SAPNO KI DUNIYA

by sandhaya on January 08, 2005, 07:14:27 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
Print
Author  (Read 15565 times)
sandhaya
Guest
«Reply #135 on: April 30, 2005, 05:44:35 AM »
Quote from: "rawat"
Quote from: "sandhaya"
dil na jane aaj kyun ro raha hai
konsa zakam hai jiske nisan doh raha hai
Hum kaise samjaye iss nadan dil ko
ye tuh kisi ki yaad main gehri neend soo raha hai

ye dil jo aaj ro raha hai
shayad teri bewafayi ke daag dho raha hai
tu bhi jal rahi hai ies aag main
jis me jal tera ashiq barson se soo raha hai

dil ko tuh bewaffa ke liye rulata kyun hai
dil tutta hai tera tuh tuh dil lagata kyun hai
nahi samajte vo tere dil ke zazbaaton ko
tu unhe apne jajbaat dikhata kyun hai
nahi hogi teri ye dua kabi bhi kabul
phir apni har dua main tuh unke liye haath uthata kyun hai
ek bewaffa ke pyaar main khokar tuh khuda se takrata kyun hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sapno me mere... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
sapno ke agan me by kuch_ankaha_sa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sapno ki duniya... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi
sapno ki duniya by priyanka.jasmine in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sapno ki duniya by aakhri thokar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sandhaya
Guest
«Reply #136 on: May 02, 2005, 08:37:49 AM »
zindagi hasin ho jati hai aksar kisi ke aane se
par kyun ho jati hai bojal kisi ke jaane se
kyun hoti hai aankhen nam sapno ke tutt jane se
kya hum jite nahi the pehle kisi ki aane se,kisi ke jane se
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #137 on: May 03, 2005, 05:31:37 AM »
bahar aai thi tere aane se tuh gaya tuh vo bhi chali gai
jaise rutth gai ho tere saath saath vo bhi humse
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #138 on: May 06, 2005, 12:56:26 PM »
Good job everyone ...
Keep it up all ...

Jinhe punya samjha tha wo paap nikle,
Jinhe wardaan samjjha tha wo abhishaap nikle,
Jinhe mitr samjhkar apnaya tha maine,
wo aastin mein chhupe saap nikle ......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #139 on: May 06, 2005, 09:32:14 PM »
nice .....................all

Pather pani me mat feko, use koi aur bhi pita hai,
jindagi jini hai to has ke jio, tumhe dekh kar koi aur bhi jita hai.
_________________
khobe khobe na dard aapo mane ,
gum no samundar laie ne betho chhu,
bhikhari chu tara prem no ,
baki to sikandar thai ne betho chhu

Logged
sandhaya
Guest
«Reply #140 on: May 07, 2005, 04:45:55 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
nice .....................all

Pather pani me mat feko, use koi aur bhi pita hai,
jindagi jini hai to has ke jio, tumhe dekh kar koi aur bhi jita hai.
_________________
khobe khobe na dard aapo mane ,
gum no samundar laie ne betho chhu,
bhikhari chu tara prem no ,
baki to sikandar thai ne betho chhu

dekhte hai hum unko aur dil dhdakhta hai
ki jaise jaan meri unme hi basti ho
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #141 on: May 07, 2005, 08:44:13 AM »
Quote from: "sandhaya"
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI, VO SAPNO MAIN MERE AATA HAI
VO PAAS KABI NAHI AATA HAI, BAS DUR SE MUJHE SEHLATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI,

VO KUCH ANKAHA SA KEHTA HAI, MAIN KUCH ANKAHA SA SUNTI HUN
KEH KAR VO CHUP JATA HAI, JAISE MUJHSE GABRATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

AANKH KULE KHO JATA HAI, PHIR SAPNE MEIN MIL JATA HAI
NAHI PEHCHAAN PAATI HUN ISS CHEHRE KO MAIN PHIR BHI DIL KO BAHUT YE BAHTA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

JAB MILTA NAHI VO SAPNE MEIN MUJHKO, MAIN DUNDTI HUN HAQIQAT MAIN USKO
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

aap khushnaseeb hain, aakhir woh chehra sapnon mein to aata hai,
devdas woh badnaseeb hain, sapnon mein bhi koi nahin aata hai

anyway, very nice work, keep it up
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #142 on: May 07, 2005, 09:19:31 AM »
Quote from: "Devdas_online"

sukhriya Devdas ji .........

tu kyun kehta hai khudko badnasee devdas
ki tere kismat bhi hai koi tu uska intzaar tuh kar
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #143 on: May 07, 2005, 11:32:00 PM »
nice ..............................good lines by sandhya.............thanx for reply.............

how is my NINI  now........................?
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004

View Profile
«Reply #144 on: June 25, 2005, 02:56:57 PM »
nice all.......................... very nice

keeeeeeeeep writing!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #145 on: July 13, 2005, 07:31:11 AM »
Sapna jo hi dekha maine vo gir aankhon se aur tutt gaya
ek tera hi saath tha meri kismat main na jaane kyun tu bhi mujhse ruth gaya
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #146 on: July 13, 2005, 08:21:16 AM »
Quote from: "sandhaya"
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI, VO SAPNO MAIN MERE AATA HAI
VO PAAS KABI NAHI AATA HAI, BAS DUR SE MUJHE SEHLATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI,

VO KUCH ANKAHA SA KEHTA HAI, MAIN KUCH ANKAHA SA SUNTI HUN
KEH KAR VO CHUP JATA HAI, JAISE MUJHSE GABRATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

AANKH KULE KHO JATA HAI, PHIR SAPNE MEIN MIL JATA HAI
NAHI PEHCHAAN PAATI HUN ISS CHEHRE KO MAIN PHIR BHI DIL KO BAHUT YE BAHTA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

JAB MILTA NAHI VO SAPNE MEIN MUJHKO, MAIN DUNDTI HUN HAQIQAT MAIN USKO
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

wahhhhhhhhhh bahut ahhcha likha hai Sandhaya..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #147 on: July 13, 2005, 09:29:21 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "sandhaya"
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI, VO SAPNO MAIN MERE AATA HAI
VO PAAS KABI NAHI AATA HAI, BAS DUR SE MUJHE SEHLATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI,

VO KUCH ANKAHA SA KEHTA HAI, MAIN KUCH ANKAHA SA SUNTI HUN
KEH KAR VO CHUP JATA HAI, JAISE MUJHSE GABRATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

AANKH KULE KHO JATA HAI, PHIR SAPNE MEIN MIL JATA HAI
NAHI PEHCHAAN PAATI HUN ISS CHEHRE KO MAIN PHIR BHI DIL KO BAHUT YE BAHTA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

JAB MILTA NAHI VO SAPNE MEIN MUJHKO, MAIN DUNDTI HUN HAQIQAT MAIN USKO
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

wahhhhhhhhhh bahut ahhcha likha hai Sandhaya..............
sukhriya Khushi ji ...........
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004

View Profile
«Reply #148 on: July 13, 2005, 11:45:45 AM »
very nice all of u

 keep writing.

                muhabbat ye kis mukaam par hai le aayi
   bheerh main hoon phir bhi hai ek tanhaayi
   ye pyaar ka imtihaan hai ya maine hai saza paayi
    paas rahakar bhi kyoon kismat aayi ye judaayi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #149 on: July 14, 2005, 07:40:28 AM »
Mahobaat tuh tanhai main bhi hasna sikhati hai
roote hue har bande ko mahobaat hasati hai
ruth jaate jo koi bhi tuh usse kaise manaye ye batati hai
judai hi sahi isme bhi mahobaat ek ajeeb sa maza badati hai
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:36:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer