SAPNO KI DUNIYA

by sandhaya on January 08, 2005, 07:14:27 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
Print
Author  (Read 15790 times)
Aryaan
Guest
«Reply #45 on: April 13, 2005, 06:14:31 AM »
Tassawur mein sada aao, magar kuch tairna seekho
Tum hamesha doob jaate ho, mere ashkon ke toofan mein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sapno me mere... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
sapno ke agan me by kuch_ankaha_sa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sapno ki duniya... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi
sapno ki duniya by priyanka.jasmine in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sapno ki duniya by aakhri thokar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sandhaya
Guest
«Reply #46 on: April 13, 2005, 07:44:50 AM »
Quote from: "Aryaan"
Tassawur mein sada aao, magar kuch tairna seekho
Tum hamesha doob jaate ho, mere ashkon ke toofan mein


teri aankhon main duub ke hi mujhe manjil mili hai
tere aane se zindagi main meri zindagi khili hai
kya karenge hum ubhar ke tufano se
ke tujhme duub ke hi tuh khud ki pehchaan mili hai
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #47 on: April 13, 2005, 09:40:50 AM »
kuch Yoon chahta hoon, tujhe apna banana chahata hoon.
hokar tera tujhe zindagi main apnana chahata hoon.
ye jhil si aankhenn na karo is kadar band
ki in jhil si aankhon main doob jana chahata hoon.
dil de diya hai tujhko tere dil ka hissa hona chahata hoon.
jalti hai duniya is saath se humare ek baar maan jao
ki is duniya ek baar aur jalana chahata hoon.
aa dekh dekh mere dill ka haal
ki kitana pyaar hai tujhse tujhe ye batlana chahata hoon.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #48 on: April 13, 2005, 09:51:07 AM »
Quote from: "rawat"
kuch Yoon chahta hoon, tujhe apna banana chahata hoon.
hokar tera tujhe zindagi main apnana chahata hoon.
ye jhil si aankhenn na karo is kadar band
ki in jhil si aankhon main doob jana chahata hoon.
dil de diya hai tujhko tere dil ka hissa hona chahata hoon.
jalti hai duniya is saath se humare ek baar maan jao
ki is duniya ek baar aur jalana chahata hoon.
aa dekh dekh mere dill ka haal
ki kitana pyaar hai tujhse tujhe ye batlana chahata hoon.


very nice wording Rawat............

tuh ye kya chahta hai
apne dil ke liye dard chahta hai
kho jayega tuh uski jhil si aankhon main
tuh kyun be mout marna chahta hai
duniya tuh jal jayegi ek pal ke liye
tuh khud kyun ishq ki aag main jalna chahta hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #49 on: April 13, 2005, 09:59:20 AM »
Quote from: "sandhaya"
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI, VO SAPNO MAIN MERE AATA HAI
VO PAAS KABI NAHI AATA HAI, BAS DUR SE MUJHE SEHLATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI,

VO KUCH ANKAHA SA KEHTA HAI, MAIN KUCH ANKAHA SA SUNTI HUN
KEH KAR VO CHUP JATA HAI, JAISE MUJHSE GABRATA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

AANKH KULE KHO JATA HAI, PHIR SAPNE MEIN MIL JATA HAI
NAHI PEHCHAAN PAATI HUN ISS CHEHRE KO MAIN PHIR BHI DIL KO BAHUT YE BAHTA HAI
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI

JAB MILTA NAHI VO SAPNE MEIN MUJHKO, MAIN DUNDTI HUN HAQIQAT MAIN USKO
EK CHEHRA MUJHE BULATA HAI


wonderfull Sandhya.......yeh to jaane pehchaane ehsaas lagte hai.............keep the good work comming.............
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #50 on: April 13, 2005, 11:02:11 AM »
nice sandhya !!!!!! very nice reply




ies bari duniya se toh ye dard achcha,
ies jhooti duniya se apna pyar sachcha,
ies duniya main be maut marna bhi kya marana,
ies se toh ishq ki aag main jalana achcha,
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #51 on: April 13, 2005, 11:49:43 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Aryaan"
Tassawur mein sada aao, magar kuch tairna seekho
Tum hamesha doob jaate ho, mere ashkon ke toofan mein


teri aankhon main duub ke hi mujhe manjil mili hai
tere aane se zindagi main meri zindagi khili hai
kya karenge hum ubhar ke tufano se
ke tujhme duub ke hi tuh khud ki pehchaan mili hai

Bohat achey Sandhaya.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: April 14, 2005, 12:52:39 AM »
sapnoon ki duniay mein ajan acha nahin lgta
tere bina aba zinda rehna acha anhin lagta
tu mujhs  doour hai tu  meri jaan
mujhay yahan kuch bhi acha nahin lagta
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #53 on: April 14, 2005, 04:26:16 AM »
Quote from: "rawat"
nice sandhya !!!!!! very nice reply




ies bari duniya se toh ye dard achcha,
ies jhooti duniya se apna pyar sachcha,
ies duniya main be maut marna bhi kya marana,
ies se toh ishq ki aag main jalana achcha,


thanks u and good one too.......

duniya buri sahi par yahan log ache bhi hai
tuh kyun darta hai ise jhutti  duniya se
yahan log sache bhi hote hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #54 on: April 14, 2005, 04:44:50 AM »
Bohat khoob Sandhaya & Rawat.....

Sehraa ka ik darakht hoon tanhaiyon mein gumm
Aise  na  apni  zaat  mein,  khoya  kare  koi....
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #55 on: April 14, 2005, 04:45:42 AM »
Nice vey good!!!!!!!!

mana duniya main log ache hote hain
woh bhi toh pyaar karne waalen hote hain
joh dartey nahi kabhi ies jhuti duniya se
woh pyaar karne waale akhir sache toh hote hain.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #56 on: April 14, 2005, 05:03:49 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Sandhaya & Rawat.....

Sehraa ka ik darakht hoon tanhaiyon mein gumm
Aise  na  apni  zaat  mein,  khoya  kare  koi....


tanhaiya na rahengi jab vo tumhe mil jayenge
hassi hi muskurayegi teri zindagi main Aryaan
jab vo banke dulhan vo teri duniya main aayenge
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #57 on: April 14, 2005, 05:11:42 AM »
Quote from: "rawat"
Nice vey good!!!!!!!!

duniya ke rahne waale log ache sahi
pyaar karne wale ies jhuti duniya se kabhi dare nahi
woh toh jhuk jaate hain pyaar ki khaatir
par ye jahaan fitrat kabhi badalta nahin
.


zamaana zalim hai tuh uski parvah na kar
kar guzar jo tune dil main tani hai
ye duniya manegi tere zazbaaton ko
tuh nibha waffaien mahobat ki wakt ko barbaad na kar
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #58 on: April 14, 2005, 05:14:19 AM »
very good !!!!! god job araya nad sandhya!!!!!!!! :wink:  roking
I like it!!!!!!!!!!!

Tahaiyan na rahengi jab woh tume mil jayenge
hansi hi rahegi  sirf tere chehre par.
dukh ke saath kahat hoon aye dost duniya waale
hi use lejar tere paas chale aayenge.
na rahega too kabhio udaas, jab woh rahegi sada tere pass.........
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #59 on: April 14, 2005, 05:19:05 AM »
wah katil sandya very good!!!!!!!!!!!!!!!!!


nahi karata parwah jamane ki, sada karat hoon koshish wada nibhane ki
par wada nibha bhi raha hoon apne pyaar ko parwaan charhane ko,
dikha doonga hota hai pyaar main kitana dum ek din zamaane ko.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:51:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer