*Ruksat__________Baadal

by baadal102 on December 02, 2008, 03:12:25 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1404 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: December 02, 2008, 05:12:13 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Li lbro... kaya baat hai... Apki shayri to ajj kal din doguni rat choguni kamal dikha rahi hai...

Khush raho aor likhte raho... Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 02, 2008, 05:14:48 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Li lbro... kaya baat hai... Apki shayri to ajj kal din doguni rat choguni kamal dikha rahi hai...

Khush raho aor likhte raho... Thumbs UP

Shukriya Didi Jaan,.
Ke aapne Hamaari Shayari Padhi,.
Aur Pasand Bhi Kiya,.
Aap Ke Saath Rehkar Kuch Seekhne Ko Milta Hai,.
Yunhi Saath Dete Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 02, 2008, 05:19:34 PM »
Rishta Unse Hume Hi Nibhaana Nahi Aaya,.
Unpar Apni Chahatein Jataana Nahi Aaya,.

Bheeg Gaya Farsh, Maaf Kar Dena Doston,.
Kya Karte, Hume Muskuraana Nahi Aaya,.

Yun To Saare Gham Uthaa Raha Tha Khamoshi Se,.
Dil Ka Dard Kisi Ko Bataana Nahi Aaya,.

Tum Kabhi Meri Haalat Dekhkar Afsos Na Karna,.
"Azeem" Ki Barbaadi Ko, Ye Zamaana Nahi Aaya,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: December 02, 2008, 11:05:05 PM »
Nice Baadal Ji   Applause Applause

Bhule hue chehre ko kyon tum yaad karte ho 
 Unke diye gaye zakhmo ko kyon hara karte ho 
Duniya wale yun hi rai se pahaar bana dete hain 
Unhe chup kar  ke kab tak hum rakh sakte hain 
Logged
baadal102
Guest
«Reply #19 on: December 03, 2008, 05:35:06 AM »
Waah Bohat Badhiya,.
Baadal Ji,.
And Pooja Sis,.

Meri Kismat Mein Wo Nahi Tha "Doston,
Phir Use Paane Ki Khwaish Mein Jeeta Raha,.

GAansoon Dikh Jaate Mere, To Saare Shehar Me Gham Hota,.
Ye Sochkar Main, Andar Hi Andar Aansoon Peeta Raha,.

____________________________-Jaanasheen-


Applause

bahut hi khoob bahut badia jaan ji Clapping Smiley


Baadal
Logged
baadal102
Guest
«Reply #20 on: December 03, 2008, 05:36:41 AM »
Rishta Unse Hume Hi Nibhaana Nahi Aaya,.
Unpar Apni Chahatein Jataana Nahi Aaya,.

Bheeg Gaya Farsh, Maaf Kar Dena Doston,.
Kya Karte, Hume Muskuraana Nahi Aaya,.

Yun To Saare Gham Uthaa Raha Tha Khamoshi Se,.
Dil Ka Dard Kisi Ko Bataana Nahi Aaya,.

Tum Kabhi Meri Haalat Dekhkar Afsos Na Karna,.
"Azeem" Ki Barbaadi Ko, Ye Zamaana Nahi Aaya,.

_________________________-Jaanasheen-
Clapping Smiley

bahut hi umda jaan ji wah  Applause



Baadal

Logged
baadal102
Guest
«Reply #21 on: December 03, 2008, 05:38:38 AM »
Nice Baadal Ji   Applause Applause

Bhule hue chehre ko kyon tum yaad karte ho 
 Unke diye gaye zakhmo ko kyon hara karte ho 
Duniya wale yun hi rai se pahaar bana dete hain 
Unhe chup kar  ke kab tak hum rakh sakte hain 

thanx harish ji

N

bahut khoob likha hai aap ne  Applause



Baadal
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #22 on: December 03, 2008, 05:56:20 AM »
wonderful baadal ji Applause  Applause
n nice reply u all pooja ji , janasheen ji Applause


mein gam se ghabra gayi thi shyd
khud se khafa ho gayi thi shyd
samajh na paa rahi thi kya hoga anjaam
kaise chal paungi bina kisi ki ungli thaam

par kadam badhaya jo chalne ko meine
sekdo haath saamne aa gaye the mere
khush mein us waqt beshumaar thi ho gayi
jaise fir mujhe ek nayi duniya thi mil gayi

lagi sochne gar jo kadam na badhaya hota
to kaise is jeevan ko samajh paya hota
is shrashti(duniya) mei yahi do to mele hain
jisme khushi aur gam k jhamele hain

jeevan se meine bas itna hai seekha
khushi aur gam mei bas chalna hi hai seekha
mat soch baadal aaj kaun tujhse hai bichad gaya
ye dekh k usse tera naata zindgi bhar k liye jud gaya

najar ka kya hai dhoka de hi jaaygi
par yaad to zindgi bhar saath nibhaygi
us khuda k ghar to har kisi ko hai jaana
par baadal usse pehle apna farz hai nibhana

zindgi mili hai to jeena ise haske
gam mile agar to larna usse dat k
jis tarah andhera hamesha kaayam nahi rehta
us tarah gam ka hamesha saaya bhi nahi rehta

bas ant mei yahi mein keh paaungi
yaad rakhna khushi ko har pal saath nibhaygi
ghir ka gamo k andhere saaye mei bhul na jaana
isliye dost hamesha khushi ko hi apnana



baadal ji lagta hai ham kuch likhte likhte jyada hi likhte chale gaye
par agar aapko kuch bura laga ho to pls maaf kar dena par jo samajh mei aaya jo baat dil se nikli bas wahi likhte gaye


Logged
bulbul
Guest
«Reply #23 on: December 03, 2008, 05:59:50 AM »
it just so amazing...I wish I could write something even some where close to it...and all the replies r also so gr8...'mashallah' Applause
Logged
baadal102
Guest
«Reply #24 on: December 03, 2008, 08:06:42 AM »
thanx a lot bhawna ji


wonderful baadal ji Applause  Applause
n nice reply u all pooja ji , janasheen ji Applause


mein gam se ghabra gayi thi shyd
khud se khafa ho gayi thi shyd
samajh na paa rahi thi kya hoga anjaam
kaise chal paungi bina kisi ki ungli thaam

par kadam badhaya jo chalne ko meine
sekdo haath saamne aa gaye the mere
khush mein us waqt beshumaar thi ho gayi
jaise fir mujhe ek nayi duniya thi mil gayi

lagi sochne gar jo kadam na badhaya hota
to kaise is jeevan ko samajh paya hota
is shrashti(duniya) mei yahi do to mele hain
jisme khushi aur gam k jhamele hain

jeevan se meine bas itna hai seekha
khushi aur gam mei bas chalna hi hai seekha
mat soch baadal aaj kaun tujhse hai bichad gaya
ye dekh k usse tera naata zindgi bhar k liye jud gaya

najar ka kya hai dhoka de hi jaaygi
par yaad to zindgi bhar saath nibhaygi
us khuda k ghar to har kisi ko hai jaana
par baadal usse pehle apna farz hai nibhana

zindgi mili hai to jeena ise haske
gam mile agar to larna usse dat k
jis tarah andhera hamesha kaayam nahi rehta
us tarah gam ka hamesha saaya bhi nahi rehta

bas ant mei yahi mein keh paaungi
yaad rakhna khushi ko har pal saath nibhaygi
ghir ka gamo k andhere saaye mei bhul na jaana
isliye dost hamesha khushi ko hi apnana



baadal ji lagta hai ham kuch likhte likhte jyada hi likhte chale gaye
par agar aapko kuch bura laga ho to pls maaf kar dena par jo samajh mei aaya jo baat dil se nikli bas wahi likhte gaye





bahut khoob bahut hi umda bhawna ji Clapping Smiley Clapping Smiley


Logged
baadal102
Guest
«Reply #25 on: December 03, 2008, 08:07:20 AM »
thanx a lot bulbul ji



Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 04, 2008, 12:11:36 PM »
Shukriya,.
And Nice One,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:28:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer