***socha khud se ek iradaa kar loon***

by kaushikbhawna008 on November 07, 2008, 10:25:27 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1837 times)
kaushikbhawna008
Guest
socha khud se ek iradaa kar loon
jo pura kar sakoo khud se ek wadaa kar loon
na roungi ab aur na ashk bhi koi bahaungi
is tarah khushi sang koi naata kar loon

bhula doon ab se wo yaadein purani
jinhein yaad kar aankh mei sirf aata hai paani
likhe hue un khato ko bhi mein jalaa doon
socha khud ko ek aakhiri mein sazaa doon

ho jaauon khamosh odh kar fir kafan
na uthuu fir kisi ki bhi aawaaz se mein
hai fir bhi aakhiri aarzoo ek dil mein
k maiyat uthe aur dekh le fir gaur se

k keh doon unhe wo alfaaz saare
k reh gaye hain kuch saaz mere adhure
choom loon unhe fir na rahoon kuch bhi mein
k unke haathon mei aakhiri fir saans loon mein

socha khud se
........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuchh Bebakiyaan kar loon.... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Kar loon by humara in Miscellaneous Shayri
~~ KAR LOON ~~ by ALONE BAD in Shayri for Khumar -e- Ishq
Patthar Samait Loon,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Teri Muskurahat Pe Khud Ko Nisar Kar Loon...!!..Miru by Miru;;;; in Shayri for Khumar -e- Ishq
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: November 07, 2008, 11:15:47 AM »
 Applause Applause
Bohat khoob bhawna..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: November 07, 2008, 11:38:46 AM »
Ishq mein jaan jaaye toh jaaye, umeed nahin jaani chahiye.. Usual Smile

Very Very Beautiful Work Bhawna..
Very Touching, Very Emotional and Simply Superb... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: November 07, 2008, 12:53:04 PM »
Bahoot Badiya Bhawna,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: November 07, 2008, 12:56:52 PM »
Socha, Ke Khud Se Ek Iraada Kar Loon,.
Use Bhool Jaane Ka, Dil Se Waada Kar Loon,.

Kyun Yaad Karoon Use Main, Jisne Mujhe Hi Bhulaa Diya,.
Duniya Ki Izzat Ki Khateer, Meri Mohabbat Ko Thukraa Diya,.

Chaha Tha Maine Use Zindagi Se Bardke,.
Aur Meri Zindagi Ne Hi Mujhe "Azeem" Mitaa Diya,.

________________________-Jaanasheen-

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #5 on: November 07, 2008, 02:40:35 PM »
janasheen... wonderful!
bhawna... simply amazing! aapne lufz aarzoo istimal kiya mujhe bahot achha laga... aarzu is my other name...!!!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: November 07, 2008, 03:29:51 PM »
socha khud se ek iradaa kar loon
jo pura kar sakoo khud se ek wadaa kar loon
na roungi ab aur na ashk bhi koi bahaungi
is tarah khushi sang koi naata kar loon

bhula doon ab se wo yaadein purani
jinhein yaad kar aankh mei sirf aata hai paani
likhe hue un khato ko bhi mein jalaa doon
socha khud ko ek aakhiri mein sazaa doon

ho jaauon khamosh odh kar fir kafan
na uthuu fir kisi ki bhi aawaaz se mein
hai fir bhi aakhiri aarzoo ek dil mein
k maiyat uthe aur dekh le fir gaur se

k keh doon unhe wo alfaaz saare
k reh gaye hain kuch saaz mere adhure
choom loon unhe fir na rahoon kuch bhi mein
k unke haathon mei aakhiri fir saans loon mein

socha khud se
........

teri soch tere amal se pyaari hain
tera tasav_vur teri haqiqat pe bhari hain
kehne ko to keh diye tune chend ashar bhavna
ab tak sare shehar ki aakho me ashk jari hain

beautiful work bhavna & equally beautiful reply azeem
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: November 07, 2008, 07:12:10 PM »

Bohot Khoob Bhawna.....Ishq main haar ke na-ummeedi main doobe jazbaat ko bohot achchi tarah lafzon main dhaala hai Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: November 07, 2008, 07:13:15 PM »
Azeem, Sajid Ji....aap ne bhi achcha likha hai  icon_thumleft
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: November 08, 2008, 10:22:29 AM »
Shukriya Talat Ji,.
And Sidra Ji,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #10 on: November 10, 2008, 05:38:51 AM »
Applause Applause
Bohat khoob bhawna..

shukriya honey ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #11 on: November 10, 2008, 05:42:26 AM »
Ishq mein jaan jaaye toh jaaye, umeed nahin jaani chahiye.. Usual Smile

Very Very Beautiful Work Bhawna..
Very Touching, Very Emotional and Simply Superb... Applause

hamari feeling ki kadar karne aur use samajhne k liye bohut bohut shukriya mahiya ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: November 10, 2008, 05:43:49 AM »
Socha, Ke Khud Se Ek Iraada Kar Loon,.
Use Bhool Jaane Ka, Dil Se Waada Kar Loon,.

Kyun Yaad Karoon Use Main, Jisne Mujhe Hi Bhulaa Diya,.
Duniya Ki Izzat Ki Khateer, Meri Mohabbat Ko Thukraa Diya,.

Chaha Tha Maine Use Zindagi Se Bardke,.
Aur Meri Zindagi Ne Hi Mujhe "Azeem" Mitaa Diya,.

________________________-Jaanasheen-

shukriya janasheen ji
bohut acha likha hai aapne bhi Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #13 on: November 10, 2008, 05:46:12 AM »
janasheen... wonderful!
bhawna... simply amazing! aapne lufz aarzoo istimal kiya mujhe bahot achha laga... aarzu is my other name...!!!
teri soch tere amal se pyaari hain
tera tasav_vur teri haqiqat pe bhari hain
kehne ko to keh diye tune chend ashar bhavna
ab tak sare shehar ki aakho me ashk jari hain

beautiful work bhavna & equally beautiful reply azeem

ji shukriya sajid ji
shukriya anjaan dharkan ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #14 on: November 10, 2008, 05:47:56 AM »
Bohot Khoob Bhawna.....Ishq main haar ke na-ummeedi main doobe jazbaat ko bohot achchi tarah lafzon main dhaala hai Applause Applause

ji shukriya celmira ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 08:01:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer