Saamne tab tum aa jaana......!!

by Talat on July 15, 2006, 05:11:16 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Author  (Read 10696 times)
Talat
Guest
«Reply #75 on: September 02, 2006, 04:51:19 PM »
Nice ones Ranju di and Bhondu !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana jaana by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Mere Saamne... by majid in Share Video
jaana tha tumhe jaana by aru12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #76 on: September 03, 2006, 04:49:44 AM »
sukriya talat bhaiya.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #77 on: September 03, 2006, 05:59:33 AM »
Wah Bahut khoob Ranju and Bhondu bhai

Khamoshi hai agar Dard toh.....
Mera Dil bhi Bejubaan hai......

Sehra se bheegi hai Raat toh.....
Mera WaQt aaj bhi choota Asmaan hai......

Zakad lo mujhe bhi Zanzeeron me......
Na jaane kiske Haath me iss Dil ki Kamaan hai......

Khamoshi hai agar Dard toh......
Mera Dil bhi Bejubaan hai..........!!!!!!!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #78 on: September 03, 2006, 02:15:51 PM »
Bohot Khoob Gaurav Usual Smile

Quote from: "BHONDU"
sukriya talat bhaiya.

Main LADKI hoon....aur ye baat main shayad 100th time keh raho hongi Yoindia pe  :?  :cry:
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #79 on: September 03, 2006, 04:09:29 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Wah Bahut khoob Ranju and Bhondu bhai

Khamoshi hai agar Dard toh.....
Mera Dil bhi Bejubaan hai......

Sehra se bheegi hai Raat toh.....
Mera WaQt aaj bhi choota Asmaan hai......

Zakad lo mujhe bhi Zanzeeron me......
Na jaane kiske Haath me iss Dil ki Kamaan hai......

Khamoshi hai agar Dard toh......
Mera Dil bhi Bejubaan hai..........!!!!!!!!!!

bahut khub gaurav ji....sach mein badiya likha hai

khamosi agar dard hai to dard bejubaan hai.
dil ki gahraiyion mein toota khamosi se her armaan hai.

chup chap dekhta hai aasmaan bin paani ke tadapati machliyon ko.
per kya unki tadap mein kabhi rota ye aasmaan hai.

kabhi kisi ko khabar na jo jaaye mere dard ki,
bas isiliye hota her dard bejubaan hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #80 on: September 03, 2006, 04:13:54 PM »
Quote from: "Talat"
Bohot Khoob Gaurav Usual Smile

Quote from: "BHONDU"
sukriya talat bhaiya.

Main LADKI hoon....aur ye baat main shayad 100th time keh raho hongi Yoindia pe  :?  :cry:

srry talat , humko maloom nhi tha aapki bhawna ko thes pahuchaya isiliye hum shama parthi hai.ab aisa nhi hoga per hausala afzai ke liye sukriya.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #81 on: September 03, 2006, 04:14:03 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam_shayar"
Wah Bahut khoob Ranju and Bhondu bhai

Khamoshi hai agar Dard toh.....
Mera Dil bhi Bejubaan hai......

Sehra se bheegi hai Raat toh.....
Mera WaQt aaj bhi choota Asmaan hai......

Zakad lo mujhe bhi Zanzeeron me......
Na jaane kiske Haath me iss Dil ki Kamaan hai......

Khamoshi hai agar Dard toh......
Mera Dil bhi Bejubaan hai..........!!!!!!!!!!

bahut khub gaurav ji....sach mein badiya likha hai

khamosi agar dard hai to dard bejubaan hai.
dil ki gahraiyion mein toota khamosi se her armaan hai.

chup chap dekhta hai aasmaan bin paani ke tadapati machliyon ko.
per kya unki tadap mein kabhi rota ye aasmaan hai.

kabhi kisi ko khabar na jo jaaye mere dard ki,
bas isiliye hota her dard bejubaan hai

Gud one u too

Teri Khamosh Nigaahon me......
Aksar mujhe biyabaan Asmaan nazar ata hai.......

Dard hai tere Dil me aye Huzoor......
Shayad isi liye yeh Shayar khud ko Badnaam Kehelvata hai.......

Rukh badle hawa aur Aatish paani me bhi jal jata hai......
Gaa lete hai hum bhi kch Ruksat ke Nagme Shayad ab yahi Dil Chahata hai........!!!!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #82 on: September 03, 2006, 04:21:02 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Gud one you too

Teri Khamosh Nigaahon me......
Aksar mujhe biyabaan Asmaan nazar ata hai.......

Dard hai tere Dil me aye Huzoor......
Shayad isi liye yeh Shayar khud ko Badnaam Kehelvata hai.......

Rukh badle hawa aur Aatish paani me bhi jal jata hai......
Gaa lete hai hum bhi kch Ruksat ke Nagme Shayad ab yahi Dil Chahata hai........!!!!!!!!!!

teri nigahe khamosh hai ya ye bejubaan hai.
inmein dard hai tanhaayee hai aur...  ek toofaan hai.

soochte hai kabhi na kabhi to ye toofan umar aayega.
bolegi jub ye khamosh nigaahein tab rukh badal jaayega.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #83 on: September 03, 2006, 04:25:39 PM »

Aaj hai hum Khamosh toh tum Mehfilein Saja lo.....
Andhere hai Raston toh apne Ghar me Chiraag jala lo.....

Meri Mahobbat se nahi par USs Khuda ka Aitbaar karna.....
Jisse Judi hai Zindagi yeh Dard bhi usi par Nisaar karna.......!!!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #84 on: September 03, 2006, 04:32:05 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"

Aaj hai hum Khamosh toh tum Mehfilein Saja lo.....
Andhere hai Raston toh apne Ghar me Chiraag jala lo.....

Meri Mahobbat se nahi par USs Khuda ka Aitbaar karna.....
Jisse Judi hai Zindagi yeh Dard bhi usi par Nisaar karna.......!!!!!!!!!

bahut khoob gaurav ji per humto aapki is baat se sehmat nhi hai.....

aabhi bhi sookhi nhi hai nigahen aapni,
aabhi bhi band nhi hua hai maykhana .
jis se jodna aapni zindgi sari khusiyan dena unhe.
unke dard bhi aap humko deker jaana.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #85 on: September 03, 2006, 04:37:50 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam_shayar"

Aaj hai hum Khamosh toh tum Mehfilein Saja lo.....
Andhere hai Raston toh apne Ghar me Chiraag jala lo.....

Meri Mahobbat se nahi par USs Khuda ka Aitbaar karna.....
Jisse Judi hai Zindagi yeh Dard bhi usi par Nisaar karna.......!!!!!!!!!

bahut khoob gaurav ji per humto aapki is baat se sehmat nhi hai.....

aabhi bhi sookhi nhi hai nigahen aapni,
aabhi bhi band nhi hua hai maykhana .
jis se jodna aapni zindgi sari khusiyan dena unhe.
unke dard bhi aap humko deker jaana.

Hum nahi ghulam Husn ke......
Jo jee bharke Jaam pee jate hai......

Haan karte hai Beintihaan Mahobbat jo kisi se......
Toh bas unke hee ho kar reh jaat hai.......

Maikhano me na poochna kabhi pata hamara......
Hai hum woh Badnaam Shaks jo Saaki ki Aankhon se Jaam pee jate hai........!!!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #86 on: September 03, 2006, 04:43:08 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"

Hum nahi ghulam Husn ke......
Jo jee bharke Jaam pee jate hai......

Haan karte hai Beintihaan Mahobbat jo kisi se......
Toh bas unke hee ho kar reh jaat hai.......

Maikhano me na poochna kabhi pata hamara......
Hai hum woh Badnaam Shaks jo Saaki ki Aankhon se Jaam pee jate hai........!!!!!!!!!

bahut aache gaurav bhaiya.....really good one.

kal ghoomte thay hum her gum seene peer liye,
aaj badnaam ho gaye hai jaam peene ke liye.
tum to chorker chali gayi humko yu tanha.
kuch to sahara chahiye tha zindgi jeene ke liye..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #87 on: September 04, 2006, 02:59:24 PM »
Thanks a lot Talat, Ranjana and Waheedbhai ...
Nice work all ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #88 on: September 04, 2006, 03:05:40 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Aa jaate hum saamne tere tum bulate to,
Par tumne hame kabhi kinara samjha hi nahi ...

shukriya Talat .....bahut khoob JHL ji..

thaama  thaa jab haath hamne tera sahare ke liye
toh kisi gair ke  haato mein thaa haath tumhara

hum bas dubati nazaro se dekhate rahe
kyu tumahra dil bas ho saka na hamaara !!

Haath mein dekhke kisi aur ka haath tumne manzil badal di,
Par ye na samjhe ki hamara dil sirf tere pyaar ka kaafil tha,
Tumne hamari lambi umr ki dua karli par hum na kar sake,
Aur kya teri nazro ko dubta hua dekhna hi meri liye mushkil tha ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #89 on: September 04, 2006, 03:55:51 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Haath mein dekhke kisi aur ka haath tumne manzil badal di,
Par ye na samjhe ki hamara dil sirf tere pyaar ka kaafil tha,
Tumne hamari lambi umr ki dua karli par hum na kar sake,
Aur kya teri nazro ko dubta hua dekhna hi meri liye mushkil tha ...

bahut aache jhl ji,

khuda na kare ki teri doobti hui aankhe kabhi nazar aaye.
per tumko bhi aakela kaise chor ke jaaunga main.
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:51:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer