*Ruksat__________Baadal

by baadal102 on December 02, 2008, 03:12:25 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1401 times)
baadal102
Guest
Man ka bojh aab dard badhane kaga hai,
Bhula yaar ka chehra aab yaad aane laga hai,

Diya jo jakhm us ne reh reh ke baar baar,
Wo jakhm aab dobara taaza hone laga hai,

Jo dikhaya tha us ne mujhe barbaadi ka manjar,
Wo manjar aab mujhe fir yaad aane laga hai,

Kiya jo baar baar dunia ki nazaron mai rushwa,
Wo nazaren fir hum pe uthane lagi hai,

Chupaya bahut khud ko ujale se hum ne,
Wahi ujala aab hume nazar aane laga hai,

Ek baar to sab seh ke chup ho gaye the,
Aab to lakin dunia se ruksat hone ka waqt aa gaya hai,

Aab to lakin dunia se ruksat hone ka waqt aa gaya hai..........






Baadal tearyeyed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 02, 2008, 03:20:21 PM »
Bohat Badhiya Baadal Ji,.
Nice one,.
Bohat Dino Baad Likha Hai Aapne,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: December 02, 2008, 03:25:55 PM »
Nice one baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: December 02, 2008, 03:45:09 PM »
Applause Applause

Bohat badhiya likha hai baadal ji...
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: December 02, 2008, 03:55:20 PM »
bahut bahut sukriya
Jaan ji
Sajid ji

N

Honey ji





Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 02, 2008, 03:58:09 PM »
bahut bahut sukriya
Jaan ji
Sajid ji


N

Honey ji





Baadal
U Are welcome Baadal Ji,.

Ganeemat Samjho Mil Baithne Ko,.
Judaai Ki Ghadiyaan Sar Par Khadi Hain,.


Logged
baadal102
Guest
«Reply #6 on: December 02, 2008, 04:12:16 PM »
Ganeemat Samjho Mil Baithne Ko,.
Judaai Ki Ghadiyaan Sar Par Khadi Hain,.





Jaan ji aap ne aisa kyo bola  sad10



Baadal

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: December 02, 2008, 04:16:18 PM »
very nice poetry...

itna saad sad sa kyon lagraha hai sub kuch!!!!  muhje bhi sad kardeeya! sub khush rahaen na, plz!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 02, 2008, 04:17:27 PM »

Jaan ji aap ne aisa kyo bola  sad10



Baadal



Aise Hi Dost,.
Aur Aapko,.
Jawaab dekha,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: December 02, 2008, 04:42:01 PM »
bahoot khoob Baadal ji!!

chahi bahoot ruksati is dil ne is jahan se,
per khuda ke ghar se bhi bewafai paai
humne ek insaan se pyar kaya kar liya,
jaamin per rahne ki saja jaise ho paai
Logged
baadal102
Guest
«Reply #10 on: December 02, 2008, 04:46:58 PM »
chahi bahoot ruksati is dil ne is jahan se,
per khuda ke ghar se bhi bewafai paai
humne ek insaan se pyar kaya kar liya,
jaamin per rahne ki saja jaise ho paai
thanx pooja ji

bahut hi khub likha aapne
Clapping Smiley


Saja jamane ki to seh late,
Gar wo saath humara dete,

Nahi manjoor tha kismat ko sayad,
Nahi to wo humse door na hote.




Baadal



Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: December 02, 2008, 04:51:01 PM »
bahoot sahi kaha apne baadal ji!!

kis se lade hum aor ksi ko dosh de
wo bhi apna, kismat bhi apni paai hai

Ashqo ne ab jab bhi rulaya meri rooh ko
tasveer le uski hatho main, Rub se ki duhaai hai
Logged
baadal102
Guest
«Reply #12 on: December 02, 2008, 04:54:49 PM »
bahoot sahi kaha apne baadal ji!!

kis se lade hum aor ksi ko dosh de
wo bhi apna, kismat bhi apni paai hai

Ashqo ne ab jab bhi rulaya meri rooh ko
tasveer le uski hatho main, Rub se ki duhaai hai

bahut khoob bahut hi khoob pooja ji Clapping Smiley

KHUDA se bhi thori rehmat maang late,
Jo wo thori majboori samaj late,

Chin late jamane se us ko,
Jo wo thora saath nibha jaate.




Baadal



Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: December 02, 2008, 05:01:45 PM »
honslle the bahoot, Rab se bhi ja takrayege
na jaana tha kabhi, wo he hume dar badar bhatkayege
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 02, 2008, 05:10:06 PM »
Waah Bohat Badhiya,.
Baadal Ji,.
And Pooja Sis,.

Meri Kismat Mein Wo Nahi Tha "Doston,
Phir Use Paane Ki Khwaish Mein Jeeta Raha,.

GAansoon Dikh Jaate Mere, To Saare Shehar Me Gham Hota,.
Ye Sochkar Main, Andar Hi Andar Aansoon Peeta Raha,.

____________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:07:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.257 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer