Samajh lena ke wo hoon main

by angel4u on July 10, 2008, 02:44:21 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3586 times)
angel4u
Guest
Tere Daaman Se Lipat Ke Jhonka Jo Chale,
Teri Masoom Nigahon Ko Chhu Chale,
Chume Tere Ashqon Ko Jo Pyaar Se,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Kabhi Tanhayi Mein Koi Aah Jo Nikle,
Mohabbat Ki Baarish Ho Ashqon Mein,
Us Bauchhar Mein Simat Aaye Jo Kapkapi,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Chahat Ke Safar Mein Thokarein Bahut Khayi,
Phir Bhi Har Saans Mein Tasveer Teri Paayi,
Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #1 on: July 10, 2008, 03:52:18 AM »
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main..........

Angle Ji Bahot Din Baad Aap Ki Nazm Dekhne Ko Mili Hai

Chahat Ke Safar Mein Thokarein Bahut Khayi,
Phir Bhi Har Saans Mein Tasveer Teri Paayi,


Bahot Khoob Lines Hai.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2008, 05:12:41 AM »
nice creation angel ji
Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2008, 02:12:47 PM »
Thanks Muhammed ji.
well thoda busy thi job ke chakkar mein,
thanks for liking and appreciating.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2008, 02:13:21 PM »
Thanks Kaushik
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #5 on: July 11, 2008, 10:24:27 PM »
Tere Daaman Se Lipat Ke Jhonka Jo Chale,
Teri Masoom Nigahon Ko Chhu Chale,
Chume Tere Ashqon Ko Jo Pyaar Se,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Kabhi Tanhayi Mein Koi Aah Jo Nikle,
Mohabbat Ki Baarish Ho Ashqon Mein,
Us Bauchhar Mein Simat Aaye Jo Kapkapi,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Chahat Ke Safar Mein Thokarein Bahut Khayi,
Phir Bhi Har Saans Mein Tasveer Teri Paayi,
Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...


Bohut khoob bohut hi umda behtareen alfaaz ka istemaal kiya he aap ne badi gehri baateN bayaaN ki he, aap ki nazam bohot pasand aai.  Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: July 12, 2008, 02:35:18 AM »
 Applause Applause
angel bahoot hi pasand aai aapki ye ghazal.......ek ek line bilkul napi-tuli si aur behtreen

Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...

 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
syednaami
Guest
«Reply #7 on: July 12, 2008, 03:15:58 AM »
Tere Daaman Se Lipat Ke Jhonka Jo Chale,
Teri Masoom Nigahon Ko Chhu Chale,
Chume Tere Ashqon Ko Jo Pyaar Se,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Kabhi Tanhayi Mein Koi Aah Jo Nikle,
Mohabbat Ki Baarish Ho Ashqon Mein,
Us Bauchhar Mein Simat Aaye Jo Kapkapi,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Chahat Ke Safar Mein Thokarein Bahut Khayi,
Phir Bhi Har Saans Mein Tasveer Teri Paayi,
Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...


Yeh nazm to waqaee umda aur dard se khoob bhari hai...
Wah,,, Angel4U,,, buhat bahtreen...

Aur bade dinon baad darshan diye hain...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #8 on: July 12, 2008, 03:25:24 AM »
Tere Daaman Se Lipat Ke Jhonka Jo Chale,
Teri Masoom Nigahon Ko Chhu Chale,
Chume Tere Ashqon Ko Jo Pyaar Se,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Kabhi Tanhayi Mein Koi Aah Jo Nikle,
Mohabbat Ki Baarish Ho Ashqon Mein,
Us Bauchhar Mein Simat Aaye Jo Kapkapi,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main,

Chahat Ke Safar Mein Thokarein Bahut Khayi,
Phir Bhi Har Saans Mein Tasveer Teri Paayi,
Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...



angel ji,


aapne atyant prabhaavshaali likha he.likhte rahiye isi tarah.shubhkaamnaye.

Prateek
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: July 12, 2008, 06:37:11 AM »
Bohut khoob bohut hi umda behtareen alfaaz ka istemaal kiya he aap ne badi gehri baateN bayaaN ki he, aap ki nazam bohot pasand aai.  Applause

Thanks dear. mujhe laga pehle ke kiisne reply nahi kiya to zaroor kuch kami rahi hogi, but happy today... Usual Smile
thanks for liking.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: July 12, 2008, 06:40:38 AM »
Applause Applause
angel bahoot hi pasand aai aapki ye ghazal.......ek ek line bilkul napi-tuli si aur behtreen

Raaste Mein Jo Phool Aaye Kuchal Dena,
Samajh Lena Ke Wo Hoon Main...

 Clapping Smiley Clapping Smiley

thank you, for liking.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: July 12, 2008, 06:42:49 AM »

Yeh nazm to waqaee umda aur dard se khoob bhari hai...
Wah,,, Angel4U,,, buhat bahtreen...

Aur bade dinon baad darshan diye hain...


pasand karne ke liye bahut bahut shukriya... Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: July 12, 2008, 06:48:13 AM »

angel ji,


aapne atyant prabhaavshaali likha he.likhte rahiye isi tarah.shubhkaamnaye.

Prateek

thanks prateek ji. for liking the poem. Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: July 12, 2008, 06:53:18 AM »
Ho qubool koi teri dua to samajh lena wo hoon main,
Bhigi palkon se muskura pade lab to samajh lena wo hoon main,
Tere saath na reh paaye zindagi bhar to kya hua sanam,
Jab aayine mein khudko dekho to samajh lena wo hoon main...
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: July 12, 2008, 06:55:08 AM »

bina baat bhar aaye,
plaken dabdaba jaye
rah naino me, na chalke jo,
use fir ashq na kahna
samajh lena ke wo hoon mai....

koi phool murjhaya,
koi toota hua patta,
hawaon me jo lahraye
tere aangan me bah aaye
samajh lena ke wo hoon mai


bakarar
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:26:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer