Sheher-e-badnaam……Sahal

by sahal on December 11, 2012, 09:29:30 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1631 times)
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
     
                  Sheher-e-badnaam……Sahal

Main sheher-e-badnaam ka rehnewala hoon,
Husn ki gali,ishq ke muqaam ka rehnewala hoon

Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.

Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon.

Mujhe sazaa kya doge sazaa denewalo sunlo,
Ishq karna hai gar gunaah,to main gunaah karnewala hoon,

Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.

Mujhe azaab-e-jahan se kya darate ho logon,
Mujhe pala hai gham ne main gardishon mein rehnewala hoon.

Poochhtey hai tum kaam kya karte ho “sahal”,
Kehta hoon main berozgaari mein masroof rehnewala hoon.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na sheher by Saba_Saba in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tamannao ka sheher...Geet... by brokenbyluv in Miscellaneous Shayri
sheher-e-dard main by assi in Ghazals
Main kis sheher ka musaafir hun (by vb) by vb in Ghazals
Sheher-e-Gam by jazbaat in Share: Poetry of Pain
Ritesh Modi
Guest
«Reply #1 on: December 11, 2012, 09:36:41 AM »
Nice
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: December 11, 2012, 09:46:08 AM »
Nice
THANKS
Logged
shara63
Guest
«Reply #3 on: December 11, 2012, 09:48:27 AM »
Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.

kya jazba paya hai, bahut umda kalam hai ....daad-o-mubaarakbaad qubool karen Sahal sb!
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 11, 2012, 09:51:36 AM »
Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.

kya jazba paya hai, bahut umda kalam hai ....daad-o-mubaarakbaad qubool karen Sahal sb!
BOHUT SHUKRIYA SHARA JI ,,,NAWAZISH
   Thankyou !
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 11, 2012, 10:52:29 AM »

Good...nice feelings and effort to express....Raqeeb
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: December 11, 2012, 10:55:58 AM »
Good...nice feelings and effort to express....Raqeeb
Thankyou ! raqeeb
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: December 11, 2012, 11:35:02 AM »
nice one
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: December 11, 2012, 11:41:35 AM »
nice one
Thankyou ! anmol
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #9 on: December 11, 2012, 11:49:50 AM »
     
                  Sheher-e-badnaam……Sahal

Main sheher-e-badnaam ka rehnewala hoon,
Husn ki gali,ishq ke muqaam ka rehnewala hoon

Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.

Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon.

Mujhe sazaa kya doge sazaa denewalo sunlo,
Ishq karna hai gar gunaah,to main gunaah karnewala hoon,

Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.

Mujhe azaab-e-jahan se kya darate ho logon,
Mujhe pala hai gham ne main gardishon mein rehnewala hoon.

Poochhtey hai tum kaam kya karte ho “sahal”,
Kehta hoon main berozgaari mein masroof rehnewala hoon.




waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #10 on: December 11, 2012, 11:52:10 AM »

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Thankyou ! A.B
Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: December 11, 2012, 01:11:02 PM »
Bahut khoob sahal sb
behad umda likha hai aapne.

Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.

Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon. Applause

Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #12 on: December 11, 2012, 01:13:45 PM »
Bahut khoob sahal sb
behad umda likha hai aapne.

Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.

Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon. Applause


Thankyou ! mkv ji
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: December 11, 2012, 03:02:10 PM »
     
                  Sheher-e-badnaam……Sahal

Main sheher-e-badnaam ka rehnewala hoon,
Husn ki gali,ishq ke muqaam ka rehnewala hoon
bahut hi gandi jagah rahte ho ji.koi saaf shahr talaaosho to hum bhi aa sakein. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.
marne se pahle mujhe khabar zarur karna Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon.
haan ji shuru ho jaao. mere paas waise bhi aanso.n ka zakhira hai. main zalkm, operation, dard sab dekh kar ro deti hoon. icon_flower icon_flower icon_flower
Mujhe sazaa kya doge sazaa denewalo sunlo,
Ishq karna hai gar gunaah,to main gunaah karnewala hoon,
kab karo ge ye gunaah. marne ke baad ya pahle. schedule jaldi bataao. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.
abhi kaun si chaal hai tumhaari kawwe ki ya hans ki Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Mujhe azaab-e-jahan se kya darate ho logon,
Mujhe pala hai gham ne main gardishon mein rehnewala hoon.
wah wah acha hai. per kaun si jhopad patti mein rahte ho Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Poochhtey hai tum kaam kya karte ho “sahal”,
Kehta hoon main berozgaari mein masroof rehnewala hoon.
nahin ghalat shayri karne se fursat nahin to naukri kaun dhoondhe.. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard



sahal tum bura bhi maano to meri bala se.per bahut bahut bahut khoob likha hai tumne
............!
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #14 on: December 11, 2012, 03:19:04 PM »
     
                  Sheher-e-badnaam……Sahal

Main sheher-e-badnaam ka rehnewala hoon,
Husn ki gali,ishq ke muqaam ka rehnewala hoon

Mujhe maut ka khauf nahi,zindagi se shikayat hai,
Bebasi se jiya hoon,bekasi se marne wala hoon.

Tum dard se ro do ge ab sunker shayad,
Ek Dard bhara qissa sunane wala hoon.

Mujhe sazaa kya doge sazaa denewalo sunlo,
Ishq karna hai gar gunaah,to main gunaah karnewala hoon,

Tezz toofan se main dar kar ruk jaaon kyun kar,
Tumhe nahi pata main apni chal badalne wala hoon.

Mujhe azaab-e-jahan se kya darate ho logon,
Mujhe pala hai gham ne main gardishon mein rehnewala hoon.

Poochhtey hai tum kaam kya karte ho “sahal”,
Kehta hoon main berozgaari mein masroof rehnewala hoon.



Bohat Khub!!!  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:28:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer