Taish- WAFA ka silaa aap kya dijiyegaa...!!

by ghayal_shayar on June 21, 2013, 02:24:41 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 1880 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: June 22, 2013, 01:58:00 AM »
WaaH WaaH Taishji Bahut Khoob..................

Aur, Aapne Kitaab ko naam bhi, bahut sahi diya, seedhe dil ko choo jaatha hai
"Khusboo Khareed Laaya Hoo"

"Tum hawaaoN ka raasta hi dekho,
Main to khusboo khareed laaya hooN...."


"Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...

Puraane bahut ho chuke aashiqui meN,
Hume dard koi naya dijiyega...

Bahut ho chuka huN dhuaan jalte jalte,
Bachi raakh meri udaa dijiyegaa..

Kami ho kisi cheez ki jo kabhi to,
Meri ye mohabbat lutaa dijiyega"...

Wish You ALL THE VERY BEST dear

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


shukriya bhupinder ji, bada sukoon mila jaan kar ki aapko naam pasand aaya, waise bas kaafi mehnat ke baad is naam tak pahunche... aur ghazal ko bhi pasand karne ka bahut bahut shukriya, bas yuNhi aage bhi humare liye dua karti rahiyega au yuNhi hausla afzaayi karte rahiyegaa...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hum ko yeh silaa bhi mohabbat ka mila hai by Zamir Ka Qaidi in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Yeh wafa ka silaa hai ~ by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Humne Ye Silaa Paaya by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
silaa hota...K_A by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
wafaa ka kaisa silaa by saahill in Shayri-E-Dard
sbechain
Guest
«Reply #16 on: June 22, 2013, 03:33:58 AM »
Bazm ko mera aadaab, ye bataate hue mujhe bahut khushi mehsoos ho rahi hai ki jald hi meri pehli kitaab "Khusboo Khareed Laaya HooN" chap ke taiyaar ho jaayegi... Usi kitaab ka pehle misra aur uski pehli ghazal aapko nazar kar raha huN, umeed karta huN jyada niraash nahiN karuNga...

"Tum hawaaoN ka raasta hi dekho,
Main to khusboo khareed laaya hooN...."




Wafaa ka silaa aap kya dijiyega,  
Yahi kijiyega bhula dijiyega...
tum bhoolne dete hi nahin kabhi icon_flower
Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardmain ne dagha de diya ab tumhaari baari hai jaan dene ki
Sitamgar kahuN ke maseeha tumhe maiN,
Jo dil tod kar yuN dawaa dijiyega...
aaj kal meri hikmat ka pesha zara manda hai. isliye ashiqo.n ko hi dawaa de rahi hoon consession kar ke Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Puraane bahut ho chuke aashiqui meN,
Hume dard koi naya dijiyega...
thik hai soch kar bataa ti hoon kaun sa dard tum ne nahin mahsoos kiya hai icon_flower icon_flower icon_flower
Kati hai meri zindagi rote rote
Kabhi hans paduN to rulaa dijiyegaa...
matlab ye ki janaab ko ab andhere mein dekhne ki aadat ho gai hai isliye ujaale mein nahin aanaa chaahte hain icon_flower icon_flower
YahaaN kaam hota nahiN muft koi,
Mujhe dijiyega to kya dijiyega...
pahle ye bataao tum kyaa kaam kar sakte ho aashiqi ke siwaa Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Bahut ho chuka huN dhuaan jalte jalte,
Bachi raakh meri udaa dijiyegaa..
dekho environment polute krne pe fine hai ,isliye apni raakh khud hi samet lena icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Kami ho kisi cheez ki jo kabhi to,
Meri ye mohabbat lutaa dijiyega...
kitne karet ki hai aur kitne gram ki hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


ek rau se agar khushi nahin to main aur khush nahin kar sakti.......!
Logged
janumanu
Guest
«Reply #17 on: June 22, 2013, 03:58:57 AM »
Bazm ko mera aadaab, ye bataate hue mujhe bahut khushi mehsoos ho rahi hai ki jald hi meri pehli kitaab "Khusboo Khareed Laaya HooN" chap ke taiyaar ho jaayegi... Usi kitaab ka pehle misra aur uski pehli ghazal aapko nazar kar raha huN, umeed karta huN jyada niraash nahiN karuNga...

"Tum hawaaoN ka raasta hi dekho,
Main to khusboo khareed laaya hooN...."




Wafaa ka silaa aap kya dijiyega, 
Yahi kijiyega bhula dijiyega...

Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...

Sitamgar kahuN ke maseeha tumhe maiN,
Jo dil tod kar yuN dawaa dijiyega...

Puraane bahut ho chuke aashiqui meN,
Hume dard koi naya dijiyega...

Kati hai meri zindagi rote rote
Kabhi hans paduN to rulaa dijiyegaa...

YahaaN kaam hota nahiN muft koi,
Mujhe dijiyega to kya dijiyega...
 
Bahut ho chuka huN dhuaan jalte jalte,
Bachi raakh meri udaa dijiyegaa..

Kami ho kisi cheez ki jo kabhi to,
Meri ye mohabbat lutaa dijiyega...



yaar dil dukha diya tumne .............

matle ke sath kisi sher ne insaaf ni kiya... main bahut dukhi hun yaar ...................

bahut..................
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: June 22, 2013, 04:22:34 AM »

yaar dil dukha diya tumne .............

matle ke sath kisi sher ne insaaf ni kiya... main bahut dukhi hun yaar ...................

bahut..................


maiN khud bhi ye baat jaanta huN.... abhi thoda waqt do... aur fir agar rulaa na diya to kehna, abhi to bas halki shuruaat hai...!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #19 on: June 22, 2013, 11:08:42 AM »
JUST SPEECHLESS
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: June 22, 2013, 12:07:33 PM »
Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...

Kati hai meri zindagi rote rote
Kabhi hans paduN to rulaa dijiyegaa...
 
Bahut ho chuka huN dhuaan jalte jalte,
Bachi raakh meri udaa dijiyegaa..

Bahut khoob taish sahab..bahut umda peshkash rahi..Hazron dili daad rau ke sath..n all the very best..happy9

nashwani saaheb bahut bahut shukraguzaar hun maiN aapke, hausla afzaayi aur rau dono hi ke liye, bas aage bhi yuNhi saat dete raheN....!!
Logged
khujli
Guest
«Reply #21 on: June 22, 2013, 12:25:51 PM »
Bazm ko mera aadaab, ye bataate hue mujhe bahut khushi mehsoos ho rahi hai ki jald hi meri pehli kitaab "Khusboo Khareed Laaya HooN" chap ke taiyaar ho jaayegi... Usi kitaab ka pehle misra aur uski pehli ghazal aapko nazar kar raha huN, umeed karta huN jyada niraash nahiN karuNga...

"Tum hawaaoN ka raasta hi dekho,
Main to khusboo khareed laaya hooN...."




Wafaa ka silaa aap kya dijiyega, 
Yahi kijiyega bhula dijiyega...

Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...

Sitamgar kahuN ke maseeha tumhe maiN,
Jo dil tod kar yuN dawaa dijiyega...

Puraane bahut ho chuke aashiqui meN,
Hume dard koi naya dijiyega...

Kati hai meri zindagi rote rote
Kabhi hans paduN to rulaa dijiyegaa...

YahaaN kaam hota nahiN muft koi,
Mujhe dijiyega to kya dijiyega...
 
Bahut ho chuka huN dhuaan jalte jalte,
Bachi raakh meri udaa dijiyegaa..

Kami ho kisi cheez ki jo kabhi to,
Meri ye mohabbat lutaa dijiyega...



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: June 22, 2013, 02:38:48 PM »
Wah Wah!!! It's Awesome!!! Very Very Good!! Aap ki shayad yeh pehle ghazal hai jo mujhe itni pasand aayi hai. Har Ashaar Khubsurat Hai.

Aap Ko Aap Ki Kitaab Mubarak Ho!!! I wish u all the Good Luck And Success. If you have a soft copy, do share with us all.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 love9 love9 love9 love9 love9 love9 love9

shireen ji jaan kar behad khushi ki aakhirkaar aapko meri koi ghazal pasand aayi, kosish rahegi ki aage bhi pasand aati raheN... waise soft copy nahin hai, kyunki sab hand written diya hai maine, par haan waqt ke saath dheere dheere yahaan share karta rahunga, waise bhi nw i deserve a break from writing...!! Winking
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #23 on: June 22, 2013, 05:52:27 PM »
Bhut khoob taish!!!!!!!

Congrates for Your Book "Khusbhu le aya hu".....name hi kafi hai.....keep going....


shukriya pawan saaheb bas aage bhi aap yuNhi saath dete raheN...!!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #24 on: June 22, 2013, 07:49:06 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Sorrrrrrrry bahut late jawab de rahi hoon. sabse pahle aapko aapki kitaab ke liye bahut bahut bahut mubarakbad qubool ho. Aur aapki ghazal ke baare mein kya kahoon. har baar ki tarah is baar bhi dil jeet liya aapki is ghazal ne. bahut hi khoobsurat ashaar . hazaron dili daad daad daad.

"Tum hawaaoN ka raasta hi dekho,
Main to khusboo khareed laaya hooN...."

Ye dil kya hai mai apni jaa bhi luta du,
Zara muskura kar daga dijiyega...

Puraane bahut ho chuke aashiqui meN,
Hume dard koi naya dijiyega...
Yeh ashaar bahut bahut pasand aaye.  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: June 23, 2013, 01:22:16 AM »
sab se pehle aapkee kitab kee aapko advance bohat mubarak ho taish jee,...................bohat achee our khubsoorat ghazal hai har sher oomdaa hai ,......bohat bohat c daad,...

laaiba ji aapka tah-e-dil se shukraguzaar huN maiN, bas yuNhi apni hausla dete raheN aap...!!
Logged
FARE
Guest
«Reply #26 on: June 23, 2013, 01:39:14 AM »
bhuttt khoob ji...............
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #27 on: June 23, 2013, 11:59:32 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Nice 1

ravinder saaheb shukriya...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #28 on: June 23, 2013, 02:11:59 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

miru ji shukriya...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #29 on: June 23, 2013, 03:14:29 PM »
Bahut Mubaraq Aur Bahut Khub Janaab Applause


shad o aabaad rahiye

shihab

izzat afzaayi ke liye bahut bahut shukriya  shihab saaheb....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:41:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer