Shayari...

by *Anjum* on March 24, 2006, 06:53:22 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Author  (Read 10002 times)
*Anjum*
Guest
«Reply #150 on: May 05, 2006, 07:14:16 PM »
Meri khushbu mera ghum meri dua lejaayega
sochti hu mere ghar se koi kya lejaayega
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shayari ( SMS ) by zindagi_kal_ho_na_ho in SMS , mobile & JOKES
New Shayari .... by saadusmani4u in SMS , mobile & JOKES
<<<<<<<<<<< MY SHAYARI > by himanshu55 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
shayari by chahat in SMS , mobile & JOKES « 1 2 ... 5 6 »
Is this SHAYARI by jatinder435 in Patriotic Poetry in Punjabi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #151 on: May 06, 2006, 07:17:21 AM »
Shukriya Anjum Ji And Nice One,..

Teri Khushboo Bhi Chahat Ka Asar Deti Thi, Kabhii,..
Ye Alag Baat Hai ke Tere Hone Se Bhi Aaj Main Tanha Hoon,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #152 on: May 06, 2006, 07:38:33 AM »
Likhne Ke Liye Kismat Ki Zaroorat Nahi Hoti,..
Wohi Likhta Hai Dard Jise Zindagi Se Mohabbat Nahi Hoti,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #153 on: May 06, 2006, 06:55:05 PM »
bahut khoob Azeem..Good reply
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #154 on: May 06, 2006, 06:55:42 PM »
Palkon se ek boond bhi barsi nahi to phir
galon par aansuon ke nishan kaise par gaye
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #155 on: May 06, 2006, 06:56:23 PM »

Ab raaton ke andhere hume raas aaye hain
humne apni zindagi me sirf ghum hi paaye hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #156 on: May 07, 2006, 09:49:16 AM »
Quote from: "*Anjum*"
bahut khoob Azeem..Good reply
Shukriya Anjum Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #157 on: May 07, 2006, 09:51:25 AM »
Quote from: "*Anjum*"
Palkon se ek boond bhi barsi nahi to phir
galon par aansuon ke nishan kaise par gaye
Khul Kar Jisne Ro Diya Wo Phir Kabhi Muskuraayega,..
Jisne Dard Dilmein Lekar Muskraaye Hain Unke Ansoon Ke Lakeer Marte Dum Tak Nahi Mitte,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #158 on: May 07, 2006, 09:53:47 AM »
Quote from: "*Anjum*"

Ab raaton ke andhere hume raas aaye hain
humne apni zindagi me sirf ghum hi paaye hain
Din Ke Ujaale Bhi Hamare Dil Ko Roshan Na Kar Sake,..
Jab Ke Humne Ghamon Mein Apni Zindagi Bitaa Di..,..
Raaton Ka Zikar Na Karo Phir Bhi Humse App,..
Ke Hum Wo Hain Jisne Subhe Mein Bhi Andhere Dekhe Hain,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #159 on: May 10, 2006, 10:04:00 AM »
Shukriya Majid Bhai,..


Ab Rote Hain Wo Hamare Jaane ke Baad,.
Jinhone Muskuraaya Tha Kabhi Mera Haal Dekh,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #160 on: May 10, 2006, 07:01:48 PM »
Waah..bahut khoob Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #161 on: May 10, 2006, 07:02:25 PM »
Humne roti Huyi aankhon Ko hasaya hai sada
is se behatar ibaadat nahi hongi hum se...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #162 on: May 12, 2006, 04:18:35 PM »
Shukriya Anjum,..

Mohabbat Mein Jisne Thokar Khaayi Hain,..
Usne Phir Kabhi Ibadat Nahi Ki Kisi Khuda Ki,..
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #163 on: May 12, 2006, 04:31:32 PM »
Rehte the kabhii dil mein jin ke,
Hum jaan se bhii pyaaron kii tarah,
baithe hain unhe ke kuuche mein,
Hum aaj gunah_gaaron kii tarah !
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #164 on: May 12, 2006, 04:35:23 PM »
Dil ki choton ne kabhi, chain se sone na diya,
jab chalee sard hawaa, maine tumhe yaad kiya
iska rona nahi ke,kyun kiya dil barbaad,
iska gham hai ke bahut der say barbaad kiya !
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:37:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer