saat rango me tu

by DILKETUKDE on July 28, 2006, 10:33:01 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2322 times)
DILKETUKDE
Guest
HAWA KA JHOKA EK AISA LEHRAYA,
ZINDAGI  KE SAAT RANGO KO SAATH MEHKAYA,
HAR RANG ME TUJE PAKAR YE JHOKA BHI MUSKURAYA,
JHOKA HAR BAR MUJHE TERI YAAD DILAYA.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
((Rango Se Bhara)) by honeyrose in Occassion Specific Poetry
Rango ki duniyaa ko samjho kabhi tum by ParwaaZ in Shairi for Manzar -e- Kudrat
rango se bhari jagah hai........ by 19deepak94 in Miscellaneous Shayri
Rango Ki Khasiyat by nishi gahlaut in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
UNKA RANGO NOOR. by rshmakeraqeeb in Share Poetry You Like
ranjana
Guest
«Reply #1 on: July 29, 2006, 02:27:13 AM »
bahut khub .....aapka yoindia mein sawagat hai... :D
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #2 on: July 29, 2006, 10:23:47 PM »
Very Nice n Welcum to Yoindia!

Kabhi yeh jhoka phir hulchul machaaye,
inke saath aap bhi chale aaye,
baatein karte ho chup chup ke humari (2)
nazar jhuka ke hi sahi, kabhi samne to aajaaye!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #3 on: July 30, 2006, 03:32:48 PM »
welcome to yoindia dear..

saat rang ki jholi mein
ek rang dard  ka dikhta hai.
tabhi to saara zamana
uske hi kisse likhta hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: July 30, 2006, 05:00:44 PM »
jab bhi chaaye hain saat rang
maine usmein tera hi akas paaya
mera pyaar bhi thaa shayad is ke jaisa
kabhi dikha kabhi nazar nahi aaya...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #5 on: August 01, 2006, 06:26:03 AM »
Quote from: "ranjana"
jab bhi chaaye hain saat rang
maine usmein tera hi akas paaya
mera pyaar bhi thaa shayad is ke jaisa
kabhi dikha kabhi nazar nahi aaya...

bahut khoob ranjana ji..

aapke pyaar ke ye saat rang hai.
sukh,dukh,roothna,manana,sharmana,jalana
jaane kya kya sang hai.
saath rang mein mein rehta hai khumaar unka,
isiliye kerte hai intazaar unka.
per khushnaeebi humare saath jaati nhi
hum kerte rehte hai intzaar aur.. wo aati nhi
Logged
ranjana
Guest
«Reply #6 on: August 01, 2006, 07:43:17 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
jab bhi chaaye hain saat rang
maine usmein tera hi akas paaya
mera pyaar bhi thaa shayad is ke jaisa
kabhi dikha kabhi nazar nahi aaya...

bahut khoob ranjana ji..

aapke pyaar ke ye saat rang hai.
sukh,dukh,roothna,manana,sharmana,jalana
jaane kya kya sang hai.
saath rang mein mein rehta hai khumaar unka,
isiliye kerte hai intazaar unka.
per khushnaeebi humare saath jaati nhi
hum kerte rehte hai intzaar aur.. wo aati nhi

bahut khoob kavi ji ....shukriya ..

tera intazaar hame bhi bahut tadpaata hai
mahol udasi ka har pal jaga jaata hai
kab se dubi hun tumhri hi yaad mein kuch dhayan nahi
paysse dil ko dhokha dekar dil kuch pal kush ho jaata hai
kyu pyaar kiya maine tumse,khud hi dard ki raha chuni
ab yeh zakham kuch aisa hai na bharta hai aur fir se har ho jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #7 on: August 09, 2006, 04:59:39 PM »

unki masumiyat ek naya keher bana rahi hai.
kyn ki yaadein zindgi ko zehar bana rahi hai.
koi nayi sooch hai phir se toodne ki,
isliye to dil mein aapna ghar bana rahi hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #8 on: August 10, 2006, 03:28:31 AM »

kaise bhul paayenge hum woh din
jo mohbbat mein tere saath gujare
ek khawab sa lagta hai ab mujhko
jaise baarish ke baad inder-dhanush ke saat rang they bikhare
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #9 on: August 10, 2006, 03:11:09 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
jab bhi chaaye hain saat rang
maine usmein tera hi akas paaya
mera pyaar bhi thaa shayad is ke jaisa
kabhi dikha kabhi nazar nahi aaya...

bahut khoob ranjana ji..

aapke pyaar ke ye saat rang hai.
sukh,dukh,roothna,manana,sharmana,jalana
jaane kya kya sang hai.
saath rang mein mein rehta hai khumaar unka,
isiliye kerte hai intazaar unka.
per khushnaeebi humare saath jaati nhi
hum kerte rehte hai intzaar aur.. wo aati nhi

bahut khoob kavi ji ....shukriya ..

tera intazaar hame bhi bahut tadpaata hai
mahol udasi ka har pal jaga jaata hai
kab se dubi hun tumhri hi yaad mein kuch dhayan nahi
paysse dil ko dhokha dekar dil kuch pal kush ho jaata hai
kyu pyaar kiya maine tumse,khud hi dard ki raha chuni
ab yeh zakham kuch aisa hai na bharta hai aur fir se har ho jaata hai

unki masumiyat ek naya keher bana rahi hai.
kyn ki yaadein zindgi ko zehar bana rahi hai.
koi nayi sooch hai phir se toodne ki,
isliye to dil mein aapna ghar bana rahi hai.

kaise bhul paayenge hum woh din
jo mohbbat mein tere saath gujare
ek khawab sa lagta hai ab mujhko
jaise baarish ke baad inder-dhanush ke saat rang they bikhare

good one ranjana ji.

yaad aate hai wo pal humne tujhe sataye jo,
nhi bhulte lamhe koi tere saath bitaye jo,
hai sath bas tere vaadon ka ,
aur.. dard bhara hai yaadon ka.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #10 on: August 10, 2006, 05:17:39 PM »
bahut khoob kavi ji ....

ek mazak ban ke reh gayi hai zindagi meri
ab yeh kisi saaye ke saath khawab si gujaragi
mil jaaye qarar dil ko mushkil hai
ab yeh badrang si ho kar andhero mein gujaragi
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #11 on: August 12, 2006, 04:45:18 PM »
Gud Going all u guyz

Dil ne manaya Jashn......
Toh Dunia ne use Sharabi Mehfil ka naam de dia.....

Raston ne kabhi jo Poocha Manzil se Faasla.....
Toh Sanam ne bhi use Badnaami ka Naam de dia......

Kia Badtar Salook iss AshiQue se.......
Poocha jab apno ne bhi mujhse ki tune Chalti Saanson ke badle hume kye de dia.........!!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #12 on: August 12, 2006, 05:31:14 PM »
kuch dard aaj seene mein dafan rehne do
manaa duriyaan hai tere mere bahut
yeh duriyaan ab yun hi rehne do

yeh ashq aaj jo beh rahe hain
yeh nishnaai hain unke pyaar ki
aaj in ashqo ko apni kahaani kehne do
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #13 on: August 12, 2006, 05:39:05 PM »
Jabeen par tere Shikhan ki lakeeren......
Poori Kahani Bayaan kar jaati hai......

Aankhein teri behti hai akele mein.....
ISka Matlab ke tumhe aaj bhi meri Yaad aati hai......!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #14 on: August 13, 2006, 04:58:41 AM »
yaad aane ke liye teri baat hi kaffi hai
tumse  woh aadhi adhuri  hui mulkaat kaffi hai

aankho ko hum behela lenge yun hi muskara ke
bas iske liye teri woh yun hi udas si nazar mere liye kaffi hai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:17:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer