***socha khud se ek iradaa kar loon***

by kaushikbhawna008 on November 07, 2008, 10:25:27 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1862 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: November 10, 2008, 07:52:18 AM »
Shukriya Doston,.
Silsila Aage badhaao,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuchh Bebakiyaan kar loon.... by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Kar loon by humara in Miscellaneous Shayri
~~ KAR LOON ~~ by ALONE BAD in Shayri for Khumar -e- Ishq
Patthar Samait Loon,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Teri Muskurahat Pe Khud Ko Nisar Kar Loon...!!..Miru by Miru;;;; in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: November 10, 2008, 07:55:10 AM »
Har Mord Pe, Main Tera Intezaar Karoonga,.
Tu Kar ya Na Kar, Tujhse Sadaa Pyaar Karoonga,.

De Na Saka, Kuch Bhi Main, Tujhse Mohabbat Karke,.
Jaan Hi To Maangi Hai Tune, Kaise Main Inkaar Karoonga,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #17 on: November 10, 2008, 10:41:27 AM »
Har Mord Pe, Main Tera Intezaar Karoonga,.
Tu Kar ya Na Kar, Tujhse Sadaa Pyaar Karoonga,.

De Na Saka, Kuch Bhi Main, Tujhse Mohabbat Karke,.
Jaan Hi To Maangi Hai Tune, Kaise Main Inkaar Karoonga,.

________________________________-Jaanasheen-

bohut khoob janasheen ji  Applause

jaan dena ishq mei hota hai bada aasan
nibha sake jo pyaar kisi ka wahi hai wafaadar
kyu karta hai tu uska intzaar jo hai hi nahi tera
is zahaan mei kabhi nahi milta hai kisi ko pyaar
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: November 10, 2008, 11:18:10 AM »

Applause Applause

Bohat khoob bhawna

Bohat khoob Bhai

Bohat khoob Sajid ji..
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #19 on: November 10, 2008, 11:30:23 AM »
bohat khoob bhawna ji bohat achha .... Applause Applause


bohat khoob jaanasheen ji and sajid ji... Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: November 10, 2008, 01:44:03 PM »
Shukriya Bhawna Ji,.
Jaya Sis,.
And Saurabh Bhai,.

And Nice One Bhawna./
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: November 10, 2008, 01:46:11 PM »
bohut khoob janasheen ji  Applause

jaan dena ishq mei hota hai bada aasan
nibha sake jo pyaar kisi ka wahi hai wafaadar
kyu karta hai tu uska intzaar jo hai hi nahi tera
is zahaan mei kabhi nahi milta hai kisi ko pyaar


Log To Zindagi Bhar Kisi Ko Chahte Hain,.
Main To Marke Bhi Tujhe, Meri Jaan Chahoonga,.

Mujhe Tu Na Bataa, Ke Mohabbat Kaise Nibhaate Hain,.
Tu Kabhi Bhool Na Sakegi, Tujhse Aisi Mohabbat Nibhaoonga,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #22 on: November 11, 2008, 04:35:10 AM »
Applause Applause

Bohat khoob bhawna

Bohat khoob Bhai

Bohat khoob Sajid ji..


shukriya honey ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #23 on: November 11, 2008, 04:36:15 AM »
bohat khoob bhawna ji bohat achha .... Applause Applause




shukriya saurabh ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #24 on: November 11, 2008, 04:39:14 AM »
ji shukriya jaanasheen ji
nice one again

ek dard ek tanhai mujhko bas hai mili
jab bhi kara mohobbat ki taraf rukh
mujhko bas ruswaai hi hai mili
ab nahi umeed janasheen kisi k pyaar ki
mujhe ye bewafaai aur judai hi hai kabul
jo unse mujhe saugaat mei hai mili
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: November 11, 2008, 08:44:50 AM »
Shukriya Bhawna,.
And Nice One,.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #26 on: November 11, 2008, 09:50:25 AM »
socha khud se ek iradaa kar loon
jo pura kar sakoo khud se ek wadaa kar loon
na roungi ab aur na ashk bhi koi bahaungi
is tarah khushi sang koi naata kar loon

bhula doon ab se wo yaadein purani
jinhein yaad kar aankh mei sirf aata hai paani
likhe hue un khato ko bhi mein jalaa doon
socha khud ko ek aakhiri mein sazaa doon

ho jaauon khamosh odh kar fir kafan
na uthuu fir kisi ki bhi aawaaz se mein
hai fir bhi aakhiri aarzoo ek dil mein
k maiyat uthe aur dekh le fir gaur se

k keh doon unhe wo alfaaz saare
k reh gaye hain kuch saaz mere adhure
choom loon unhe fir na rahoon kuch bhi mein
k unke haathon mei aakhiri fir saans loon mein

socha khud se
........


Bahut khub bahut hi khubsurti se likha
hai aap ne inn lines ko bhawna ji




Baadal
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #27 on: December 17, 2008, 07:22:56 AM »
bohut bohut shukriya baadal ji  notworthy
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:33:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer