Sabse Badiya Shayari,.

by Jaanasheen on April 18, 2008, 04:45:41 PM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 27
Print
Author  (Read 23574 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #300 on: August 24, 2008, 04:02:35 PM »
Sabse badiya Shayariyon Mein Se Ek,.
Jo Dil Ko Choo Jaaye,.



Tum Poocho Aur Main na Bataaoon, Aise To Halaat Nahi,.
Ek Zara sa Dil Toota Hai Aur To Koi Baat Nahi,.

Kis Ko Khabar Thi Sanwaale Badal Bin Barse Urde Jaate Hain,.
Sawaan Aayaa lekin Apni Kismat Mein Barsaat Nahi,.

Maana Jeewan Mein Aur Ek Baar Mohabbat Karti hai,.
Lekin Mujhko Ye Bataa De Kya Ti Aurat Zaat Nahi,.

Khatam Hua Mera Fasaana Ab Ye Aansoon Ponch Bhi Lo,.
Jis Mein KOi Taara Chamke Aaj Ki Raat Wo raat Nahi,.

Mere Gham-Geen Hone Par Ahbaad Hain Yun Hairaan "QATEEL",.
Jaise Main Patthar Hoon Mere Seene Mein Jazbaat Nahi,.

__________________________-Qateel Shifaai-




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sabse by tushar_4u_im in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Sabse juda lagta tha... by maya01 in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #301 on: August 24, 2008, 04:07:59 PM »
Sabse badiya Shayariyon Mein Se Ek,.
Jo Dil Ko Choo Jaaye,.



Tum Poocho Aur Main na Bataaoon, Aise To Halaat Nahi,.
Ek Zara sa Dil Toota Hai Aur To Koi Baat Nahi,.

Kis Ko Khabar Thi Sanwaale Badal Bin Barse Urde Jaate Hain,.
Sawaan Aayaa lekin Apni Kismat Mein Barsaat Nahi,.

Maana Jeewan Mein Aur Ek Baar Mohabbat Karti hai,.
Lekin Mujhko Ye Bataa De Kya Ti Aurat Zaat Nahi,.

Khatam Hua Mera Fasaana Ab Ye Aansoon Ponch Bhi Lo,.
Jis Mein KOi Taara Chamke Aaj Ki Raat Wo raat Nahi,.

Mere Gham-Geen Hone Par Ahbaad Hain Yun Hairaan "QATEEL",.
Jaise Main Patthar Hoon Mere Seene Mein Jazbaat Nahi,.

__________________________-Qateel Shifaai-






bahut khoob and very nice sharing Jaanasheen ji
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #302 on: August 24, 2008, 04:08:59 PM »
jese mein patthar hun mere seene mein jazbaat nahi

Waah kyaa kehne azeem bhai bohot umda, maza aagaya.
Logged
Roja
Guest
«Reply #303 on: August 24, 2008, 04:14:16 PM »
Bhuli bisri chand umiden chand fasane yaad aaye
Tum yaad aaye aur tumhare sath zamane yaad aaye

Dil ka chaman shadaab tha phir bhi Khak si uDati rahti thi
Kaise zamaane ai Gam-e-jaanaa tere bahaane yaad aaye


ThanDi sard hava ke jhonke aag lagakar chhoD gaye
Phuul khiie shaKhon pe naye aur dard purane yaad aaye


HaNsane valon se Darte the chhup chhup kar ro lete the
gahri gahri soch mein Dube do diwane yaad aaye
(NM)
Logged
Roja
Guest
«Reply #304 on: August 24, 2008, 04:15:31 PM »
Mere jaise ban jaaoge, Jab ishq tumhein ho jaayega
Deewaaro se sirr takraaoge, Jab ishq tumhein ho jaayega

Tanhaayi ke jhoole jhoologe, Har baat puraani bhoologe
Aaine se bhi ghabraaoge, Jab ishq tumhein hojaayega

Be-cheyni jab bhar jaayegi aur yaad kisi ki aayegi
Tum bhi ghazle gaao ge, Jab ishq tumhein hojaayega

(Jagjit Singh)

Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #305 on: August 24, 2008, 04:28:42 PM »
Wah roja ji wah!! "tum bhi ghazalen gaaoge jab ishq tumhein ho jayega" bohot khoob....
Logged
Roja
Guest
«Reply #306 on: August 24, 2008, 04:39:33 PM »
Aapka bahut bahut shukhriya k aapko hamara collection pasand aaya Sayyid ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #307 on: August 24, 2008, 04:40:12 PM »
kyuu.N zindagii kii raah me.n majabuur ho gae
itane hue kariib ki ham duur ho gae

aisaa nahii.n ki hamako koii bhii khushii nahii.n
lekin ye zindagii to koI zindagii nahii.n

kyo.n isake faisale hame.n ma.nzuur ho gae
paayaa tumhe.n to hamako lagaa tumako kho diyaa

ham dil pe roe aur ye dil ham pe ro diyaa
palako.n se Kvaab kyo.n gire kyo.n chuur ho gae



Javed Akhtar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #308 on: August 25, 2008, 08:00:04 AM »
Waah Roja Behna,.
Aapka Kya Kehna,.

Kamaal Ki Collection Hai,.
Aur Aap Sayyid Bhai,.
Kuch To Likh Kar Hume Nazraana Pesh Ki Jiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #309 on: August 25, 2008, 08:06:06 AM »
Shukriya Bhaijaan,.
And Good Posting,.
Thanx For Sharing,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #310 on: August 25, 2008, 08:15:52 AM »
Dosti Jab Kisi Se Ki Jaaye,.
Dushmano Ki Bhi Raay Li Jaaye,.

Maut Ka Zehar Hai Fizaaon Mein,.
Ab Kahaan Jaake Saans Li Jaaye,.

bas Isi Soch Mein Hoon Dooba Hua,.
Ye Nadi Kaise Paar Ki Jaaye,.

Mere Dil Ke Zakahm Bharne Lage,.
Aaj Phir Koi Bhool Ki Jaaye,.

Botlein Khol Ke To Peeli Barson,.
Aaj Dil Khol Ke Bhi Pee Jaaye,.

____________________-Rahat Indori-



Logged
syednaami
Guest
«Reply #311 on: August 25, 2008, 03:39:16 PM »
Janasheen bhaya kya khoobsurat ghazalen paish ki hain aap ne.
Sab Doston ne kamaal ki collection rkhi hai. wah
Logged
Roja
Guest
«Reply #312 on: August 26, 2008, 02:24:47 AM »
Bahut khoob Majid, Jaanasheen bro..  Applause Superb collections  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #313 on: August 26, 2008, 02:27:43 AM »
Is Jahan ko dekhta rahoon ya tujh ko dekhta rahoon
Tu mere samne bethi rahi tujh ko dekhta rahoon

Kaash ghunghat zamane ka hat jaye
Aur mai haseen aankhon ko teri dekhta rahoon

Jab aa jayein mehfil mai shama-e-janaan ban ker
To mai is jahan ko chor ker usko dekhta rahoon

Kaash mohabbat mai aisa maqaam aaye 'MOHSIN'
Wo bi mujhe dekhti rahe, mai use dekhta rahoon
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #314 on: August 27, 2008, 10:18:08 AM »
Nice Posting Roja Sis,.
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:20:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer