Sachaai ka pathar uchhalte hi.........soudagar

by soudagar on November 06, 2012, 07:50:08 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1688 times)
soudagar
Guest
Main jitna unke pass tha wo utna hi mujhse dur the
rah nahi sakte the uske bin dil se is qadar majbur the

jaanta tha main ke chaht ek tarfa thi meri hmesha se isliye
saza ka haqdar bhi main tha wo to hamesha se beqasur the

wo to anjan tha mere dil mein base uske liye jazbaat se
main hee kuch keh na paya kaise keh doon wo magrur the

wo dosti nibhata gya main chaht k jhuthe sapne sajata gya
sachai ka pathar uchalte hi sapne huye chakna chur the

dil ne bahut chaha k nagma hum bhi gaye unke sang
mohabbat ke raag mein mere alag sur unke alag  sur the

unke liye dil ke tdpane par yahi samjhata hoon dil ko
jise haqiqat samjhta wo sapno mein aane wale jannat ki hoor the
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pathar by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
EK SACHAAI by BHONDU in Shayri-E-Dard
Sachaai, Ab Ki Mohabbat Ki,. by Azeem Azaad in General Stories
SACHAAI by pritam tripathi in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
MAIN EK SOUDAGAR HOON...soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
soudagar
Guest
«Reply #1 on: November 06, 2012, 07:50:29 AM »
Main jitna unke pass tha wo utna hi mujhse dur the
rah nahi sakte the uske bin dil se is qadar majbur the

jaanta tha main ke chaht ek tarfa thi meri hmesha se isliye
saza ka haqdar bhi main tha wo to hamesha se beqasur the

wo to anjan tha mere dil mein base uske liye jazbaat se
main hee kuch keh na paya kaise keh doon wo magrur the

wo dosti nibhata gya main chaht k jhuthe sapne sajata gya
sachai ka pathar uchalte hi sapne huye chakna chur the

dil ne bahut chaha k nagma hum bhi gaye unke sang
mohabbat ke raag mein mere alag sur unke alag  sur the

unke liye dil ke tdpane par yahi samjhata hoon dil ko
jise haqiqat samjhta wo sapno mein aane wale jannat ki hoor the
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 06, 2012, 08:12:26 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #3 on: November 06, 2012, 08:14:03 AM »
Waah waaah waaaaaah waaah waaah waaaahhhhhhhhh wahhhhhhhhh wahhhhhhhh wahhhhhhhhh waaaaahhhhhhhh waaaaaaaaaahhhhh waahh waaaaaaah waaaaaaaaaaah waaaaaaaaah waaaah waaaaaaaaaah waaaaah waaaaaaaah
Logged
Aarish
Guest
«Reply #4 on: November 06, 2012, 08:14:58 AM »
bohut khoob saudagar jee umda ghazal hai, mubarakbaad qubool kareN
Logged
Sharma-e-Azam
Guest
«Reply #5 on: November 06, 2012, 08:18:43 AM »
marhaba marhaba!!!! aadab!!
Logged
Sunil Malhotra
Guest
«Reply #6 on: November 06, 2012, 08:49:04 AM »
Rula diya aapne to...  Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: November 06, 2012, 09:10:55 AM »
bahut Pyaaree peshkash dheron daad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: November 06, 2012, 10:22:05 AM »
bahut khoob, soudagar ji. bahut mubarakbad.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: November 06, 2012, 11:20:53 AM »
bahut bahut bahut hi khoob lajawab peshkash
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: November 06, 2012, 04:02:18 PM »
Shukriya ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: November 06, 2012, 04:03:30 PM »
Shukriya ji
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #12 on: November 06, 2012, 05:52:48 PM »
bahut khoob...very nice..
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: February 05, 2013, 12:59:16 PM »
thank u
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: February 05, 2013, 01:01:17 PM »
Main jitna unke pass tha wo utna hi mujhse dur the
rah nahi sakte the uske bin dil se is qadar majbur the

jaanta tha main ke chaht ek tarfa thi meri hmesha se isliye
saza ka haqdar bhi main tha wo to hamesha se beqasur the

wo to anjan tha mere dil mein base uske liye jazbaat se
main hee kuch keh na paya kaise keh doon wo magrur the

wo dosti nibhata gya main chaht k jhuthe sapne sajata gya
sachai ka pathar uchalte hi sapne huye chakna chur the

dil ne bahut chaha k nagma hum bhi gaye unke sang
mohabbat ke raag mein mere alag sur unke alag  sur the

unke liye dil ke tdpane par yahi samjhata hoon dil ko
jise haqiqat samjhta wo sapno mein aane wale jannat ki hoor the

wah wah bahut bahut khoob beta.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:19:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer