SAHRA

by sawlihaseena on January 12, 2005, 12:54:49 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2215 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #30 on: January 15, 2005, 06:21:59 AM »
"Pyar hamara tumhe sirf khushiyan dega,
 ye kisi aur ka gam hai jo dard de gaya."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
!!_Payar ka Sahra-_!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
ret ka sahra by hid_bigb in Shayri for Khumar -e- Ishq
ye to ek sahra hai by priyanka.jasmine in Shayeri for Dard -e- Bewafai
SAHRA KO CHHOR WADI - E - AFGHAN AA GAYE .............HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
GULSHAN ME YA SAHRA ME by dhary in Shayri-E-Dard
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #31 on: January 15, 2005, 08:46:12 AM »
E yaro jab meri maut ho,
        Mera janaza gali gali ghuma dena,
         Jab meri mashook ka ghar aaye ,
             To sar se kafan utha dena.
                         (NM)
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #32 on: January 15, 2005, 09:08:36 AM »
ai maut! unhein bhulaaye zamaane guzar gaye
aa jaa ki zahar khaaye zamaane guzar gaye

O jaane vaale aa ki tere intazaar mein
raste ko ghar banaaye zamaane guzar gaye

Gam hai na ab Khushii hai na ummiid hai na yaad
sab se najaat paaye zamaane guzar gaye

kyaa laayaq-e-sitam bhii nahii ab main doston
patthar bhii ghar mein aaye zamaane guzar gaye

jaane bahaar phuul nahiin aadamii hoon main
aa jaa ki muskuraaye zamaane guzar gaye .

kyaa kyaa aarzoo  thii aahoin se ai 'tanha'
ye tiir bhii chalaaye zamaane guzar gaye
Logged
alam
Guest
«Reply #33 on: January 15, 2005, 09:15:22 AM »
Nice tanha
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #34 on: January 15, 2005, 12:02:46 PM »
Quote from: "alam"
Nice tanha
thanks alam!


chahta hoon e bewafa tera phir se aana apni zindagi main
ke tujh se dhoka khaye bhi ab zamaane guzar gaye
Logged
thycreator
Guest
«Reply #35 on: January 15, 2005, 12:25:47 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "alam"
Nice tanha
thanks alam!


chahta hoon e bewafa tera phir se aana apni zindagi main
ke tujh se dhoka khaye bhi ab zamaane guzar gaye


Wah tanha dil.....gud one

Phir se dhokha khana hai...

Kissi aur ki line hai mai likh raha hu yahan

Thokar kha ke bhi na sambhle rahgir toh kya,
Patthar to apna farz ada karte hai.....
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #36 on: January 15, 2005, 12:37:55 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "alam"
Nice tanha
thanks alam!


chahta hoon e bewafa tera phir se aana apni zindagi main
ke tujh se dhoka khaye bhi ab zamaane guzar gaye


Wah tanha dil.....gud one

Phir se dhokha khana hai...

Kissi aur ki line hai mai likh raha hu yahan

Thokar kha ke bhi na sambhle rahgir toh kya,
Patthar to apna farz ada karte hai.....



nice lines creater.
ye mahobbat to doosra naam hai dhoke ka
ya yuun keh lo ki main mahobat karna chahta hoon ya phir
yuun keh lo ki dhoka khana chahta hoon.



"tere pyar ke do ghoont na mil sake to kya
hum to zehar ka maza liya karte hain
ab to lagne laga hai dar iss roshni se
isliye hum andheron mein jiya karte hain"
Logged
thycreator
Guest
«Reply #37 on: January 15, 2005, 01:36:31 PM »
nice lines creater.
ye mahobbat to doosra naam hai dhoke ka
ya yuun keh lo ki main mahobat karna chahta hoon ya phir
yuun keh lo ki dhoka khana chahta hoon.



"tere pyar ke do ghoont na mil sake to kya
hum to zehar ka maza liya karte hain
ab to lagne laga hai dar iss roshni se
isliye hum andheron mein jiya karte hain"[/quote]

Wah tanha dil.....

Roshni se darke na dil mein andhera karo aye dost,
Kissi ki bewafai mein na khud ko yu ruswa karo aye dost.
Jindagi itni bhi nahi choti ki yu bita di jaye,
Kissi bewafa ke sajde mein luta di jaye.
Dekh lo har chehra jindagi ka tumhe mauka hai mila,
Jee lo har pal banake yadgar, na rahe koi bhi gila.
Logged
pandit
Guest
«Reply #38 on: January 15, 2005, 01:49:11 PM »
Quote from: "thycreator"
nice lines creater.
ye mahobbat to doosra naam hai dhoke ka
ya yuun keh lo ki main mahobat karna chahta hoon ya phir
yuun keh lo ki dhoka khana chahta hoon.



"tere pyar ke do ghoont na mil sake to kya
hum to zehar ka maza liya karte hain
ab to lagne laga hai dar iss roshni se
isliye hum andheron mein jiya karte hain"


Wah tanha dil.....

Roshni se darke na dil mein andhera karo aye dost,
Kissi ki bewafai mein na khud ko yu ruswa karo aye dost.
Jindagi itni bhi nahi choti ki yu bita di jaye,
Kissi bewafa ke sajde mein luta di jaye.
Dekh lo har chehra jindagi ka tumhe mauka hai mila,
Jee lo har pal banake yadgar, na rahe koi bhi gila.[/quote]\

nice thy and tanha dil..... :lol:
use bewafa mat kaho dosto,wo zarur mazboor raha hoga,
tum jante nahi zalim zamane ko,iska haath zarur raha hoga.
isne hi khadi ki hoge koi deewar,aur de hoge koi kasam,
warna tera mehboob itna kamzor nahi raha hoga.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #39 on: January 15, 2005, 05:03:25 PM »
wah...........all very nice......
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:20:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer