Takdeer

by nishita on February 05, 2005, 11:07:56 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2100 times)
nishita
Guest
Meri Taqdeer ka na puchoo fasaana
Yeh tau kambakht harjaai hai
Iss ne hamesha ki hai mohabaat sachi
Mager badley mein isey mili sirf bewafaai hai

nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERI TAKDEER by poem143s in Shayri-E-Dard
Takdeer by sarafz in Shayri for Khumar -e- Ishq
TAKDEER by budhu_1 in Shayri-E-Dard
takdeer by sidhant_kudesia in Shayari -e- Husn
Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai by Satya.patel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
thycreator
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2005, 11:10:01 AM »
Quote from: "nishita"
Meri Taqdeer ka na puchoo fasaana
Yeh tau kambakht harjaai hai
Iss ne hamesha ki hai mohabaat sachi
Mager badley mein isey mili sirf bewafaai hai

nm


Wah Nishita ji,
Taqdeer ko apne kyu dosh deti ho aap dost,
Ek bewafa ke liye isko na yu ilzam do.....
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: February 05, 2005, 11:12:17 AM »
wah nishita ji ...
bewafai dil nahi sikhata,bewafa to log hote hai,
dard e judai dil nahi deta,
ye to zamaana deta hai.
Logged
nishita
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2005, 11:24:21 AM »
gud both

zamane ki sang tarashi ne pathar bana diya.
tanhai ko shayad mera muqadar bana diya.
ankhon mai meri aksar namee si rehti hai.
uski yaad me ise miane  samandar bana diya
Logged
thycreator
Guest
«Reply #4 on: February 05, 2005, 11:26:33 AM »
Waqt ne sitam kuch aaise hum pe dhaye hai,
Chune chale the aasama,dhool chat ke aaye hai,
Bahut guman tha humko khud ke pak muhabbat pe,
Aaj dil toota hai apno se kuch yu dhoke khaye hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2005, 11:29:52 AM »
Quote from: "nishita"
gud both

zamane ki sang tarashi ne pathar bana diya.
tanhai ko shayad mera muqadar bana diya.
ankhon mai meri aksar namee si rehti hai.
uski yaad me ise miane  samandar bana diya


Gud one again dear...u write real gud stuff....

Yu kissi ki yad mein aakhon mein nami rehne do,
Iss toote dil mein bhi uski kami ko rehne do,
Dunia ke sitam na tumko bhi jeene denge,
Uske yadon ki parat ko jami hi rehne do.
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: February 05, 2005, 11:33:44 AM »
dard e isq itna badh gaya hai duniya me,
kya iski koi dawa hai iss duniya me.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: February 05, 2005, 12:20:48 PM »
very nice nishita,amit,pandit Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: February 05, 2005, 01:03:24 PM »
very  nice  nishita.........thy.........pandit........excelle nt  work...........

Uljhi hui zindagi hai, bhigri hui takdeer hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai

Kushiya banke phool, khilli thi kabhi
Phir waqt guzarthe hi murjha bhi gayee
Ab ruhu mein bas unki kushbhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai.....................(nm)
Logged
thycreator
Guest
«Reply #9 on: February 05, 2005, 03:42:36 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
very nice nishita,amit,pandit Usual Smile


Thanx Nidhi ji.... tongue3
Logged
thycreator
Guest
«Reply #10 on: February 05, 2005, 03:44:05 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
very  nice  nishita.........thy.........pandit........excelle nt  work...........

Uljhi hui zindagi hai, bhigri hui takdeer hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai

Kushiya banke phool, khilli thi kabhi
Phir waqt guzarthe hi murjha bhi gayee
Ab ruhu mein bas unki kushbhu hai
Ek haara hua shaks hun magar jeene ki aarzoo hai.....................(nm)


Wah Waheed ji,
Jeene ki aarzoo ko kabhi haarne na dena tum dost,
Ye wo seh hai jo sabko naseeb nahi hoti....
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: February 05, 2005, 03:46:21 PM »
Quote from: "nishita"
Meri Taqdeer ka na puchoo fasaana
Yeh tau kambakht harjaai hai
Iss ne hamesha ki hai mohabaat sachi
Mager badley mein isey mili sirf bewafaai hai

nm


WoW Nishi!!!

Zard patton ke siwa kuch na aaya mere haath
Maine aangan main kayi perh laga kar dekhe!!! (NM)
Logged
thycreator
Guest
«Reply #12 on: February 05, 2005, 03:53:09 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "nishita"
Meri Taqdeer ka na puchoo fasaana
Yeh tau kambakht harjaai hai
Iss ne hamesha ki hai mohabaat sachi
Mager badley mein isey mili sirf bewafaai hai

nm


WoW Nishi!!!

Zard patton ke siwa kuch na aaya mere haath
Maine aangan main kayi perh laga kar dekhe!!! (NM)


Gud one talat ji,
Aise hi aasha ke perh lagate rehna aye dost,
Dekhna ek din bahar tere ghar bhi aayegi..
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: February 05, 2005, 05:34:57 PM »
Quote from: "nishita"
Meri Taqdeer ka na puchoo fasaana
Yeh tau kambakht harjaai hai
Iss ne hamesha ki hai mohabaat sachi
Mager badley mein isey mili sirf bewafaai hai

nm


wahhhhhhhh nishuuuuuuuu!!!!!! gud one kuddiye!!

 :D
Logged
nishita
Guest
«Reply #14 on: February 05, 2005, 05:36:29 PM »
wah all... and thanks Usual Smile

Quote from: "thycreator"
Quote from: "nishita"
gud both

zamane ki sang tarashi ne pathar bana diya.
tanhai ko shayad mera muqadar bana diya.
ankhon mai meri aksar namee si rehti hai.
uski yaad me ise miane  samandar bana diya


Gud one again dear...you write real gud stuff....

Yu kissi ki yad mein aakhon mein nami rehne do,
Iss toote dil mein bhi uski kami ko rehne do,
Dunia ke sitam na tumko bhi jeene denge,
Uske yadon ki parat ko jami hi rehne do.


kahan se laungi usko ko jab woh nahi hoga.
woh koi tasweer nahi jise dekh kar bana diya.
gum-e- jana kabhi hum ko bohot azeez tha.
isi gum ne mere jism ko zahar bana diya
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:50:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer