!!!!!!!!!!!.......SochtA HooN..............!!!!!!!

by Pushkar_singh on January 29, 2007, 10:32:14 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3479 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: February 11, 2007, 08:07:40 AM »
good work by all!!

hu jahan ajj wo to kabhi maine chaha na tha
chaha tha sirf tuje, kuch aor humne chaha na tha

chahat teri hamesha mujhe se anjaan rahi
kayun tere dil main meri kabhi chah na rahi

laut jaana mujko kabhi asaan na tha
laut rahi hu, yah to kabhi chaha na tha

hu jahan ajj, wo to kabhi chaha na tha
chaha tha sirf tujhe, aor kuch kabhi chaha na tha...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jab bhi main kuch sochta hoon by sarafz in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sochta hoon ussey neend bhi aati hogi by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Jab sochta hoon... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sochta Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
sochta hoon........kabhi samajhta hoon by Syed Mohd Mahzar in Ghazals « 1 2  All »
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #16 on: February 11, 2007, 12:17:07 PM »
thanx pooja ji......nice.....!!!
bhaut khoob likha....!!!!
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #17 on: February 13, 2007, 09:01:10 AM »
zindagi aye zindagi muje tuj se koi tamna kab hai,
hum to iss par jee rahe hain keh marna kab hai....!!!!
Logged
rockindia
Guest
«Reply #18 on: February 13, 2007, 09:18:10 AM »
Quote from: "Badnaam_shayarrr"

dard kii baarish sahii maddham zaraa aahistaa chal
dil kii miTTii hai abhii tak nam zaraa aahistaa chal

tere milane aur phir tere bichhar jaane ke biich
faasalaa rusvaaii kaa hai kam zaraa aahistaa chal

apane dil hii mein nahiin hai us kii maharuumii kii yaad
us kii aankhon mein bhii hai shabanam zaraa aahistaa chal

koii bhii ho ham-safar 'Badnaam Shayar' na ho Khush is qadar
ab ke logon mein vafaa hai kam zaraa aahistaa chal



**************************************************
Jab kabhi tera dil ghabraye laut aana,
Agar kabhi meri yaad sataye to laut aana,
Aaj mujh ko thukra diya hai tuney,
Agar zamaana tujhe thukra de to laut aana,
Kuch din to hum ne bhi achche guzaare hain,
Agar achcha waqt kabhi yaad aaye to laut aana,
Tu kehti hai ke saari duniya yeh teri hai,
Agar duniya tujhe na apnaye to laut aana,
Jaane wale kab aate hain,yeh sach hai,
Agar kismat wo waqt laye to laut aana,
Jaan tujhi par qurban hai meri,
Agar jaan ki zaroorat pesh aaye to laut aana.


**************************************************



Ek pal kiye baat nahi.
Do pal ka ye sath nahi.
Waise to zindagi ek safar si ban gayi hai mere liye.
Par wo safar hi kya jis me tum saath nahi............




***************************************************



Yad Karne Ke Liye Koi Cheej Chahiye
Aap Nahin Toaap Ki Tasver Chahiye
Par Tasveraap Ki Hamara Dil Bana Na Sakega
Kyunki Woh Aap Ki Tarah Muskura Na Sakega......


****************************************************



Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye
Zehar jaam mein mile to pi lene chahiye
Bewafaa tere marne ke baad roye, Shayad "badnaam Shayar"
Isliye zehar pi ke muskurana chahiye...........



****************************************************

************( ये सोच'ना मेरी भूल थी.......)*****************


मुझे माफ़ कर मेरे हम'सफ़र,
तुझे चाह'ना मेरे भूल थी,
किसि राह पर वो एक नज़र,
तुझे देख'ना मेरी भूल थी....

कोइ नज़्म हो या कोइ गज़ल,
कहीं रात हो या कहीं शहर,
वो गलि गलि वो शहर शहर,
तुझे ढूढ्ना मेरी भूल थी....

मेरे गम की कोई दवा नहीं,
मुझे तुझ'से कोई गिला नहीं,
मेरा कोई तेरे सिवा नहीं,
ये सोच'ना मेरी भूल थी.......




**************************************************


Muje jindagi se koi gujaris nahi,
Tute dil ko sanam se koi chahat nahi

Dilake dilasa diya he dhoka muje
haste huye tune mere dil ko toda he
apne aasuo se mene ese joda he

Muje jindagi se koi gujarish nahi
Tute dil ko sanam se koi chahat nahi
tute dil ko sanam se koi...


***************************************


nice post yaar u put all sad expresssion together thats superb!!!!!!! glasses2  glasses2
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #19 on: February 13, 2007, 09:36:23 AM »
Thanx assem ji.......
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #20 on: February 16, 2007, 06:33:40 AM »
Logged
paani
Guest
«Reply #21 on: February 16, 2007, 11:19:55 AM »
nice one badnaam
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #22 on: February 16, 2007, 12:22:50 PM »
Thanks Paani ji......!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #23 on: February 17, 2007, 04:43:56 AM »
Hum toh sirf "shayar" the......pyar par likha karte the......
jab mili be-waafai to sirf be-waafi par likhte hai...
doston ko jab hum apni dukh bhari dastaan sunate hai.....
tab humare dost hume "badnaam shayar" khete hai....
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #24 on: February 17, 2007, 04:48:11 AM »
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #25 on: February 17, 2007, 03:09:23 PM »
Ab kuch raha hi nahi aur likhne k liye,
kya bataun alfaaz hi nahi rahe apne gummo ko,
ab bayan karne k liye,
ek aap hi sahra the jeene k liye,
aur aapne bhi saath chod diya gairo k liye.........!!!!!!!!!!!!
Logged
rockindia
Guest
«Reply #26 on: February 18, 2007, 05:44:15 PM »
Quote from: "Badnaam_shayarrr"
Ab kuch raha hi nahi aur likhne k liye,
kya bataun alfaaz hi nahi rahe apne gummo ko,
ab bayan karne k liye,
ek aap hi sahra the jeene k liye,
aur aapne bhi saath chod diya gairo k liye.........!!!!!!!!!!!!


bhaut accha likha hai aapne...........

meri ek choti si khosish

kia likhu ab mein apne dard ka fasana.............
mere en lafzo ko kia samjhega yeh bedard jamana..........
pass hote hui bhee door tha wo samundar ka kinara............
jiske ko chah tha humne dil o jaan se woh hee nahi raha aaj humara..






Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #27 on: February 19, 2007, 05:26:34 AM »
Gr8 bhai nice.......!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Pushkar_singh
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
47 minutes.
Posts: 87
Member Since: Jan 2007


View Profile
«Reply #28 on: February 22, 2007, 04:59:39 AM »
Jab akela hota hoon kuch sochta hoon,
Bas kisike baare main sochta hoon,
Uske saath bitae har pal ke baare main sochta hoon,
Kabhi sochta hoon.. kyun sochta hoon itna,
Phir baat aati hai ke shayad,
Pyaar karta hoon isliye sochta hoon...

Kya yahi pyaar hai?

Agar nahi hota to itna khayal kyun karta,
Is bheed bhaad se bhari zindagi main,
Jahan apne thikano ka pata nahi,
Vahan kisi aur ke baare main sochna,
Kyu mumkim sochta hoon...
Vo gair nahi vo to apna hai,
Isliye to khyala sirf uska hai,
Band aankhon main bhi intazaar uska hai,
Vo apna he hai shayad,
Shayad koi dil ke kareeb,
Isliye to itna khayal karta hoon,
Ab samjha kyu itna sochta hoon...!!!!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #29 on: February 22, 2007, 12:57:11 PM »
bahot  khoob  Gaurav........rockindia..........
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:37:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer