honeyrose
Guest
|
Saath Pehron mein shaadi rachi Humne lagaye haaton par mehendi Kache daage mein baandhne chali Aapke dahlez mein kadam badaye Saatho vachan ke qasam nibhaye Zindagi ke sukh aur dukh aapnaye Aapno se mein ejaazat le aaye Khushiyon se aashiyaan banaya Jeevan ke rangon mein ghol gaye Purani yaadon ko dil mein dabaye Muhabbat mein aasraa khone lage Mushkilon se sangharsh karne lage Zindagi se koi umeed nahi rahe Jeene ka astitva khote rahe Aankhon mein muhabbat doondte Jeene ka hausalaa gawa chuke Muhabbat se aapne humen nahi dekhe Aapke nafrat ke sang hum jeete rahe
^^**honeyrose**^^
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #1 on: August 27, 2008, 05:22:34 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 27, 2008, 05:27:07 PM » |
|
.. Shukriya Sanjeev ji joh aapne pasand kiya kuch zindagi ki sachai se dil bhar aaye thanks so much...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 30, 2008, 12:44:42 PM » |
|
Saath pheron mein hoti hai khushiyan Saath dino mein badal jaati hai duniyan Ek taraf hanste hain ek taraf gham chhupana Yehi hai aurat ke jeevan ka sukh dukh ka khazaana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 30, 2008, 06:25:11 PM » |
|
Bohat hi khoob Honeyrose..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 30, 2008, 07:27:07 PM » |
|
Good one Honey..Keep writing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 31, 2008, 09:34:51 AM » |
|
Thanks Aryaan ...
Thanks Celmira sis..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diya786
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 31, 2008, 11:30:12 AM » |
|
Saath Pehron mein shaadi rachi Humne lagaye haaton par mehendi Kache daage mein baandhne chali Aapke dahlez mein kadam badaye Saatho vachan ke qasam nibhaye Zindagi ke sukh aur dukh aapnaye Aapno se mein ejaazat le aaye Khushiyon se aashiyaan banaya Jeevan ke rangon mein ghol gaye Purani yaadon ko dil mein dabaye Muhabbat mein aasraa khone lage Mushkilon se sangharsh karne lage Zindagi se koi umeed nahi rahe Jeene ka astitva khote rahe Aankhon mein muhabbat doondte Jeene ka hausalaa gawa chuke Muhabbat se aapne humen nahi dekhe Aapke nafrat ke sang hum jeete rahe
^^**honeyrose**^^
bahut khoob jaya di bahut sacchai hai aapki likhi hui nazm meinSaath pheron mein hoti hai khushiyan Saath dino mein badal jaati hai duniyan Ek taraf hanste hain ek taraf gham chhupana Yehi hai aurat ke jeevan ka sukh dukh ka khazaana
aur pehle ki tarah sach hai aapki yeh likhawat bhi really nice...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #8 on: August 31, 2008, 02:40:27 PM » |
|
Nice One Sis,.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaushikbhawna008
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 01, 2008, 04:59:29 AM » |
|
Saath pheron mein hoti hai khushiyan Saath dino mein badal jaati hai duniyan Ek taraf hanste hain ek taraf gham chhupana Yehi hai aurat ke jeevan ka sukh dukh ka khazaana
bohut khoob honeyrose ji aur bohut hi sach kaha bhi aapne ek aurat ki zindgi is tarah hi hoti hai ek tarah use jhooti khushiyon mei shaamil hona padta hai to dusri taraf apne gamo ka bojh khud akele hi uthana padta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
k.shael
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 01, 2008, 06:40:09 AM » |
|
BAHUT KHOOB DIDI, BY. K.SHAEL
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 01, 2008, 06:55:54 AM » |
|
Shukriya diya sis
Shukriya Azeem bhai..
Shukriya bhawana dear ..
Thanks shally dear...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 02, 2008, 04:34:35 AM » |
|
X?X?X?
Aapne humare liye dua kiya iska buhat shukriya Raza ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Muhammed
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 05, 2008, 04:29:08 AM » |
|
Jee Honey " Saatth Pheron Mein " " Saath Dino Mein " Jitni Bhi Taafeef Ki Jaaye Kum padegi Tarteeb B' Tarteeb awwal Se aakhir taq....Jo baat aapne Bataaee Hai Wo Jo Ahesaas-e-Dard Dikhayaa Hai aapne Har Misre Mein.
La Raiyb Beshaq " Zindagi Ko ik Saanche Me Dhaala Hai "..Ik Haqeeqat BayaaN Ho rahee Hai Fir der se aaya aap k Thread par Maaf Karna,,Honey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #14 on: September 07, 2008, 04:31:57 PM » |
|
Jee Honey " Saatth Pheron Mein " " Saath Dino Mein " Jitni Bhi Taafeef Ki Jaaye Kum padegi Tarteeb B' Tarteeb awwal Se aakhir taq....Jo baat aapne Bataaee Hai Wo Jo Ahesaas-e-Dard Dikhayaa Hai aapne Har Misre Mein.
La Raiyb Beshaq " Zindagi Ko ik Saanche Me Dhaala Hai "..Ik Haqeeqat BayaaN Ho rahee Hai Fir der se aaya aap k Thread par Maaf Karna,,Honey
Aapne padha aur pasand ki shukriya aapka Razaa..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|