Sawaal...

by angel4u on May 11, 2007, 06:24:36 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2060 times)
nikki
Guest
«Reply #15 on: May 18, 2007, 02:45:23 PM »
beautifull poem Angel...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Sawaal... by MøÐëRñ ÐëvDå$ in Shayri-E-Dard
sawaal ummat e daawat(jannati tum dauzakhi hum yeh koi ensaaf hai) by muna massood in Shayari-e-Parastish
Aap Sab Se Mera Aik Sawaal by Ghulam Haider in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
Pooja
Guest
«Reply #16 on: May 18, 2007, 04:04:16 PM »
Bahot ache Angle.... Good one Netra ji... sabhi ne bahoot acha likha hai

Ek Koshish meri taraf se..

Tum karte ho sawal zindagi ki subah se
Hum Zindagi ki sham se uljhe baithe hai

Ek waqat tha, waqat lagta tha apni muthi main
Ajj khali hatho mai, chand pal liye baithe hai

Ro – ro kar sukhi hai ankhein, dil mai hazar jakham
Le le aor imtihaan, ajj bhi lub per muskaan liye baithe hai

Na main badli, na tu badla, waqat hi bas badlta raha
Ajj bhi teri gali main, tere sawalo ka jawab liye baithe hai

Tum karte ho sawal zindagi ki subah se
Hum Zindagi ki sham se uljhe baithe hai!!
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #17 on: May 19, 2007, 04:59:55 AM »
Quote from: "Pooja"
Bahot ache Angle.... Good one Netra ji... sabhi ne bahoot acha likha hai

Ek Koshish meri taraf se..

Tum karte ho sawal zindagi ki subah se
Hum Zindagi ki sham se uljhe baithe hai

Ek waqat tha, waqat lagta tha apni muthi main
Ajj khali hatho mai, chand pal liye baithe hai

Ro – ro kar sukhi hai ankhein, dil mai hazar jakham
Le le aor imtihaan, ajj bhi lub per muskaan liye baithe hai

Na main badli, na tu badla, waqat hi bas badlta raha
Ajj bhi teri gali main, tere sawalo ka jawab liye baithe hai

Tum karte ho sawal zindagi ki subah se
Hum Zindagi ki sham se uljhe baithe hai!!


wah pooja jee bhoot khoob likhtee hai aap.........

ek koshish aapke liye meri taraf se bhee

n tum sa hai n hoga tumsa koi is jaha me aye musafir
muskarahat kee dava ke sahare gam sare pee jate hao tum
ye bhee ek swal hai jo hamne kiya hai is jindgee se, aye musafir
de de gam sare hame uske ,de de ek muskan sachi see is musafir ko
banade kudrat ek din liye 'khuda' mujhe is musafir ke liye
Logged
angel4u
Guest
«Reply #18 on: May 19, 2007, 06:01:44 PM »
Thanks all of you...

Sawalon ke bhanwar mein ghir gayi zindagi meri,
saanso se zyada in jawabon ki talab mein kho gayi zindagi meri,
chaha tha ek aashiyaan mohabbat ka banayenge hum,
bas tinko tinko mein bikhar gayi zindagi meri... sad5
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: May 20, 2007, 10:52:18 PM »
Nice one Angle...

Dil se shukaria Netra ji.... bahoot hi simple lines mai bahoot gahri baat likh gaye hai app...

pad kar apko, k muskaan lub per aai hai
gum du is khuda ko main, yah kaise khwish jatlaai hai
kismat hai mari yah, mujko ko sehane do
karam hai mere khud ke shayad, jo aise zindagi bitaai hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #20 on: May 26, 2007, 05:11:54 PM »
Wowwww Pooja sis excellent poem ....these lines r superbbb

Ek waqat tha, waqat lagta tha apni muthi main
Ajj khali hatho mai, chand pal liye baithe hai

Na main badli, na tu badla, waqat hi bas badlta raha
Ajj bhi teri gali main, tere sawalo ka jawab liye baithe hai


Baaki sabne bhi bahut hi pyara likha hai...keep writing all of u..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #21 on: May 26, 2007, 05:26:36 PM »
really nice ones pooja di and nikki Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:41:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer