Sitaare So Gaye,.

by Jaanasheen on September 20, 2011, 09:08:55 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2668 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kaise Ye Haadse Ho Gaye,.
Wo Humse Judaa Ho Gaye,.

Socha Tha Ke Saath Denge Mera,.
Wo Bhi Auron Ki Tarah Ho Gaye,.

Majboori Ke Naam Haara Hai Ishq Aksar,.
Wo Majboor Aur Hum Tabaah Ho Gaye,.

Kaash Ke Samajhte Wo, Meri Ehmiyat,.
Hum Unke Liye Jaane Kya Se Kya Ho Gaye,.

Kaise Aati Hogi Neend Unhe, Rab Hi Jaane,.
Hume Jaagte Dekhkar Sitaare So Gaye,.

-Azeem-


Bohot Kuch Tujh Se Barh Kar, Mayyasar Tha Mayyasar Hai...
Na Jaane Phir Kyun Teri Zaroorat Kam Nahi Hotii.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sitaare by shyama in Miscellaneous Shayri
yeh sitaare! by shivani in Shairi for Manzar -e- Kudrat
-----sitaare------ by killbill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Toote Apne Sitaare Kyun,.{AS} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
khwaab sitaare.............. by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
dead heart
Guest
«Reply #1 on: September 20, 2011, 09:32:33 PM »
Khoob dard ki bayani hai Azeem bhai..
Daad..
Zindagi issi ka naam hai..
Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: September 21, 2011, 01:16:46 AM »
bahut khub
shayeri mei teri hum kho gaye
kayal teri shayeri ke ho gaye
Kaise Ye Haadse Ho Gaye,.
Wo Humse Judaa Ho Gaye,.

Socha Tha Ke Saath Denge Mera,.
Wo Bhi Auron Ki Tarah Ho Gaye,.

Majboori Ke Naam Haara Hai Ishq Aksar,.
Wo Majboor Aur Hum Tabaah Ho Gaye,.

Kaash Ke Samajhte Wo, Meri Ehmiyat,.
Hum Unke Liye Jaane Kya Se Kya Ho Gaye,.

Kaise Aati Hogi Neend Unhe, Rab Hi Jaane,.
Hume Jaagte Dekhkar Sitaare So Gaye,.

-Azeem-

Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #3 on: September 21, 2011, 03:08:54 AM »
wah wah bahut khoob likha hai aap ne....
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: September 21, 2011, 03:13:00 AM »
Kaise Ye Haadse Ho Gaye,.
Wo Humse Judaa Ho Gaye,.

Socha Tha Ke Saath Denge Mera,.
Wo Bhi Auron Ki Tarah Ho Gaye,.

Majboori Ke Naam Haara Hai Ishq Aksar,.
Wo Majboor Aur Hum Tabaah Ho Gaye,.

Kaash Ke Samajhte Wo, Meri Ehmiyat,.
Hum Unke Liye Jaane Kya Se Kya Ho Gaye,.

Kaise Aati Hogi Neend Unhe, Rab Hi Jaane,.
Hume Jaagte Dekhkar Sitaare So Gaye,.

-Azeem-



BAhut Bahut Khoob Azeem Ji

Daad Kabool Kijye
Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2011, 03:19:53 AM »
bahut masoom lafzon me saadgi se dard ko bayan karna aapki har nagme ki khasiyat hai Azeem ji--

like ur poetry very much--
plzz come here on regular basis...

behad umda post ke lie mubarakbaad aapko.

be happy
hanste rahiye
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: September 21, 2011, 11:05:45 AM »
Vaah Ajeem bhai
Bahut khoob.
itna kahna chahta hu ki
dil choo lene vale 4th aur 5th Ashaar ko padhkar...
aa gaye ankho me ansoo aur
hum behosh se HO GAYE
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: September 21, 2011, 11:57:14 AM »
bahut khub likha azeem ji ,,,,daad-e-mubarkbad kabul kijiye ,,,,aur utarte rahiye apne khayalat ,,,,,khuda hafiz
Kaise Ye Haadse Ho Gaye,.
Wo Humse Judaa Ho Gaye,.

Socha Tha Ke Saath Denge Mera,.
Wo Bhi Auron Ki Tarah Ho Gaye,.

Majboori Ke Naam Haara Hai Ishq Aksar,.
Wo Majboor Aur Hum Tabaah Ho Gaye,.

Kaash Ke Samajhte Wo, Meri Ehmiyat,.
Hum Unke Liye Jaane Kya Se Kya Ho Gaye,.

Kaise Aati Hogi Neend Unhe, Rab Hi Jaane,.
Hume Jaagte Dekhkar Sitaare So Gaye,.

-Azeem-

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: September 21, 2011, 12:31:42 PM »
Azeem Sahaab Aadaab!

Bahut khoob janab... kafi dard bhari kalaam kahi hai
aapne... Ahsaas e dard par aap bahut khoob likhate hai..

Sabhi ashaar behad khoob rahe par khaaskar aakhri sher
behad khoob raha... Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..
Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye..

Aate rahiye...
Khuda hafez....         

         
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 21, 2011, 05:04:52 PM »
Khoob dard ki bayani hai Azeem bhai..
Daad..
Zindagi issi ka naam hai..
Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Shukriya Raheem Bhai,.

Duaaon Ke LIye Aur Daad Ke Liye,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 21, 2011, 05:08:50 PM »
bahut khub
shayeri mei teri hum kho gaye
kayal teri shayeri ke ho gaye

Shukriya Manoj Bhai, Haulsa Afzaai Ka,
Aapka Badappan Hai ke Aap Hamari Koshish Ki Kadar Karte Hain,.

Rab Khair Kare
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 24, 2011, 09:24:42 AM »
wah wah bahut khoob likha hai aap ne....

Shukriya Gayatri Ji,.

Mere Haq Mein Duaa Karein,.

Please
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 24, 2011, 09:25:37 AM »

BAhut Bahut Khoob Azeem Ji

Daad Kabool Kijye
Applause Applause Applause

Shukriya Sanjeev Ji,.

Duaaon Ki Darkhwast Hai Bhai,.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: September 24, 2011, 11:13:57 AM »
Kaise Ye Haadse Ho Gaye,.
Wo Humse Judaa Ho Gaye,.

Socha Tha Ke Saath Denge Mera,.
Wo Bhi Auron Ki Tarah Ho Gaye,.

Majboori Ke Naam Haara Hai Ishq Aksar,.
Wo Majboor Aur Hum Tabaah Ho Gaye,.

Kaash Ke Samajhte Wo, Meri Ehmiyat,.
Hum Unke Liye Jaane Kya Se Kya Ho Gaye,.

Kaise Aati Hogi Neend Unhe, Rab Hi Jaane,.
Hume Jaagte Dekhkar Sitaare So Gaye,.

-Azeem-


Bohot Kuch Tujh Se Barh Kar, Mayyasar Tha Mayyasar Hai...
Na Jaane Phir Kyun Teri Zaroorat Kam Nahi Hotii.....


bahut khhb.........!
Logged
awais_007
Guest
«Reply #14 on: September 24, 2011, 11:56:29 AM »
Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:51:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer