Sochta hoon ussey neend bhi aati hogi

by Aryaan on February 11, 2005, 03:44:18 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2851 times)
safina786
Guest
«Reply #15 on: March 13, 2005, 12:50:07 PM »
Mairee Khaamoshi Ko Sadaa Na Day
Jo Tairay Baghair Na Jee Sakay
Usay Jeenay Ki Too Duaa Na Day, 

Too Azeez Dill-o-nazar Say Hay
Too Qareeb Rag-o-jaan Say Hay
Mairay Jism-o-jan Ka Yeh Faaslaa
Kaheen Waqt Aur Barhaa Na Day, 
Tujhay Bhool Kay Na Bhulaa Sakoon
Tujhay Chah Kay Bhee Na Paa Sakoon

Mairee Hasratoon Ko Shumaar Kar
Mairee Chahatoon Ka Silaa Na Day, 
Wo Tarap Jo Shula-e-jaan Main Thee
Mairay Tan Badan Say Lipat Gai
Jo Bujha Sakay To Bujha Isay
Na Bujhaa Sakay To Hawaa Na Day, 

Tujhay Agar Mailain Kabhee Fursatain
Mairee Shaam Phir Say Sanwaar Day
Agar Qatal Karna Hay To Qatal Kar
Yoon Judaaiyoon Ki Sazaa Na Day
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jab sochta hoon... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
LORIYON SE NEEND AB AATI NAHI - sabse bada dard by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
!!!!!!!!!!!.......SochtA HooN..............!!!!!!! by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
safina786
Guest
«Reply #16 on: March 13, 2005, 12:51:39 PM »
Mairee Khaamoshi Ko Sadaa Na Day
Jo Tairay Baghair Na Jee Sakay
Usay Jeenay Ki Too Duaa Na Day, 

Too Azeez Dill-o-nazar Say Hay
Too Qareeb Rag-o-jaan Say Hay
Mairay Jism-o-jan Ka Yeh Faaslaa
Kaheen Waqt Aur Barhaa Na Day, 
Tujhay Bhool Kay Na Bhulaa Sakoon
Tujhay Chah Kay Bhee Na Paa Sakoon

Mairee Hasratoon Ko Shumaar Kar
Mairee Chahatoon Ka Silaa Na Day, 
Wo Tarap Jo Shula-e-jaan Main Thee
Mairay Tan Badan Say Lipat Gai
Jo Bujha Sakay To Bujha Isay
Na Bujhaa Sakay To Hawaa Na Day, 

Tujhay Agar Mailain Kabhee Fursatain
Mairee Shaam Phir Say Sanwaar Day
Agar Qatal Karna Hay To Qatal Kar
Yoon Judaaiyoon Ki Sazaa Na Day
Logged
safina786
Guest
«Reply #17 on: March 13, 2005, 12:53:24 PM »
Mairee Khaamoshi Ko Sadaa Na Day
Jo Tairay Baghair Na Jee Sakay
Usay Jeenay Ki Too Duaa Na Day, 

Too Azeez Dill-o-nazar Say Hay
Too Qareeb Rag-o-jaan Say Hay
Mairay Jism-o-jan Ka Yeh Faaslaa
Kaheen Waqt Aur Barhaa Na Day, 
Tujhay Bhool Kay Na Bhulaa Sakoon
Tujhay Chah Kay Bhee Na Paa Sakoon

Mairee Hasratoon Ko Shumaar Kar
Mairee Chahatoon Ka Silaa Na Day, 
Wo Tarap Jo Shula-e-jaan Main Thee
Mairay Tan Badan Say Lipat Gai
Jo Bujha Sakay To Bujha Isay
Na Bujhaa Sakay To Hawaa Na Day, 

Tujhay Agar Mailain Kabhee Fursatain
Mairee Shaam Phir Say Sanwaar Day
Agar Qatal Karna Hay To Qatal Kar
Yoon Judaaiyoon Ki Sazaa Na Day
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #18 on: March 13, 2005, 06:13:01 PM »
ood job Safina ...


Why am I so helpless???
And mind to restless???

Why the life is so breathless???
And I so feelingless???

Why the smile is so cheerless???
And eyes so sightless???

Why am I so joyless???
And my throbs so lifeless???

Why life so hueless???
Am I so dreamless???

Why am I so wordless???
And with words, so voiceless???

Without voice, Why am I so speechless???
Am I so artless???
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #19 on: March 14, 2005, 12:57:02 AM »
Bohat khoob Safina....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: March 14, 2005, 01:38:36 AM »
Sab ne kaha ishq dard hai
Humne kaha ye dard kabool hai
Sab ne kaha is dard ke saath jee nahi paaoge
Humne kaha is dard ke saath marna kabool hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 24, 2007, 09:05:47 PM »
Quote from: "Aryaan"

Sochta hoon ke usey neend bhi aati ho gi
Ya meri tarha faQat ashk bahaati ho gi

Woh meri shakl mera naam bhulaane waali
Apni tasveer se kya aankh milaati ho gi

Iss zameen par bhi hai sailaab mere ashkon se
Mere mataam ki sadaa arsh hilaati ho gi

Shaam hote hi woh chaukhat pe jala ke shama
Apni palkon pe kayi khwaab sulaati ho gi

Mere tareek zamaano se nikalne waali
Raushni tujh ko meri yaad dilaati ho gi

Dil ki masoom ragein khud hi sulagti hongi
Junhi tasweer ka kona woh jalaati ho gi


BAHUT KHOOB ARYAAN..BAHUT ACHA LIKH HAI..EHSAAS KO SAHI ALFAAS DIYA HAI AAPNE..SAFINA NE BI BAHUT ACHA LIKHA HAI =D>
 =D>
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: August 26, 2007, 10:54:58 PM »
Bohat shukriya Khwaish..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: August 27, 2007, 01:52:01 AM »
Apki poem pard kar Aryaan ji jo man mai aaya hai bas wo hi likh rahi hu...

Sochati hu kis kis baat per yaad usko meri aati hogi
Ghar pahunchate hi jab koi awaz pass na bulati hogi

Rakhte hoge jab khud hi apna saman hatho se
Kabhi to unki juban aise main, mera naam bulati hogi

Badal kar kapre, jab khane ki baari atti hogi
Khali table dekh kar, huk dil se nikal jaati hogi

Garam khane ki mehak, wo bar bar puchna mera
Ansoo ki lari ankhon se kabhi to baras jaati hogi

Tanha raat mai, na rahta hoga ab wo intzaar mera
Bekhayali kabhi to mere ghar hone ka ahsaas dilate hogi

Sochati hu kis kis baat per yaad usko meri atti hogi
Subah ki unidin main, juban mera naam bulati hogi….

Sochati hu.....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #24 on: August 27, 2007, 02:48:19 AM »
Beautiful Reply Pooja..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #25 on: October 15, 2007, 01:04:17 PM »
Good one Pooji ...
Beautiful creation ...
Keep it up ...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:49:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer