!!! Sukoon-e-Qabr !!!

by angel4u on May 14, 2007, 05:09:37 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10
Print
Author  (Read 8322 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: November 07, 2008, 09:40:18 AM »
Nice One,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh aaye qabr par meri aur kehne lage..... by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~~~ Meri Qabr Bikharti Hai ~~~~ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard
Qabr Main Sone De by Roja in Shayri-E-Dard
Qabr Ke Sannate _______________ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Teri Qabr Ke Qareeb Hum.. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
sajid_ghayel
Guest
«Reply #91 on: November 07, 2008, 03:02:03 PM »
Aaj tune deke hisaab apni qurbaaniyon ka aaj ehsaan jata diya,
bewafayi to ki hi tune sabse par hamein gair hone ke ehsaas dila diya,
hisaabki baat chali hai to aye sanam ye hisaab bhi de dun tujhe,
bewafayi to humne b ki apni saanson se, teri chahatme ye sukoon-e-qabr paa liya...
tum hame apna samajte to ehsan kehkar gali na dete
tum agar hame apna samjte to khud ko gair kehkar hame badnam na karte
kisne kya paya iska jawab hamse mangte hai woh buzdil
akayla marna koi badi baat nahi, himmat hoti to sath mere tum jeete
Logged
angel4u
Guest
«Reply #92 on: November 08, 2008, 05:42:18 AM »
Jee hi to rahe the tere saath na jane kabse,
tune hamein chain ki saansein lene na di kabhi,
gairon ki baatein tune apno se zyada maani,
meri khwahishon ko tune ehmiyat na di kabhi,
chal tu samajh le bewafa thi meri wafa tujhse,
par kya tune mujhse wafa ki thi kabhi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: November 08, 2008, 10:11:52 AM »
Nice One sajid And Angel Once Again,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: November 08, 2008, 10:15:07 AM »
Kabar Mere Marne Ki Sunte Hi Dekho,.
Wo Haaton Pe Mehandi Rachaane Lage Hain,.

Sitam Jeete Jee, Mujhpar Logon Ne Dhaaye,.
Magar Baad Marne Ke, Phir Ye Sitam Hain,.

Khabar Mein Bhi Mujhko Kahaan Chain yaaron,.
Yahaan Bhi Farishte Sataane Lage Hain,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #95 on: November 08, 2008, 12:49:13 PM »
Jee hi to rahe the tere saath na jane kabse,
tune hamein chain ki saansein lene na di kabhi,
gairon ki baatein tune apno se zyada maani,
meri khwahishon ko tune ehmiyat na di kabhi,
chal tu samajh le bewafa thi meri wafa tujhse,
par kya tune mujhse wafa ki thi kabhi...
sach kaha tune humne na samji mohabbat teri
uljhe rahe duniya me na samji ehmiyat teri
suni sabki humne zamane me na samjhi kabhi chahet teri
mafi lafz bhi kitna chota hain meri khata ke aage
bhool gaye hum sirf meri wafa thi zarurat teri
Logged
angel4u
Guest
«Reply #96 on: November 08, 2008, 02:02:49 PM »
Samajhta tu aye kaash ye waqt pe to ye halat na hoti,
meri wafaon ka mol ye qabr ki mitti na hoti,
khair aaya hia meri qabr pe aaj tu ye lafz tere,
laata jo teri chahat to mitti ki mehek aaj bhi sandali hoti...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #97 on: November 08, 2008, 02:14:50 PM »
Samajhta tu aye kaash ye waqt pe to ye halat na hoti,
meri wafaon ka mol ye qabr ki mitti na hoti,
khair aaya hia meri qabr pe aaj tu ye lafz tere,
laata jo teri chahat to mitti ki mehek aaj bhi sandali hoti...
pal bhar ka woh ehsas tha pal me bhula diya
tune bhi marke bhala kisko kya diya
milti jo teri chahet to shayed main bhi badal jata
chahet to na di tune, har lamha ek naya ilzam hain diya
Logged
angel4u
Guest
«Reply #98 on: November 09, 2008, 05:26:48 AM »
ilzaam nahi ye meri har dhadkan ki iltija thi,
tune na samjha ise ye shayad meri hi bhool thi,
tujhe dilke saare zakhm dikha diye the maine,
par tujhe meri majbooriyan kahan qabool thi...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #99 on: November 09, 2008, 01:47:21 PM »
ilzaam nahi ye meri har dhadkan ki iltija thi,
tune na samjha ise ye shayad meri hi bhool thi,
tujhe dilke saare zakhm dikha diye the maine,
par tujhe meri majbooriyan kahan qabool thi...
apni zid ko apni majbooriyo ka nam na de
main na samaj paya tere dil ke zakhm yeh jhoota ilzam na de
badnamiya ruswaiya tanhaieeya na jane kya kya mil chuka ab tak
ab koi aur sangdil muje tu inam na de
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: November 09, 2008, 01:58:32 PM »
Nice One,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #101 on: November 09, 2008, 02:15:50 PM »
apni zid ko apni majbooriyo ka nam na de
main na samaj paya tere dil ke zakhm yeh jhoota ilzam na de
badnamiya ruswaiya tanhaieeya na jane kya kya mil chuka ab tak
ab koi aur sangdil muje tu inam na de


Meri zid thi to bas tera saath paane ki,
apni lakeeron se tere liye lad jaane ki,
tune kabhi samjha nahi kya hia teri ehmiyat mere liye,
tujhe to bas jaldi thi apni zindagi se mera naam mitane ki...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #102 on: November 09, 2008, 02:34:57 PM »
Meri zid thi to bas tera saath paane ki,
apni lakeeron se tere liye lad jaane ki,
tune kabhi samjha nahi kya hia teri ehmiyat mere liye,
tujhe to bas jaldi thi apni zindagi se mera naam mitane ki...
kabhi khud ko koi dosh diya hota
apna har aib nazar aa gaya hota
lakeeron se ladne ki baat karne wali
irada pakka hota to tune muje pa liya hota
Logged
angel4u
Guest
«Reply #103 on: November 10, 2008, 12:57:23 PM »
mera dosh bas yehi tha ke tujhe khudse zyada chaha,
tere har faisle ko maine khuda ka farmaan maana,
lakeeron se ladi to thi tujhe paane ke liye,
tere bewafaiYoindia Shayariadabe hi khuda ka faisla bhi haara...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #104 on: November 10, 2008, 01:15:23 PM »
kya kahey yaar, bus itna
khoob likha hai aap neh
gam ho raha fir sey jitna.

Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:21:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer