Sab kuch bhula diya..!!!

by Tosha on August 31, 2004, 08:08:57 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 6717 times)
Tosha
Guest
«Reply #15 on: September 24, 2006, 08:27:34 AM »
Daard main dube the iskadar
aur haal-e-dil apna baya.n kiya
dekh ki bole wo humsafar
gake yeh daard ka geet tumne rula diya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~ Maine bhi sab kuch bhula diya ~~ by honeyrose in Shayri-E-Dard
KUCH PA LIYA HAI, KUCH KHO DIYA HAI ....... (Jasbir Singh) by jasbirsingh in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
JAO BHULA DIYA TUMKO by faheem_akayla in Shayri for Dard -e- Judai
**Bhula diya gaya** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Tujhe bhula diya~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
roshni246
Guest
«Reply #16 on: September 24, 2006, 09:23:27 AM »
humne dard se dil lekar sab kuch bhula diya...
humsafar mere tu bata is mohobbat ka tune kya sila diya...Huh?
rakh hogaya mera dil ka ashiyan aye sanam..
sabki mohobbat hui abad...najane maine kaisa gunah kkiya???


~roshni~ Puzzled !
Logged
Tosha
Guest
«Reply #17 on: September 24, 2006, 09:33:28 AM »
sajaya the tumne phoolo se kadam mere
ki zara sa daard mujhe na ho
bicha diye kaate usse rah pe
yeh tumne kaisa sila diya
thama ta haath mera
ki umer bhar nibhao ge
kaise tumne sabkuch bhula diya
Logged
roshni246
Guest
«Reply #18 on: September 24, 2006, 09:36:57 AM »
Quote from: "Tosha"
sajaya the tumne phoolo se kadam mere
ki zara sa daard mujhe na ho
bicha diye kaate usse rah pe
yeh tumne kaisa sila diya
thama ta haath mera
ki umer bhar nibhao ge
kaise tumne sabkuch bhula diya
=D>  =D>


har rahon pe hain mohobbt k duen...
ek mera hi to ashian jala nahi...
hai kahin log mohobat se bebas hue....
sirf humne hi to maut ko apna kaha nahi...!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #19 on: September 24, 2006, 09:42:50 AM »
kaakh bhi miti mian milke phoolo ko jeevan deti hai
jo hue hum mohabbat main kurban, kahi dooji mohabbat janam leti hai
Logged
roshni246
Guest
«Reply #20 on: September 24, 2006, 09:45:37 AM »
Quote from: "Tosha"
kaakh bhi miti mian milke phoolo ko jeevan deti hai
jo hue hum mohabbat main kurban, kahi dooji mohabbat janam leti hai




us mohobbat ka kya jisne zindagi barbad ki ho???
jisne khushiyan to na di...har mood pe ansuon ki barsat di Ho??


~roshni~
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #21 on: September 24, 2006, 09:52:53 AM »
Mitt jaaye mohabbat ki duniya ye baat koi aasaan nahi,
Armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadaan nahi ...
Logged
Tosha
Guest
«Reply #22 on: September 24, 2006, 09:53:10 AM »
Is zamane ka kya kijeye
pel pel maut deta hai hamme
us sanam ka kijeye
dukh main bhi rulata hai hamme

samet ke aapna damen jelijiye
miskura ke zulmi ka katal kejiye
aapke aasuo ke holi banaki wo khelaga
aisa mauka usse hargiz na deliye
Logged
roshni246
Guest
«Reply #23 on: September 24, 2006, 09:56:02 AM »
nadaan to duniya wale hain jinhe teri  mohobbat dikhti nahi...
wo naam ankhein yeh jhooti hassi...
aye sanam humne yun chupao na apna dard...
dur jane se yeh mohobbat bhi mith ti nahi...


~roshni~
Logged
Tosha
Guest
«Reply #24 on: September 24, 2006, 10:02:12 AM »
bhula ke apna ateet, aan humne naye kadam rakhe hai
chale jo do kadam aur raha main tumhari tasveer dikhi
hum wapas aapne virane main rone chale gaye
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #25 on: September 24, 2006, 10:05:19 AM »
wah wah dosto...

sach hai ke doriyon se mohabbat nahin mithti,
seene me woh ishq ki aag bhi nahn bhujti,
lekin jo ek bar buj jata hai pyar ka yeh diya,
lakh koshisho se uski loh kabhi nahin jalti.
Logged
roshni246
Guest
«Reply #26 on: September 24, 2006, 10:05:44 AM »
roti hai aaj chandni bhi meri mohobbat-e-wafa k fasane sunke...
k ab wo na nibhayegi apne chand se wafa...mujhe jaisi wafadar banke...!


~roshni~
Logged
Tosha
Guest
«Reply #27 on: September 24, 2006, 10:15:10 AM »
Quote from: "Meena is back"
wah wah dosto...

sach hai ke doriyon se mohabbat nahin mithti,
seene me woh ishq ki aag bhi nahn bhujti,
lekin jo ek bar buj jata hai pyar ka yeh diya,
lakh koshisho se uski loh kabhi nahin jalti.


Nice to c you dear!!  Puzzled !

aag main jalker sirf kaakh hi milti hai
sacchi mohabbat naseeb walo ko milti hai
mitte hai mittane se patther pe se nishan
na mohabbat ke saas kabhi thamti hai
Logged
Tosha
Guest
«Reply #28 on: September 24, 2006, 10:17:14 AM »
Quote from: "roshni246"
roti hai aaj chandni bhi meri mohobbat-e-wafa k fasane sunke...
k ab wo na nibhayegi apne chand se wafa...mujhe jaisi wafadar banke...!


~roshni~

kinare pe reet ke chader odhe
humme teri wafa ka intezzar hai
hum baitne hai duniya se muh mode
hamme sirf teri mohabbat pe aitbaar hai
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #29 on: September 24, 2006, 10:38:11 AM »
thank u toshu and nice one as well roshu ke jaise!

humne bhi kabhi aitbar kiya kisi bewafa pe,
uth gaya tabse humara aitbar wafa se!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:06:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer