savaal ye hai kitaabo.n ne kyaa diyaa mujahko

by husain52 on January 21, 2005, 11:25:57 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2675 times)
thycreator
Guest
«Reply #30 on: January 26, 2005, 12:15:39 PM »
Quote from: "husain52"
nice lines thycreator

dil pe agar mere mera ikhteyar hota
sach keh raha hoon dost mujhe kabhi pyar nahi hota


Thanx Husain ji.....

Ye toh sach kaha tumne ki dil pe ikhteyar nahi hota,
Magar aise jeene ka koi sil e silwar nahi hota,
Usne jo na ki fikr apki toh kyu ho gamjada,
Jo dilko hi na samjha wo dildaar nahi hota...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Savaal....Ek Javaab by Ghayal in Shayri-E-Dard
Dil Se Nikle Kuchh Savaal.... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Jaaney kyaa kah diyaa hai by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
BACHCHO KO KITAABO KE BOJH SE......masoom by Masoom Shahzada in Shayri-E-Dard
KYAA DIYAA TU NE by surindarn in Shayri-E-Dard
pandit
Guest
«Reply #31 on: January 26, 2005, 12:16:40 PM »
gud hussain....
sikke k do pehloo hai pyaar aur dard,
sabko ek milta hai ya pyaar ya dard.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #32 on: January 26, 2005, 12:20:32 PM »
Quote from: "pandit"
gud hussain....
sikke k do pehloo hai pyaar aur dard,
sabko ek milta hai ya pyaar ya dard.


Wah Pandit ji,

Sikke ke do pehloo pe kisse hai aitraaz aye dost,
Dukh toh hai ki meri kismat ko sada dard hi mila.
Logged
husain52
Guest
«Reply #33 on: January 26, 2005, 02:08:18 PM »
kya baat hai thycreator and pandit

gulshan ki fakhat phoolon se nahi kaanto se bhi zeenat hoti hai
jeene ke liye is duniya mein gam ki bhi zaroorat hoti hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #34 on: January 26, 2005, 02:20:08 PM »
Quote from: "husain52"
kya baat hai thycreator and pandit

gulshan ki fakhat phoolon se nahi kaanto se bhi zeenat hoti hai
jeene ke liye is duniya mein gam ki bhi zaroorat hoti hai


Sahi kaha hai ye kissi ne dost,
Dunia ko jeene ki kuch aisi misaal hum denge aye dost,
Ab tak khushi ke liye tarse, ab khushi hamare liye tarsegi.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #35 on: January 26, 2005, 02:20:38 PM »
Quote from: "husain52"
kya baat hai thycreator and pandit

gulshan ki fakhat phoolon se nahi kaanto se bhi zeenat hoti hai
jeene ke liye is duniya mein gam ki bhi zaroorat hoti hai


Sahi kaha,
Dunia ko jeene ki kuch aisi misaal hum denge aye dost,
Ab tak khushi ke liye tarse, ab khushi hamare liye tarsegi.
Logged
husain52
Guest
«Reply #36 on: January 26, 2005, 02:57:39 PM »
phuulo.n se chaman aasmaa.N taaro.n se bharaa hai
ummiid kaa daaman meraa yaado.n se bharaa hai
qismat ne sitam aise kiye sah nahii.n paaye
kahane ko bahut kuchh thaa magar kah nahii.n paaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: January 26, 2005, 03:00:37 PM »
Nice ALL!!!!
Logged
husain52
Guest
«Reply #38 on: January 27, 2005, 02:24:44 PM »
thax poojaji
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:43:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer