Sati Pratha !

by salma786 on January 14, 2009, 04:02:50 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 7062 times)
salma786
Guest
Bachpan bhi dekha nahi,
Bandhan me bandh diya,
Samajh bhi aya nahi,
Kab kanyadan kiya!

Pita se pyar na mila,
Pati,Pita saman diya,
Kya khwahish karte khusiyo ki?
Sapno ka balidan kiya!

Ye kaisi pratha purani,
Jo nari se balidan liya,
Mujhe jalti cheeta pe,
Apno ne hi phek diya!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dahej Pratha-Ek Abhishaap by Aakash16 in Hindi Poets
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2009, 04:16:22 PM »
Bachpan bhi dekha nahi,
Bandhan me bandh diya,
Samajh bhi aya nahi,
Kab kanyadan kiya!

Pita se pyar na mila,
Pati,Pita saman diya,
Kya khwahish karte khusiyo ki?
Sapno ka balidan kiya!

Ye kaisi pratha purani,
Jo nari se balidan liya,
Mujhe jalti cheeta pe,
Apno ne hi phek diya!



Good topic... and emotive lines...
haan pratha purani hai... but aaj bi nari ka balidan hote rehta hai.
kabhi sati ke naam pe, kabhi dehej ke naam pe nari ko agni me
pravesh karna padta hai...  sad7

Andha Rajya Andha Prajaa....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2009, 04:20:27 PM »
Bachpan bhi dekha nahi,
Bandhan me bandh diya,
Samajh bhi aya nahi,
Kab kanyadan kiya!

Pita se pyar na mila,
Pati,Pita saman diya,
Kya khwahish karte khusiyo ki?
Sapno ka balidan kiya!

Ye kaisi pratha purani,
Jo nari se balidan liya,
Mujhe jalti cheeta pe,
Apno ne hi phek diya!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ek ek shabd kamaal ka apne apni rachna main piroya hai... wah.. bahoot khoob... bahoot he saralta se apne itne gahre dukh ko ek larri ki tarah piro kar yah kavita banai hai.. bahoot acha laga parr kar... Good creation salma!!!! Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: January 14, 2009, 10:00:18 PM »
Wonderful presentation Salma Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: January 15, 2009, 09:02:39 AM »
Nice....
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2009, 05:12:17 AM »

Good topic... and emotive lines...
haan pratha purani hai... but aaj bi nari ka balidan hote rehta hai.
kabhi sati ke naam pe, kabhi dehej ke naam pe nari ko agni me
pravesh karna padta hai...  sad7

Andha Rajya Andha Prajaa....


Shukriya Roja sis... thanks for ur addition Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: March 09, 2009, 05:13:39 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ek ek shabd kamaal ka apne apni rachna main piroya hai... wah.. bahoot khoob... bahoot he saralta se apne itne gahre dukh ko ek larri ki tarah piro kar yah kavita banai hai.. bahoot acha laga parr kar... Good creation salma!!!! Applause Applause Applause

Shukriya Pooja sis .... apko pasand ayi notworthy
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2009, 05:14:19 AM »
Shukriya Rajesh ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: March 09, 2009, 05:15:29 AM »
Thanks sajid ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:19:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer