----- /// Sikhaya to aapne hi hai /// -----

by klaskar on April 02, 2010, 06:26:28 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 8115 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: April 03, 2010, 08:53:17 PM »
Bahut bahut shukriya Koyal ji...!!!

aapki taaliyon ki liye main thank u kehna chahta hoon aaj,
par "bahut bahut shukriya aapka" kehna sikhaya to aapne hi hai...


Bahoot achha likha hai Kapil-ji aur Geet-di aap do no ne.... Applause Applause Applause

Poem ko padhna aur sarhanaa aadat hai meri
Par taali bajaana sikhaya tou aapne he hai
Winking Winking Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mummy ne sikhaya by qqplus in SMS , mobile & JOKES
~~~SIKHAYA HOTA~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Pyar Karna Sikhaya Aapne by spandana in Shayri for Khumar -e- Ishq
jina sikhaya apne by mita_chudasma in Share:Love Poetry
jina sikhaya apne by mita_chudasma in Share:Love Poetry
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: April 03, 2010, 08:54:10 PM »
Bahut bahut shukriyaa aapka Riyaz ji.. jaanke bahut achcha laga ki aapko hamari kavita pasand aayi....!!!

Wah wah bahut achhi kavita likhi hai Kapil Ji. Bahut achhe.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: April 03, 2010, 08:55:57 PM »
Dil me mere baat hai ek keh raha hoon aaj,
khilkhilaake yun muskurana sikhaya to aapne hi hai...

Kuchh bhee ulta sidha likhna tou aadat hai apni
Par Padh kar hasse sab ye sikhaya to aapne he hai

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: April 03, 2010, 08:57:08 PM »
Bahut bahut shukriya Shihab ji...!!!

Bahut Achchi Mehfil Sajhayi Hai Aap Dono Ne.Klaskar Ji Aur Geet Ji...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: April 03, 2010, 09:01:16 PM »
bahut bahut shukriya Nikhaar ji. Bahut achcha laga ye jaanke ki aapko hamari kavita pasand aayi. Likhna humein kahaan aata hai. Bas aap sabki taarifen hi hain jo hamare likhe huye ki khoobsurti ko badhati hai. Hamara likha hua har ek naya nazm ek dulhan ki tarah hoti hai. Use taarifo k sringaar se aap hi log sajate hain. Teh dil se shukriyaa aapka Nikhaar ji.

Waah klaskar ji........kin shabdon mein taarif karu aapke inn alfaazon ki.......behtrin,vadhiya....superb......kya kahu.......bahut bahut hi pyara likha hai aapne......har lafj dil mein utar gya ho jaise.......
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: April 03, 2010, 09:11:19 PM »
aapke bhi jawab ka jawab nahi Geet ji...

aapko to bas yaad hai wo intezaar ka zakham,
humein pyaar k mazdhaar me chhoda aapne hi tha,
aapki chahat ko kab humne kaha tha bojh,
sach kahen to daaman chhudaya aapne hi tha...


shukriya kapil ji...aur khoob jawab diya hai apne...

Intezaar se bada koi zakham nhi hota,
merre us zakham pe marham lagaya aapne hi tha,
aaj kyun merri chaht apko bojh si lagti hai phir..
merre dil mein mhbt ka diya jalaya aapne hi tha......
Logged
dead heart
Guest
«Reply #21 on: April 03, 2010, 11:13:05 PM »
Main aaj bahut kuch karna chahta hoon. Ji bhar ke rona chahta hoon . Aasuon k saagar me doob jaana chahta hoon. Par har wo kaam jo main karna chahta hoon use karne se unki yaad mujhe rokti hai. Koshish ki hai maine usi ko shabdon me utaarne ki...

aaasuon se samundar namkeen karna chahta hoon aaj,
par barso se inhe chhipana sikhaya to aapne hi hai...

yahi sochke main muskurana chahta hoon aaj,
ki ghamo ko bhulana sikhaya to aapne hi hai...

aapki yaad me ro raha hai dil hamara aaj,
par dard me muskurana sikhaya to aapne hi hai...

aapko khwaabon se bhulana main chahta du aaj,
par neendon me aake dil churana sikhaya to aapne hi hai...

maikhaane pe haathon me jaam liye khada hoon main aaj,
par sochta hu ki na pina sikhaya to aapne hi hai...

kehte hain saathi mere ki bhula du aapko main aaj,
par yaad har ghadi karna sikhaya to aapne hi hai...

kisi aur ke dil pe dastak kaise de sakta hoon aaj,
pyaar sirf aapse karna sikhaya to aapne hi hai...

maut mil jaaye mujhe main chahta hoon aaj,
par zindagi ko jeena sikhaya to aapne hi hai...

khuda bhi khwaabon me aake humse kehta hai aaj,
bhool jaun aapko par kaha maine khuda se,
kaise bhool jaun use jise banaya to aapne hi hai...


Mere pas wakei shabd nahin hai ke main bayan karoun  ke kitni achi likhi hai apne yeh nazm..wakei akhri line toh bahaut hi achi hai...'kaise bhool jaun usse jisse banaya toh apne hi hai'..wah dost wah...wafa hum kare aur woh chorr jaye...zindagi badi beh rahem hai..
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #22 on: April 03, 2010, 11:56:19 PM »
bahut bahut shukriya Rahim bhai... sach kaha aapne zindagi sach me bahut bereham hai... isi ka naam zindagi hai dost...!!!

Mere pas wakei shabd nahin hai ke main bayan karoun  ke kitni achi likhi hai apne yeh nazm..wakei akhri line toh bahaut hi achi hai...'kaise bhool jaun usse jisse banaya toh apne hi hai'..wah dost wah...wafa hum kare aur woh chorr jaye...zindagi badi beh rahem hai..
Logged
dead heart
Guest
«Reply #23 on: April 03, 2010, 11:58:10 PM »
Hum pathar ban chale usse juda hone ke baad Rahim,
Ab dekte hai zindagi kaise torr ti hai mujhe...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #24 on: April 04, 2010, 01:39:18 PM »
Kapil-ji KHILKHILAKAR hassa jaata hai muskuraya nahi jaata.....

Lo is baat par khilkhilakar hass do ek baar
Phir ye na kehna ki Sikhaya tou aapne he hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4

Dil me mere baat hai ek keh raha hoon aaj,
khilkhilaake yun muskurana sikhaya to aapne hi hai...

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #25 on: April 04, 2010, 07:01:13 PM »
Bilkul sahi kaha aapne Koyal ji... main ye dekhna chah raha tha ki aap meri muskurahat me galti dhund paate hain ki nahi...Usual Smile

lo has pade hain hum bhi aapki baat pe aaj,
hasi ko muskurahat kehna sikhaya to aapne hi hai...  Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Kapil-ji KHILKHILAKAR hassa jaata hai muskuraya nahi jaata.....

Lo is baat par khilkhilakar hass do ek baar
Phir ye na kehna ki Sikhaya tou aapne he hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #26 on: April 04, 2010, 07:09:30 PM »
Nahi dost bahut mushkil hota hai aap jaise pyar karne waalo k liye paththar sa banna...

pyaar hota hai jise wo paththar ka ho sakta nahi,
aasaan na hoga apne dil ko paththar ka kehna Rahim,
hota kaash ye waisa to tootke bikharta nahi,
na hota dil me dard aur na usko aaj sehta Rahim...


Hum pathar ban chale usse juda hone ke baad Rahim,
Ab dekte hai zindagi kaise torr ti hai mujhe...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #27 on: April 05, 2010, 09:14:40 AM »
Chalo galti maan li yahi badi baat hai.....Kapilji

Galtiyon ko maan kar sudhaar lena achhi baat hai
Ab ye tou maan lo ye bhi sikhaya tou hamee ne hai


Bilkul sahi kaha aapne Koyal ji... main ye dekhna chah raha tha ki aap meri muskurahat me galti dhund paate hain ki nahi...Usual Smile

lo has pade hain hum bhi aapki baat pe aaj,
hasi ko muskurahat kehna sikhaya to aapne hi hai...  Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #28 on: April 05, 2010, 01:47:15 PM »
Bahut bahut shukriya Koyal ji... humari galti maaf karne k liye...

lo humne sudhaar li hai apne galti aaj,
sach kahun to ye bhi sikhaya aapne hi hai...


Chalo galti maan li yahi badi baat hai.....Kapilji

Galtiyon ko maan kar sudhaar lena achhi baat hai
Ab ye tou maan lo ye bhi sikhaya tou hamee ne hai


Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #29 on: April 06, 2010, 10:49:24 AM »
aapke bhi jawab ka jawab nahi Geet ji...

aapko to bas yaad hai wo intezaar ka zakham,
humein pyaar k mazdhaar me chhoda aapne hi tha,
aapki chahat ko kab humne kaha tha bojh,
sach kahen to daaman chhudaya aapne hi tha...



shukriya ji  shukriya... notworthy

Har lafz ka aghaaz apse tha merre,
har lafz ka anjaam bhi aap hi the,
mujhe zamane mein apnaya bhi apne hi tha,
aur sar-e-aam karne wale nilaam bhi aap hi the......
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:35:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer