Socha Na Tha,.

by Jaanasheen on February 27, 2008, 10:36:15 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1420 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: February 28, 2008, 03:41:35 PM »
bahoot bahoot shukaria lil bro... and good one
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Socha tha......... by prempagla in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
socha na tha by Mayur4love in Shayri for Khumar -e- Ishq
socha na tha by rivita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
socha tha........ by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
SOCHA NA THA by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #16 on: February 28, 2008, 03:47:09 PM »
Shehar apna hi ab anjaana lage
Teri gali main acha, ab jaana lage

Door se dekhte rahe tere ghar ki taraf
Kahne do jo ab mujhko koi deewana kahe

Waqat jo beet gaya wo na ayega wapis kabhi
Ajj kayun lubo per tera naam, ajeebyaana lage

Wafa ka koi saboot na de paugi tujhko
Ek teri gali ko chor kar, na ab koi apna thikana lage

Shehar apna hi ab anjaana lage
Teri gali main acha, ab jaana lage!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 28, 2008, 04:38:18 PM »
Nice One Didi,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 28, 2008, 04:41:19 PM »
Socha Na Tha Kabhi Ye Din Bhi Aaayenge,.
Humne Jinse Mohabbat Ki Wo Hume Bhool Jaayenge,.

Kismat Samajhkar Jise Sawaara Tha Humne.
Kya Khabar Thi Wo Taare Bhi Toot Jaayenge,.

Bada Lutf Tha Hume Unki Baatein Sunne Mein,.
Maloom Na Tha ke Unke Shabd Humpar Kehar Dhaayenge,.

Humne Jeeli Ab To Apni Zindagi "Pooja",.
Bhool Jaaoo Hume, Hum Bhi Ab Is Jahaan se Chale Jaayenge,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
punam
Guest
«Reply #19 on: February 28, 2008, 04:44:50 PM »
wow yehan toh ek se badh ke ek shayari hai..aaj hi dekhi main..
bahot khoob jaan bhai...and pooja di...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: February 28, 2008, 05:01:27 PM »
Thanks Punam and Good one lil bro

Socho main soch soch kar ghabra jaate hai
Na jaane kareeb atte atte kyun door ho jaate hai

Kismat ke kheil dekh rahe hai, zindagi ke ander
Gumo ki khan per baithe phir bhi muskura jaate hai

Dhayan na dena koi bhi meri baato per dosto
Hum to aise hi muskurat ehue ro jaate hai

Jab bhi kisi apne ne kaha bhool jaana mujhko
Kyun hume sab juda hue log yaad atte hai

Socho main soch soch kar ghabra jaate hai
Na jaane kareeb atte atte kyun door ho jaate hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 28, 2008, 05:03:11 PM »
Shukriya Didi,.
And Thank U Punam Sis.
For Joining Us,.
And Nice One Didi,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: February 28, 2008, 05:04:49 PM »
shukaria ji.... magar comments ke sath do lines bhi likh diya karo Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 02, 2008, 11:23:12 AM »
Theek hai Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: March 02, 2008, 11:41:29 AM »
Sochte Hain Jo Hone Ke Liye, Wo Kabhi Hota Nahi,.
Jisne Hasti Lootadi Mohabbat Me, Wo Aur Kuch Khota Nahi,.

Humne Bahoot Dhoke Khaaye Mahabbat Ke Aagosh Mein,.
Dil Toota Hazaar Baar Mera, Aur Dil Hai Ke Kabhi Rota Nahi,.

Doobne Ki Aas Lagaakar Pahooncha Main Samander Ke Paas,.
Aur Dariya Ko Mujhse Itni Humdardi Hai ke Ye Mujhe Doobota Nahi,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:42:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer