Shayad

by Ravi_Dave on December 25, 2005, 03:31:42 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3388 times)
Ravi_Dave
Guest
Maana ke duniya ne dard aap ko bhi diya, aur hum ko bhi diya,
shardiyo mein zeher ka ghoot aap ne bhi piya, hum ne bhi piya
magar kyun chede jaa raho ho har zakhm jo waqt bhar chale,
aur dil-e-rog kyun laga rahe ho bhool kar har gile,

Majboori shayad unki bhi kuch thi jo woh door chale gaye,
ada uski aaj tak hum bhi nahi bhool paye (2)
keh jab bhi bhoolana chaha har tanhai,har maud mein sirf unki yaad aayi,

Ab to dua hai keh woh kahin phir miljaye,
kisi mehfil mein hum jalaye shaama, magar woh phiguljaye
tadap ka ehsaas unhe bhi ho, jo humne mehsus kiya unki jalak woh bhi paye,

Phir sochte hain yeh pyaar nahi, ek zaalim ka badla hain,
isiliye phir chale hain,
unhi talaash mein keh shayad kahi woh ek baar phir miljaaye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shayad mere dil ko by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
SHAYAD by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
shayad teri judai hi...... by pseudopsychic in Shayri-E-Dard
TUMKO SONP SAKU SHAYAD by KAVI AMIT SAGAR in Ghazals
Ravi_Dave
Guest
«Reply #1 on: July 17, 2006, 02:07:36 PM »
Shayad kal banegi baat,
jab milne jayenge,
agar pooch liya unhone haalat,
to zubaan par kaun sa jooth sajaayenge,
beech mein kahi aah naa jaaye zajbaat,
kaise dil-e-dard ko chupayenge,
madhosh hain aaj yeh raat,
kitna suhana din yeh kal banayenge,
kahi ho naa jaaye is khayal mein samaapat,
kya woh humari chitta ko aag lagaayenge!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 18, 2006, 01:32:12 PM »
Nice One Ravi Bhai,..
Keep It Up,.
And Keep Going
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #3 on: July 18, 2006, 01:36:35 PM »
Sukhriya JaanasheenJi!

dil-e-dard dena shayad unki fidrat hain,
yeh sehna shayad humare liye kudrat hain,
unko to sharm bhi nahi aati,
shayad pyaar mein dukh humari hi kahani ki hasrat hain!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 18, 2006, 01:39:26 PM »
Quote from: "Ravi_Dave"
Sukhriya JaanasheenJi!

dil-e-dard dena shayad unki fidrat hain,
yeh sehna shayad humare liye kudrat hain,
unko to sharm bhi nahi aati,
shayad pyaar mein dukh humari hi kahani ki hasrat hain!


Nice One Again Ravi Bhai,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 18, 2006, 01:40:41 PM »
Hasrat Nahi Thi Hume Bhi Gham Uthaane Ki,..
Isko Bhi Ek Hissa Zindagi Ka Samajhke Dil Se Lagaa Liya,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #6 on: July 18, 2006, 01:50:56 PM »
Bohat acche Bhai!

Galti beshumaar kar bethe pyaar samaj kar,
kya paata tha ek saaza hain,
ghumo ki aandhi se naata jodh liya,
nahi thi khabar ek guzarta dhuaan hain!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 18, 2006, 01:56:19 PM »
Quote from: "Ravi_Dave"
Bohat acche Bhai!

Galti beshumaar kar bethe pyaar samaj kar,
kya paata tha ek saaza hain,
ghumo ki aandhi se naata jodh liya,
nahi thi khabar ek guzarta dhuaan hain!


Lagaadi Aag Unhone Hamare Ashiaane Mein,..
Ab Darte Hain Ke Wo Aag Kahin Unka Ghar Na Jalaa De,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #8 on: July 18, 2006, 02:26:25 PM »
Ashiaane ko jaala kar ek baar moud kar naa dekha,
khushi saji huvi thi unke labon par,
yeh bhi naa socha ek baar,
ke ashiaana jaala lekin hum phigul rahe hain!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 18, 2006, 02:30:42 PM »
Quote from: "Ravi_Dave"
Ashiaane ko jaala kar ek baar moud kar naa dekha,
khushi saji huvi thi unke labon par,
yeh bhi naa socha ek baar,
ke ashiaana jaala lekin hum phigul rahe hain!


Nice One,..

Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: July 18, 2006, 02:35:35 PM »
bahoot khoob Ravi and JSheen..

kah kar payaar wo sawarth ka rishta bana baithe
hum apne sawarth mai, unki her jaffa bhula baithe

<bahoot dil se likhi hai yah lines, pata nahi kisi ko sahi matlab samjh mai ayye ya nahi>

http://www.yoindia.com/forums/here-vp511214.html#511214
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #11 on: July 18, 2006, 02:36:57 PM »
Sukhriya JaanasheenJi!

Dil jalta hain to shayad aankhen rooti hain,
din hota hain to in mein raatein sooti hain,
jise nahi pataa kya cheez hain dhoka,
inse sikhye ke bewaafai kya hoti hain!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: July 18, 2006, 02:38:59 PM »
apni khudgarji mai insaan, insaan na raha
apne matlab mai, hamesha kamyaab raha
her dua lout aai ban kar kismat meri
mere ansoo per, wo hamesha hansta raha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 18, 2006, 02:40:45 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Ravi and JSheen..

kah kar payaar wo sawarth ka rishta bana baithe
hum apne sawarth mai, unki her jaffa bhula baithe

<bahoot dil se likhi hai yah lines, pata nahi kisi ko sahi matlab samjh mai ayye ya nahi>

Achi Lines Hain Didi,..
Mujhe Samajh Mein Aaya,..
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #14 on: July 18, 2006, 02:42:22 PM »
Sukhriya PoojaJi n very touching!
Hum samaj gaye!

Dil lagaya humse unhone apne sawaarth ke liye,
hum samje yeh tamaasha hain pyaar ke liye,
kehte hain woh pyaar ise,
ke woh apne sawaarth ke liye hume zinda maar gaye!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:53:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer