Sitam Tum Zyada Na Karna,.

by Jaanasheen on December 01, 2008, 12:51:11 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1271 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Mujhe Chord Diya Jab Tanhaa Tune,.
Ab Dikhaawe Ka Koi Tamaasha Na Kar,.

Barbaad Hoon Main Pehle Hi Se,.
Mujhe Tabaah Karne Ka Aur Iraada Na Kar,.

Sab Sitam gar Hain Tere Shehar Mein," Jaan",.
Tu Bhi Sitam Kar, Tera Bhi Haq Hai, Phir Bhi,.
Tere Aashiq Par Sitam Tu Zyaada Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aarzoo ab jine ki zyada nahi hai, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
!!Had se zyada pyaar karenge hum!! by urs4evasomdev in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 8 9 »
Ghazal - Sitam ke baad ab ik aur he sitam aage by khalidrawat in Ghazals
JIN SE ZYADA PYAR KARAIN by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuaf hai ya mhbt zyada hai... by brokenbyluv in Miscellaneous Shayri
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: December 01, 2008, 12:55:03 PM »
Bahut Khoob.. Azeem..
Bahut saafgoi se dard bayaan kiya hai aapne..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 01, 2008, 01:01:45 PM »
Bahut Khoob.. Azeem..
Bahut saafgoi se dard bayaan kiya hai aapne..

Shukriya Shikha Sis,.
Achcha Lagta Aap Bhi Kuch Likh Kar jaate,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 01, 2008, 01:03:31 PM »
Ye Dil Pagal Tha Jo Ro Pada, Tere Jaane Ke Baad,.
Ziddi Tha, Baaz Na Aaya, Laakh Samjhaane ke Baad,.

Hawaaon Pe The Kadam Iske, Aasmaano Se Taalukh Tha,.
Bikhar Gaya Sab Kuch Iska, Ek Tere Chord Jaane Ka Baad,.

Duniya Ye Badi Sang Dil Hai, Main Kehta Hi Raha Ise,.
Ab Jaake Samjha Hai Ye, Sabke Thukraane Ke Baad,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: December 01, 2008, 03:09:51 PM »
wow! azeem it truely touched my heart!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: December 01, 2008, 04:49:31 PM »
Ye Dil Pagal Tha Jo Ro Pada, Tere Jaane Ke Baad,.
Ziddi Tha, Baaz Na Aaya, Laakh Samjhaane ke Baad,.

Hawaaon Pe The Kadam Iske, Aasmaano Se Taalukh Tha,.
Bikhar Gaya Sab Kuch Iska, Ek Tere Chord Jaane Ka Baad,.

Duniya Ye Badi Sang Dil Hai, Main Kehta Hi Raha Ise,.
Ab Jaake Samjha Hai Ye, Sabke Thukraane Ke Baad,.


_________________________________-Jaanasheen-

wah lil bro kaya baat hai.... bahoot sahi kaha.. ek ek shabd jaise mere dil se nikla ho... bahoot khoob lil bro..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: December 01, 2008, 04:50:39 PM »
Mujhe Chord Diya Jab Tanhaa Tune,.
Ab Dikhaawe Ka Koi Tamaasha Na Kar,.


Barbaad Hoon Main Pehle Hi Se,.
Mujhe Tabaah Karne Ka Aur Iraada Na Kar,.

Sab Sitam gar Hain Tere Shehar Mein," Jaan",.
Tu Bhi Sitam Kar, Tera Bhi Haq Hai, Phir Bhi,.
Tere Aashiq Par Sitam Tu Zyaada Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-


 Applause Applause Applause wah kaya baat hai!! bahoot khoob Lil bro
Logged
Blue_angel
Guest
«Reply #7 on: December 01, 2008, 08:07:46 PM »
Ye Dil Pagal Tha Jo Ro Pada, Tere Jaane Ke Baad,.
Ziddi Tha, Baaz Na Aaya, Laakh Samjhaane ke Baad,.

Hawaaon Pe The Kadam Iske, Aasmaano Se Taalukh Tha,.
Bikhar Gaya Sab Kuch Iska, Ek Tere Chord Jaane Ka Baad,.

Duniya Ye Badi Sang Dil Hai, Main Kehta Hi Raha Ise,.
Ab Jaake Samjha Hai Ye, Sabke Thukraane Ke Baad,.

_________________________________-Jaanasheen-

Wah! Kya bat hai! App ne to jaise dil ki bat keh di ho!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 07, 2008, 11:59:53 AM »
Shukriya,.
Sidra Ji,.
Pooja Didi,.
Blue Angel Ji,.

Aap Bhi Kuch Likhkar Jate To Achcha Lagta,.
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #9 on: January 19, 2010, 01:05:05 PM »
Wah kya khoob marhaba
Ye Dil Pagal Tha Jo Ro Pada, Tere Jaane Ke Baad,.
Ziddi Tha, Baaz Na Aaya, Laakh Samjhaane ke Baad,.

Hawaaon Pe The Kadam Iske, Aasmaano Se Taalukh Tha,.
Bikhar Gaya Sab Kuch Iska, Ek Tere Chord Jaane Ka Baad,.

Duniya Ye Badi Sang Dil Hai, Main Kehta Hi Raha Ise,.
Ab Jaake Samjha Hai Ye, Sabke Thukraane Ke Baad,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #10 on: January 19, 2010, 01:16:05 PM »
bahot bahot hi achha likha he........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 21, 2010, 10:28:29 AM »
Wah kya khoob marhaba
Shukriya Riyaz BhaI,.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #12 on: January 21, 2010, 03:19:16 PM »
NAAAICE ONE AZEEM  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:10:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer