Taish- BEADAB ishq hai...!!

by ghayal_shayar on July 14, 2013, 02:29:08 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2062 times)
FARE
Guest
«Reply #15 on: July 15, 2013, 12:24:59 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taish- ishq pe laagu ye KAHAAVAT nahiN hoti...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- mujhe ishq hi BEWAFA se hua hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
' Taish ' paagal hai ISHQ meN unke...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taish- ISHQ dil me kabhi agar rakhiye...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
TAISH—ishq andar tadapti MACHHLI hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals
ghayal_shayar
Guest
«Reply #16 on: July 15, 2013, 12:48:53 AM »
Applause Clapping Smiley Applause  Clapping Smiley Applause

iqtedar saaheb, bade dinoN baad aapki daad mili hai, umeed karta hun aage bhi yuNhi aapka saath milta rahegaa...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: July 15, 2013, 01:24:16 AM »
Bahut khoob taish bhai..achha likha hai..happy9

nashwani ji, bahut bahut shukriya is daad aur saath ka, umeed karta hun aapka saath hume aage bhi yuNhi milta rahegaa...
Logged
pawan16
Guest
«Reply #18 on: July 15, 2013, 01:38:55 AM »
Taish bhai bhut bhut khoosurat hai Rawangi Hai Is poem me.......bhut sari daad!!!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: July 15, 2013, 03:14:18 AM »
muskurahat pe ashqoN ki chab ishq hai...
dard ki ye milawat ghazab ishq hai...

kya baat hai bahot khubb love4 icon_flower

zindagi ki tamanna sabab ishq hai...
bekhudi ki khudi ko talab ishq hai,

waahhhhhhh kya kehne taish miyan Clapping Smiley Clapping Smiley

usne dekha mujhe dard hota raha,
jo yahi ishq hai to ye kab ishq hai...

bilkul sahi.. ye to ishq nahi crybaby2 crybaby2

dekh auroN ko humse gale tum mile,
tere sadke hua beadab ishq hai...

waahhhhhhhhhhhhh love4

aapki baat aati rahi baat meN,
meri har baat ka kyun sabab ishq hai...

ishq hai unse to baat to ishq ki hi hogi Winking Winking love4

pyar, ulfat, mohabbat ya ho aashiqui,
shaayaron ne kaha hai ye sab ishq hai...

bahot khuuubbbb Applause Applause Applause

dard dete hain jo muskura kar sanam,
dard se khush ho jata azab ishq hai...

kya baat hai superbbbbbbb notworthy

koi ik shaqs to yuN mile humse bhi,
dekh jisko kaheN 'taish' ab ishq hai...

kab kahoge taish ye tum .. k ye ishq hai...  Winking Winking


anamika ji, aapki tareef ka andaaz bhi nirala hi hota hai, bas hausla sa mil jata hai aur chere pe ek muskurahat si aa jaati hai.... waise ishq hai to tabhi kahuNga na jab koi aisi haseena mil jaaye, jise dekh ishq ho hume...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2013, 09:22:27 AM »
bahut khoob

bahukhandi ji pasand karne ka bahut bahut shukriya, bas aage bhi aap yuNhi saath dete raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: July 15, 2013, 01:25:02 PM »
भाई बहुत खूब मज़ा आ आ गया

saagar saaheb bahut bahut shukriya ise pasand arne ka, umeed karta huN aap aage bhi yuNhi saath nibhaate rahenge...
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #22 on: July 15, 2013, 01:55:49 PM »
WAAH WAAH BOHUT KHOOB TAISH JI ,,
UMDA KHYAAL
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #23 on: July 15, 2013, 02:02:33 PM »
bahut bahut bahut hee khoobsoorat
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #24 on: July 15, 2013, 06:07:48 PM »
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaah rau hazir hai janaab Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

adil saaheb aapki tareef aur rau dono ke liye shukraguzaar huN, maine to socha tha ki kahin rau ka system khatm ho gaya hai, par aapne yaad dilaa diya ki vo ab bhi barqaraar hai tongue3, waise aage bhi yuNhi hausla afzaayi karte raheN janaab....!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: July 15, 2013, 10:06:38 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Achchi peshkash taish ji. mujhe pasand aayi aapki yeh kalaam. hazaron dili daad qubool kare..

aqsh ji daad ke liye aapka shukriya, bas aage v aap yuNhi saath deti raheN...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: July 16, 2013, 03:31:57 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

sudhir saaheb tareef ka shukriy, yuNhi aage bhi aap saath nibhaate rahiye...!! Usual Smile
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #27 on: July 16, 2013, 03:35:30 AM »
saagar saaheb bahut bahut shukriya ise pasand arne ka, umeed karta huN aap aage bhi yuNhi saath nibhaate rahenge...
Ur Welcome Taish Jee.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #28 on: July 16, 2013, 05:29:50 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause

fare ji kosish ko saraahne ka shukriya...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #29 on: July 16, 2013, 11:11:20 AM »
Taish bhai bhut bhut khoosurat hai Rawangi Hai Is poem me.......bhut sari daad!!!!

pawan ji ye humari khushnaseebi ki aapne kosish ko pasand kiya, umeed karta huN aapka sneh aage bhi paraspar milta rahegaa....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:53:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer