----- /// Sikhaya to aapne hi hai /// -----

by klaskar on April 02, 2010, 06:26:28 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 8077 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #45 on: April 08, 2010, 02:51:18 PM »
Bahut bahut shukriya Jasbir ji...!!!

wah bahut hi khoob BBL ji and klaskar ji ...

jasbir singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mummy ne sikhaya by qqplus in SMS , mobile & JOKES
~~~SIKHAYA HOTA~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Pyar Karna Sikhaya Aapne by spandana in Shayri for Khumar -e- Ishq
jina sikhaya apne by mita_chudasma in Share:Love Poetry
jina sikhaya apne by mita_chudasma in Share:Love Poetry
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #46 on: April 08, 2010, 02:57:19 PM »
Bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut khoob Geet Ji, Kapil Ji and Nidhi Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #47 on: April 08, 2010, 02:58:38 PM »
AApne bhi bahut khoob likha hai Nidhi ji...!!!

very nice brokenbylove too.

mujhe jeena sikhaya tha,kya hai zindagi ye bataya tha,
mohabbat kise kehte hain ye tumne hi to bataaya tha,
aaj jo tum nahi ho toh kuch bhi nahi is jahan me hai,
sab kuch sikhaya tumne,par apne bin jeena na sikhaya tha.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #48 on: April 08, 2010, 03:01:34 PM »
Aapne bhi kamaal ka likha hai Jasbir ji....!!!




wah wah wah bahut hi khoob geet ji ... last line toh bahut kamaal ki hai


MERI AAKHOH MEH WOH ADHURI RAATEY CHODD GAYA
SAMBHAL BHI NA PAYE THEY WOH HAMEY TANHA CHODD GAYA
RAAH GUJAR ABB KAISEY BITAYEH YEH JINDAGI
SAPNEY JOH SAJAYE THEY WOH AAKHOH MEH MERE HI CHODD GAYA



JASBIR SINGH

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #49 on: April 08, 2010, 03:07:05 PM »
Bahut bahut shukriya Geet ji... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

meri har muskaan tera raah tak rahi hai aaj,
dil ki dhadkano ko mere tera intezaar hai,
haar jeet kya hai tu hi har taraf hai aaj,
dil mera ye keh raha hai tu hi mera pyaar hai...


shukriya aur bahut khoob...

Merri khushi terri gunjati muskaan mein hai,
merri chaht terre dil-o-jaan mein hai,
terra haasil hi merri sabse badi jeet hoga ab..
merri zindgi terri nigaho ki shaan mein hai......
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #50 on: April 08, 2010, 06:16:05 PM »
shukriya j.s ji..

Bite kal ko yad nhi karte ab,
uske milne ki fariyad nhi karte ab,
ujad gaye jo ashiya hamare mhbt mein..
apni chaht se unhe abaad nhi karte ab......




TANHAYI KA DAMAN KAISEY CHODD DEY HUM
SAPNO SEY NATA KAISEY TOAD DEY HUM
SAPNEY HI TOH REH GAYE ABB JINDAGI MEH
SAPNOH MEH REHNA KAISEY CHODD DEY HUM


JASBIR SINGH

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #51 on: April 08, 2010, 06:17:18 PM »
Aapne bhi kamaal ka likha hai Jasbir ji....!!!


THANKS KLASKAR JI

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #52 on: April 08, 2010, 06:18:06 PM »
Bahut bahut shukriya Geet ji... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

meri har muskaan tera raah tak rahi hai aaj,
dil ki dhadkano ko mere tera intezaar hai,
haar jeet kya hai tu hi har taraf hai aaj,
dil mera ye keh raha hai tu hi mera pyaar hai...



wah klaskar ji.. bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #53 on: April 08, 2010, 06:21:19 PM »
Bahut bahut shukriya Jasbir ji...!!!

wah klaskar ji.. bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #54 on: April 08, 2010, 08:37:55 PM »
Bahut bahut shukriya Geet ji... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

meri har muskaan tera raah tak rahi hai aaj,
dil ki dhadkano ko mere tera intezaar hai,
haar jeet kya hai tu hi har taraf hai aaj,
dil mera ye keh raha hai tu hi mera pyaar hai...



shukriya ji aur bahut khoob...

Chamak si hai aaj sitaro mein kahiin,
chand ki roshni bhi aaj kuch zyada hai,
hawao ki khamoshi suna rahi hai terra haal-e-dil..
aaj iss dil mein bhi diwanapan kuch zyada hai......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #55 on: April 08, 2010, 08:46:51 PM »



TANHAYI KA DAMAN KAISEY CHODD DEY HUM
SAPNO SEY NATA KAISEY TOAD DEY HUM
SAPNEY HI TOH REH GAYE ABB JINDAGI MEH
SAPNOH MEH REHNA KAISEY CHODD DEY HUM


JASBIR SINGH



Sapno mein bhi tujhe na dekhu main,
tujhe bhul jana hi ab merra naseeb hai,
terri bewafai ne merre har ehsas ko jala diya..
tu merra humsafar nhi ab sirrf merra raqeeb hai......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #56 on: April 09, 2010, 04:42:42 PM »
Bahut khoob Geet ji...

saanse toofan hai tere chahat me aaj,
dhadkane madhosh hain tere chahat me aaj,
in sooni raahon ko tera intzaar hai,
labz hi khamosh hain tere chahat me aaj...


shukriya ji aur bahut khoob...

Chamak si hai aaj sitaro mein kahiin,
chand ki roshni bhi aaj kuch zyada hai,
hawao ki khamoshi suna rahi hai terra haal-e-dil..
aaj iss dil mein bhi diwanapan kuch zyada hai......

Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #57 on: April 10, 2010, 04:51:21 PM »
shukriya ji aur bahut khoob...

Hum kisi ko paane ka jab khayal karte hai,
kisi mushkil kisi dard ka malaal nhi karte,
pi lete hai har gum ko ansuo mein ghol kar..
per uski berukhi per kabhi sawal nhi karte......
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #58 on: April 10, 2010, 05:34:53 PM »
Wah wah BBL ji bahut achha likha hai aapne. Main bhi kuchh arz karta chalun:

Tujhko maanaga tha umr bhar ke liye
Tera saaya bhi hum to paa na sake
Kis qadar badnaseeb hain hum bhi
Waqte-rukhsat bhi milne jaa na sake
shukriya ji aur bahut khoob...

Hum kisi ko paane ka jab khayal karte hai,
kisi mushkil kisi dard ka malaal nhi karte,
pi lete hai har gum ko ansuo mein ghol kar..
per uski berukhi per kabhi sawal nhi karte......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #59 on: April 10, 2010, 06:39:01 PM »
Bahut khoob likha hai aapne Riyaz ji...!!!

Wah wah BBL ji bahut achha likha hai aapne. Main bhi kuchh arz karta chalun:

Tujhko maanaga tha umr bhar ke liye
Tera saaya bhi hum to paa na sake
Kis qadar badnaseeb hain hum bhi
Waqte-rukhsat bhi milne jaa na sake

Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:43:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer