SAPNO KI DUNIYA

by sandhaya on January 08, 2005, 07:14:27 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
Print
Author  (Read 15668 times)
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #90 on: April 15, 2005, 08:13:35 AM »
kitana bebas he insan kismat ke aage,
kitana dur he sapone hakikat ke aage,
koi ruki hue dhadakan ce puchhe,
kitana tadapata he ye dil mohobbat ke aage...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sapno me mere... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
sapno ke agan me by kuch_ankaha_sa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sapno ki duniya... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi
sapno ki duniya by priyanka.jasmine in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sapno ki duniya by aakhri thokar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #91 on: April 15, 2005, 08:24:32 AM »
Kuchh pal ke liye aa jaao vaapis ,
Hum dil ki kahaani keh denge...
Samje na tum aankho se ;
woh baat zubaani  keh denge
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #92 on: April 15, 2005, 08:37:09 AM »
Quote from: "rawat"
Waqt ke aanchal mai pathar bhi pighal jate hai,
Keh kahe tut kar armano mai bikhar jate hai,
kaun kisko yaad karta hai umra bhar,
waqt ke saath khayalat badal jate hai.


wakt badal jata hai tuh raahein badal jati hai
ache ache logon ki nigahain badal jati hai
saathi chut jate hai rishte tutt jate hai
aankhon se ashq behte hai dil bhi tutt jate hai
zindagi bhoj lagne lagti hai saansein bhi tham jati hai
jab wakt badal jata hai tuh raahein badal jati hai
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #93 on: April 15, 2005, 08:55:05 AM »
waqt marhm ban jata hai
aur yaadein zakhm dey jati hai
insaan bewafi karta hai
aur khuda maaf karta jata hai
mohabbat dard bari hai kahani
aur zindgai aik mushkil manzil hai
hum aur tum aik hissa hai is pal mein
jo aj hai aur kal nahi
yeh lamhey hai ke na khushi ban ke
rehtey hain na dard....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #94 on: April 15, 2005, 09:44:02 AM »
Quote from: "rawat"
waqt marhm ban jata hai
aur yaadein zakhm dey jati hai
insaan bewafi karta hai
aur khuda maaf karta jata hai
mohabbat dard bari hai kahani
aur zindgai aik mushkil manzil hai
hum aur tum aik hissa hai is pal mein
jo aj hai aur kal nahi
yeh lamhey hai ke na khushi ban ke
rehtey hain na dard....


good again...........

acha wakt ki achi yaadien hume hasati hai
aur wakt bura ho tuh yaadein dard de jati hai
aceh wakt main hum sab saath hote the
tuh kyun bure wakt main sab saath chod jate hai
Logged
Meena
Guest
«Reply #95 on: April 15, 2005, 04:00:46 PM »
nice!!!!!!!!!!!!

milte hai yaha log raha dikhane ke liye,
mil kar aur phir bichad jane ke liye,
khud pe barosa rakh aur tanha rehne sikh le,
ke milte nahin log yaha saath nibane ke liye!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #96 on: April 15, 2005, 11:04:51 PM »
;;;;;;;;;;;;;;;;^ good work ^;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #97 on: April 16, 2005, 01:41:07 AM »
Bohat umdah....Rawat, Sandhaya & Meena..............
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #98 on: April 16, 2005, 08:22:11 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat umdah....Rawat, Sandhaya & Meena..............


good meena ..............

aur shukriya faree aryaan & meena..........thank u
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #99 on: April 16, 2005, 08:36:42 AM »
very nice all of u!!!!!!!!!!



Apki zindagi main kabhi koi gum na hon
Aapki aankhen kabhi num na hon
Apko mile zindagi ki har khushi
Bhale hi ous khushi mein hum na hon.
Logged
Meena
Guest
«Reply #100 on: April 16, 2005, 11:05:39 AM »
thank u dosto!!!!!!!!

very niceeeeeeeeeee rawat ji!!!!!!!!!!!!!!!

dukh is baat ka hai ke hum teri kushiyon ka hissa nahin,
jab ke tere bin meri kushi kushi nahin!!!
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #101 on: April 17, 2005, 09:04:29 AM »
khushi toh yaar ki khushi se hi hoti hai
ye zindagi bhi kisi yar par fida hoti hai
le jatih hai mohabbat un rahon par
jahaan ishq ke dard main bhi ek khushi hoti hai.......
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #102 on: April 17, 2005, 09:10:10 AM »
Quote from: "sandhaya"



good again...........

acha wakt ki achi yaadien hume hasati hai
aur wakt bura ho tuh yaadein dard de jati hai
aceh wakt main hum sab saath hote the
tuh kyun bure wakt main sab saath chod jate hai



nice one!!!!!!!!!!!!!!!!! Usual Smile


ache waqt ki yaaden humain hasati hain
bure waqt ki yaaden ek zakhm de jati hain
unke saath bitaye hua ache waqt ki yaad naasur ban ubhar aati hai
naa chahen toh bh ye aankh unki yaad main chalak jatin hai.......
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #103 on: April 17, 2005, 11:40:01 AM »
Thanks Sandhaya ...


Chahat karke hum luta na sake,
Mand kar use hum luta na sake,
Pyaar ke dhaai akshar mein hai shakti itni,
Ki door rahte hue bhi judaa ho na sake ...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #104 on: April 18, 2005, 01:37:46 AM »
Bohat achey Rawat, Meena & JHL......

Muskurahat ki raushni ka sababb
Aansuon ke charaagh hote hain
Jinke chehre hon chaand ki soorat
Unnke dil mein bhi daagh hote hain
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 13
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:53:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer