~Sone na Diya~

by pankshivam on December 07, 2008, 10:41:06 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2119 times)
pankshivam
Guest
Kaat di chupchap gam-e-raat,
  Har ghunt me roka, khudko rone na diya...
Tu chala gaya apni manzil ki taraf bhulkar mujhe,
  Par tere aane ki jidd ne aankho ko sone na diya...

~pank~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SONE di EET...... by Naya_Daur in Love Poetry in Punjabi « 1 2 ... 6 7 »
~~~Sone nahi denge~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Yaar Ko Maine, Mujhe Yaar Ne Sone Na Diya,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye Dharti Sone Ka Kangan,. by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Teri yaad ne sone na diya by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 07, 2008, 01:07:21 PM »
Kaat di chupchap gam-e-raat,
  Har ghunt me roka, khudko rone na diya...
Tu chala gaya apni manzil ki taraf bhulkar mujhe,
  Par tere aane ki jidd ne aankho ko sone na diya...

~pank~
Bohat Achche Pank Ji, Phir Se,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 07, 2008, 01:11:10 PM »
Ek Arsa Hua, In Aakhon Ne Need Nahi Dekhi,.
Aa Kahin Se Bhi Aa, Mujhe Sulaa Jaa,.

Palkein Sookh Gayi Teri Raahein Dekhte Dekhte,.
Aa Meri "Jaan" Mujhe Aake Rulaa Jaa,.

Ek Muddat Se Chalta Raha, Umeedon Ka Charaag,.
Tu Nahi Aayega Samajhaata Main,
Ek Baar Tu Hi Aakar Ise Bujhaa Jaa,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 07, 2008, 05:45:40 PM »
Good one Shivam Ji
Aap ka to jawaab nahi Jaanasheen Ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #4 on: December 07, 2008, 06:25:01 PM »
Shuriya Jaanasheen Sahab!!!
Shukriya Rajesh ji!!!

Good One Jaanasheen Sahab
Bahoot Khoob
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: December 07, 2008, 07:53:41 PM »
 
Pank ji bohat hi kamaal ka likha hai aapne  Applause Applause

Bhai bohat khoob likha hai aapne... Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 08, 2008, 07:48:54 AM »
Good one Shivam Ji
Aap ka to jawaab nahi Jaanasheen Ji
Shuriya Jaanasheen Sahab!!!
Shukriya Rajesh ji!!!

Good One Jaanasheen Sahab
Bahoot Khoob


Pank ji bohat hi kamaal ka likha hai aapne  Applause Applause

Bhai bohat khoob likha hai aapne... Applause Applause


Shukriya Rajesh Bhaiya,.
 Pank Ji,.

Jaya Didi,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 08, 2008, 07:51:09 AM »
Aayi Hai Raat Phir Se, Mere Ghar Me Bhi,.
Dusron Ke Ghar, Ye Neend, Karaar Lekar Jaati Hai,.

Mere Ghar To Aksar, Kisi Ka Intezar Dekar Jaati Hai,.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2009, 08:13:45 PM »
Kaat di chupchap gam-e-raat,
  Har ghunt me roka, khudko rone na diya...
Tu chala gaya apni manzil ki taraf bhulkar mujhe,
  Par tere aane ki jidd ne aankho ko sone na diya...

~pank~
bahoot khoob Pank ji!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: May 14, 2009, 08:44:49 PM »
Kaat di chupchap gam-e-raat,
  Har ghunt me roka, khudko rone na diya...
Tu chala gaya apni manzil ki taraf bhulkar mujhe,
  Par tere aane ki jidd ne aankho ko sone na diya...

~pank~
wah kya baat hai...........
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: May 15, 2009, 02:59:26 AM »
Bahut khoob Pank..
Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: May 15, 2009, 03:01:57 AM »
Ek Arsa Hua, In Aakhon Ne Need Nahi Dekhi,.
Aa Kahin Se Bhi Aa, Mujhe Sulaa Jaa,.

Palkein Sookh Gayi Teri Raahein Dekhte Dekhte,.
Aa Meri "Jaan" Mujhe Aake Rulaa Jaa,.

Ek Muddat Se Chalta Raha, Umeedon Ka Charaag,.
Tu Nahi Aayega Samajhaata Main,
Ek Baar Tu Hi Aakar Ise Bujhaa Jaa,.

________________________-Jaanasheen-




waah azeem bhai...
kya baat hai.............
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: May 15, 2009, 03:04:26 AM »
Pankshivam ji bahut khoob... kea baat hai...



Kaat di chupchap gam-e-raat,
  Har ghunt me roka, khudko rone na diya...
Tu chala gaya apni manzil ki taraf bhulkar mujhe,
  Par tere aane ki jidd ne aankho ko sone na diya...

~pank~
Logged
Sonu
Guest
«Reply #13 on: May 15, 2009, 03:05:08 AM »
Azeem bahi bahut khoob...

Ek Arsa Hua, In Aakhon Ne Need Nahi Dekhi,.
Aa Kahin Se Bhi Aa, Mujhe Sulaa Jaa,.

Palkein Sookh Gayi Teri Raahein Dekhte Dekhte,.
Aa Meri "Jaan" Mujhe Aake Rulaa Jaa,.

Ek Muddat Se Chalta Raha, Umeedon Ka Charaag,.
Tu Nahi Aayega Samajhaata Main,
Ek Baar Tu Hi Aakar Ise Bujhaa Jaa,.

________________________-Jaanasheen-

Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: May 15, 2009, 03:06:12 AM »
Azeem bahi bahut khoob..

Aayi Hai Raat Phir Se, Mere Ghar Me Bhi,.
Dusron Ke Ghar, Ye Neend, Karaar Lekar Jaati Hai,.

Mere Ghar To Aksar, Kisi Ka Intezar Dekar Jaati Hai,.


Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:24:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer