Rulata q hain......(Ghayel)

by sajid_ghayel on February 18, 2009, 08:56:23 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1000 times)
sajid_ghayel
Guest
Kabhi khumaar-e-ishq kabhi dard ki batein
Tu mujko hasata hain, to rulata q hain

Kabhi tera yaad karna kabhi mujhko bhool jana
Tu pyaar karta hain, to satata q hain

Teri mohabbat ne mujhko phir se jeena seekhaya
Yeh ehsan nahi tera, to jatata q hain hain

Kabhi kiya nahi tujhse koi shikwa ya shikayat
Tu mere aib duniya ko, batata q hain

Kabhi karna wafa ki batein kabhi mujhko bevafa samajhna
Aitbaar meri wafa par hain, to mujko aazmata q hain

Tera karna haseen batein har waqt muskurana  
Jo zakhm nahi koi, to khud ko GHAYEL bulata q hain

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ROOTHE HUE HAIN.......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
SAB POOCHTE HAIN...........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
KUCH TO BAAT HAIN........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Malal ab tak hain............(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
Kamzarf hain.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 18, 2009, 09:03:52 AM »
Waah Kya Khoob Sajid Bhai,,
Bohat Kamaal ka Likha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 18, 2009, 09:20:38 AM »

Kaun Kam Karta Hai Dard Yahaan, Haal-e-Dil Sunkar,.
In Sabko "Ghayal" Tu Apna Dard Sunaata Kyun Hai,.

Dil Ke Khareeb Jo Hote Hain, Wohi Dard De Jaate Hain,.
Pattharon Ke Shehar Mein, Kaanch Ke Ghar Banaata Kyun Hai,.







Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: February 18, 2009, 10:37:27 AM »
Kabhi khumaar-e-ishq kabhi dard ki batein
Tu mujko hasata hain, to rulata q hain

Kabhi tera yaad karna kabhi mujhko bhool jana
Tu pyaar karta hain, to satata q hain

Teri mohabbat ne mujhko phir se jeena seekhaya
Yeh ehsan nahi tera, to jatata q hain hain

Kabhi kiya nahi tujhse koi shikwa ya shikayat
Tu mere aib duniya ko, batata q hain

Kabhi karna wafa ki batein kabhi mujhko bevafa samajhna
Aitbaar meri wafa par hain, to mujko aazmata q hain

Tera karna haseen batein har waqt muskurana  
Jo zakhm nahi koi, to khud ko GHAYEL bulata q hain

-Sajid Ghayel-


Bahut accha likha hai aapne Sajid ji.. Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: February 18, 2009, 10:52:19 AM »
Bahut badiya sajid ji Clapping Smiley


Nice addition janasheen ji!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 18, 2009, 11:13:26 AM »
Thank U Salma Ji,.
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #6 on: February 18, 2009, 12:13:22 PM »
tuj ko to itni shikayat hay
wo kyun tum say gila nahi kerta
wo tairay eshq may khamosh reh kr
lafz mun say kyun ada nahi kerta
tum bhulatay ho khod  ko ghayel
kiya wo maseeha dawa nahi kerta
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: February 18, 2009, 04:37:31 PM »
Bahoot khoob Ghayal!!!

Nice lines Lil bro and Chitralsony !!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: February 18, 2009, 06:30:15 PM »
Waah Kya Khoob Sajid Bhai,,
Bohat Kamaal ka Likha Hai,.

Nawazish aram chote and beautiful sher by You  Clapping Smiley


Bahut accha likha hai aapne Sajid ji.. Thumbs UP


Thanks Roja...

Bahut badiya sajid ji Clapping Smiley


Nice addition janasheen ji!

Izzat bakshne ka shukriya Mohatarma...

tuj ko to itni shikayat hay
wo kyun tum say gila nahi kerta
wo tairay eshq may khamosh reh kr
lafz mun say kyun ada nahi kerta
tum bhulatay ho khod  ko ghayel
kiya wo maseeha dawa nahi kerta

Bohat khoob Chitral... Clapping Smiley

Bahoot khoob Ghayal!!!

Nice lines Lil bro and Chitralsony !!

Thanks Pooja....
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #9 on: February 18, 2009, 06:57:55 PM »
thanks ghayel ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: February 18, 2009, 07:01:05 PM »
Bahaut khoob Sajid saheb, Azeem bhai aur Chitral jee... Applause

jab nafrat hai tujhe uss bewaffa se,
toh ussi se pyaar mangta kyun hai?

pata hai thukraya jaega har baar tu,
toh har baar sharminda hota kyun hai?

hai pyar tujhe tere dafan dil se Rahim,
toh dusron se pyar chahta kyun hai?
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: February 18, 2009, 07:15:34 PM »
Bahaut khoon Sajid saheb, Azeem bhai aur Chitral jee... Applause

jab nafrat hai tujhe uss bewaffa se,
toh ussi se pyaar mangta kyun hai?

pata hai thukraya jaega har baar tu,
toh har baar sharminda hota kyun hai?

hai pyar tujhe tere dafan dil se Rahim,
toh dusron se pyar chahta kyun hai?

Thank You DH and well said lines  Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: February 19, 2009, 04:58:52 AM »
shukriya Ghayel jee

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:22:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer