan har ghadi logo ka mizaz badalta hai

lagta hai hum samander kinare rehte hain
harr ghadi lehar aati hai aur gharonda ujad deti hai

koi hume bhi jeena sikha de in lehro kl sath
aakhir yehi mera muqaddar hai yehi meri manzil hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #74 on: June 19, 2006, 03:04:44 AM »
reh na jaaye nasur ban ke aaj dil ke dard sab mitta do
ek chaha rahe jeeene ki koi toh aise  raha dikha do

kitne aur dard seh kar hum jeeye un hi
aaj dard ki baat se hi koi khushi ki raha nikalo

jeevan toh yeh hai yun hi paani ka ek bulbula
apni jindagi ke gum bhula kar isko jeene layak bana lo
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:17:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer