Saamne tab tum aa jaana......!!

by Talat on July 15, 2006, 05:11:16 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Author  (Read 10568 times)
Talat
Guest
«Reply #90 on: September 04, 2006, 03:57:02 PM »
Its allright Bhondu ! Usual Smile

Nice work again...Bhondu, Gaurav and JHL !!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana jaana by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Mere Saamne... by majid in Share Video
jaana tha tumhe jaana by aru12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #91 on: September 04, 2006, 04:03:01 PM »
sukriya talat ji.
Logged
Talat
Guest
«Reply #92 on: September 04, 2006, 04:03:56 PM »
Diye ummeedon ke bujhne se bhala kaise bachayen
Hawa ki ravish par ashiaana bana baithe hain hum

Hatheli se chupaaye hain apni khwaahishon ke jalte diye
Bujhne na paaye lau, is koshish main haath jala baithe hain hum

nazar nahin aata sab kuch hai nazar ke saamne dhuwaan sa
Ye na jaane kis mod pe zindagi ke, aa baithe hain hum !!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #93 on: September 04, 2006, 04:07:08 PM »
Talat

Behtareen ! superb !

Ek ek shabd achcha laga !

Rajbir
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #94 on: September 04, 2006, 04:15:21 PM »
Quote from: "Talat"

Diye ummeedon ke bujhne se bhala kaise bachayen
Hawa ki ravish par ashiaana bana baithe hain hum

Hatheli se chupaaye hain apni khwaahishon ke jalte diye
Bujhne na paaye lau, is koshish main haath jala baithe hain hum

nazar nahin aata sab kuch hai nazar ke saamne dhuwaan sa
Ye na jaane kis mod pe zindagi ke, aa baithe hain hum !!


bahut hi aacha likha hai talat ji...to jawab dene ki kosis hum bbhi kerenge.

hawa ki ravish per aashiyana hum banate hai.
ki aaj bhi takdeer se takrana aacha lagta hai.
jub tak hai dum takraunga is toofan se,
is toofaan se ladker bikher jaana aacha lagta hai.

shama ki khoobsurati ko paane ki chaah kerta raha her dum.
shama ki law mein jal jaana aacha lagta hai.
unke pyaar ko paane ki tammna her dum rakhi mainey,
paa na saku to unke pyaar mein mit jaana aacha lagta hai.
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #95 on: September 05, 2006, 03:30:46 PM »
bahut khoob talat aur bhondu ji

sham se phir teri tasveer liye baithe hain ham
ik  baar phir se tujhe dil me liye baithen hain ham

ashq aankhon se hain jaari ki rukate hi nahi
tera chehra inhi me phir chhupae baithen hain ham

ek baar abhi tu jaa shaamen hain kitani tanha
rasta phir se tera dekhne ko bahithen hain ham
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #96 on: September 05, 2006, 04:05:45 PM »
bahut khoob shakeel ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #97 on: September 07, 2006, 06:40:20 PM »
Thanks a lot Rajbir, Bhondu and Tabassum !!
Very nice reply Bhondu, and good one Tabassum !!

Tanhaaiyon ki qaid nahin, aa jaate hain wo sar-e-mehfil main
Aur hanste hue lab khaamosh ho jaate hain sar-e-mehfil main

Laakh humne dil ko sambhaala, dil beqaabu ho ke raha
Dhadkanen naam unka suna jaati hain sar-e-mehfil main !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #98 on: September 08, 2006, 04:42:05 AM »
Quote from: "Talat"
Thanks a lot Rajbir, Bhondu and Tabassum !!
Very nice reply Bhondu, and good one Tabassum !!

Tanhaaiyon ki qaid nahin, aa jaate hain wo sar-e-mehfil main
Aur hanste hue lab khaamosh ho jaate hain sar-e-mehfil main

Laakh humne dil ko sambhaala, dil beqaabu ho ke raha
Dhadkanen naam unka suna jaati hain sar-e-mehfil main !!


bahut aacha likhi hai talat ji,

naam lekar humara wo bulate hai sari mehfil mein.
mere chehra ka ghoonghat uthate hai sare mehfil mein.
log soochte wo kertein hai humse bahut pyaar,
per sare gum humein wo de jaate hai sari mehfil mein.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #99 on: September 10, 2006, 03:39:57 PM »
Thanks a lot Bhondu and Talat for appreciation ...
Nice work both of you ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #100 on: September 10, 2006, 03:55:26 PM »
Gum unka lekar hame koi fark nahi padta,
Waise bhi hamare gum ki buniyaad bahut pakki hai ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #101 on: September 11, 2006, 02:47:51 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"


Gum unka lekar hame koi fark nahi padta,
Waise bhi hamare gum ki buniyaad bahut pakki hai ...



gumon ki neev per jo aashina aapna banaya tha.
aansoo ki chot usay kahan tod paayegi.
Logged
Talat
Guest
«Reply #102 on: September 13, 2006, 11:36:24 AM »
Thanks Bhondu, and JHL....nice ones from both of you...

Mausam badalte hain, haalat badalte hain
Mere dil ke magar na jazbaat badalte hain

Khalish anjaani si, ek chubhan si rehti hai
Wabasta tujhse , na khyaalat badalte hain !!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #103 on: September 13, 2006, 11:47:52 AM »
Quote from: "Talat"
Thanks Bhondu, and JHL....nice ones from both of you...

Mausam badalte hain, haalat badalte hain
Mere dil ke magar na jazbaat badalte hain

Khalish anjaani si, ek chubhan si rehti hai
Wabasta tujhse , na khyaalat badalte hain !!


wonderful talat ......

kehte hain woh hamse ki hum pyaar tumhe karte hain
per is dil ke dard kab mujhe unki baato per yakeen karne dete hain

milti hai jab nazare toh kai sawal hain meri in aakho mein
hum unki nazar mein aksar un ansune se jawabo ko talasha karte hain!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #104 on: September 13, 2006, 11:50:16 AM »
JHL, Vikram, Talat, Ranju

Behtareen ! superb ! =D>

Rajbir
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:57:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer