HumTum
Guest
|
DostooN, aaj ek baar phir se aap sabka isteqbaal karta huN meiN .. apne aashiyane maiN... umeed hai khariyat har jagah faili hogi ... shayri e dard maiN dard pe likha jata hai ye koi nayi baat nahi ... Aaj mein phir se ik dard bra kalam le ke aaya hun. Mudd'a hai ki hamey pyar mein kissi se shart-e-wafa rakhni chahiye ya nhi. to inhhi batooN ka zikr meiney apni iss kalam mein kiya hai jo Aap sab ki nazar ker rha hooN. umeed hai ke hamesha ki trah aap Apney anmol lafzo se iss ka mol lgaeygeY. to pesh-e-kidmat hai.....
Is Zamane Sey Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay Dil Lagayein Gay To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gay
Na Dikhayain Gay Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain Dard Uthey Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gay
Jaan De Daingein Agar Aik Ishaara Kar De Ham Usey Apne Liye Bhi Na Bacha Rakhain Gay
Sab Hata Daingay Teri Raah Ki Rukawat "Hamdam" Ghar Ke Darwazey Ko Har Waqt Khula Rakhain Gay
Unki Har Baat Ko Bhooley Se Na Bhoolain Gein "HumTum" Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gay
Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki "HumTum" Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gay
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 16, 2005, 04:28:18 PM » |
|
Bohat khoob HumTum....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 16, 2005, 04:28:55 PM » |
|
Bohat khoob..... Thanks Aryaan ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #3 on: March 16, 2005, 05:01:14 PM » |
|
wah ji wahhhhhh!!!!
:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #4 on: March 16, 2005, 05:05:11 PM » |
|
wah ji wahhhhhh!!!!
:D Shukriya ji Shukriya...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diva
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 16, 2005, 05:11:28 PM » |
|
kya baat hai humtum ji aap ne toh hume pura hila kar rakh diya waise aapka signature bhi mast hai keep writin da ue oo good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #6 on: March 16, 2005, 05:15:54 PM » |
|
kya baat hai humtum ji aap ne toh hume pura hila kar rakh diya waise aapka signature bhi mast hai keep writin da ue oo good teh dil se Shukriya kabool kijiye Diva ji.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lava
Guest
|
|
«Reply #7 on: March 16, 2005, 07:58:37 PM » |
|
DostooN, aaj ek baar phir se aap sabka isteqbaal karta huN meiN .. apne aashiyane maiN... umeed hai khariyat har jagah faili hogi ... shayri e dard maiN dard pe likha jata hai ye koi nayi baat nahi ... Aaj mein phir se ik dard bra kalam le ke aaya hun. Mudd'a hai ki hamey pyar mein kissi se shart-e-wafa rakhni chahiye ya nhi. to inhhi batooN ka zikr meiney apni iss kalam mein kiya hai jo Aap sab ki nazar ker rha hooN. umeed hai ke hamesha ki trah aap Apney anmol lafzo se iss ka mol lgaeygeY. to pesh-e-kidmat hai.....
Is Zamane Sey Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay Dil Lagayein Gay To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gay
Na Dikhayain Gay Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain Dard Uthey Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gay
Jaan De Daingein Agar Aik Ishaara Kar De Ham Usey Apne Liye Bhi Na Bacha Rakhain Gay
Sab Hata Daingay Teri Raah Ki Rukawat "Hamdam" Ghar Ke Darwazey Ko Har Waqt Khula Rakhain Gay
Unki Har Baat Ko Bhooley Se Na Bhoolain Gein "HumTum" Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gay
Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki "HumTum" Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gay
HumTum wah wah janaab.......... bahut hee behatar...hmmmmmmm:))
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*BROKEN DREAM*
Guest
|
|
«Reply #8 on: March 16, 2005, 08:58:50 PM » |
|
waoowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww humtum bohot khoob likha hai.... dil mein utar ayi yeh baathein aapki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 16, 2005, 09:54:26 PM » |
|
nice one humtum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dhadkan
Guest
|
|
«Reply #10 on: March 17, 2005, 08:30:52 AM » |
|
kya baat hai Humtum bahut hi khoob...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #11 on: March 17, 2005, 09:03:50 AM » |
|
DostooN, aaj ek baar phir se aap sabka isteqbaal karta huN meiN .. apne aashiyane maiN... umeed hai khariyat har jagah faili hogi ... shayri e dard maiN dard pe likha jata hai ye koi nayi baat nahi ... Aaj mein phir se ik dard bra kalam le ke aaya hun. Mudd'a hai ki hamey pyar mein kissi se shart-e-wafa rakhni chahiye ya nhi. to inhhi batooN ka zikr meiney apni iss kalam mein kiya hai jo Aap sab ki nazar ker rha hooN. umeed hai ke hamesha ki trah aap Apney anmol lafzo se iss ka mol lgaeygeY. to pesh-e-kidmat hai.....
Is Zamane Sey Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay Dil Lagayein Gay To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gay
Na Dikhayain Gay Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain Dard Uthey Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gay
Jaan De Daingein Agar Aik Ishaara Kar De Ham Usey Apne Liye Bhi Na Bacha Rakhain Gay
Sab Hata Daingay Teri Raah Ki Rukawat "Hamdam" Ghar Ke Darwazey Ko Har Waqt Khula Rakhain Gay
Unki Har Baat Ko Bhooley Se Na Bhoolain Gein "HumTum" Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gay
Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki "HumTum" Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gay
HumTum wah wah janaab.......... bahut hee behatar...hmmmmmmm:)) Shukriya lava ji n welcome to our world (yoindia)..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #12 on: March 17, 2005, 09:06:01 AM » |
|
waoowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww humtum bohot khoob likha hai.... dil mein utar ayi yeh baathein aapki teh dil se Shukriya Adaa karta hooN and a very warm welcome to yoindia...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #13 on: March 17, 2005, 09:06:43 AM » |
|
nice one humtum Shukriya Pooja ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #14 on: March 17, 2005, 09:07:11 AM » |
|
kya baat hai Humtum bahut hi khoob... Thanks Dhadkan....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|