Talash Karoge To

by waheed_rose2004 on July 09, 2004, 02:03:44 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2747 times)
waheed_rose2004
Guest
Talash karoge to tumhein bhi koi mil he jayega,
par hamari tarahan tumhe kaun chahega,
tumhe koi chahat se dekhega magar
woh ankhen hamari kahan se layega............. tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum Kya Karoge?? by sharmaarunkumar in SMS , mobile & JOKES
Yaad Karoge.. by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
karoge yaad.. by amritflora in SMS , mobile & JOKES
Karoge yaad... by Naya_Daur in Shayri-E-Dard
Dosti karoge.... by Be_loved in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #1 on: July 09, 2004, 04:32:21 PM »
Is talash ka koi kya de jawab,
un ankhon se poochon jo unko doondhtie hain
Samne hote hue bhi naa jaane kyun..
zamane se unka pata poochtie hain
Kahne koh kuch nahin kaheti ...
par inki gayeraiyan sab bayan karti hain
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #2 on: July 10, 2004, 03:08:32 AM »
hi Ricky
how are u marvellous poem writed by u

meri yaad se hi tumhari aankhen nam honge
mere jaise dosht duniya main bahut kam honge
jab bhi kabhi tumhare aankhon main kisi ki surat sama jayegi
tum palken utha ke to dekhna tumhare samane sirf hum honge
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2004, 06:07:16 AM »
Uthate hai jab ye haath dua ko
rab se tere liye hi faryaad karte hai
tum humain bhula bhi do to kya
hum to tumhe har pal yaad karte hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2004, 06:09:28 AM »
hello, ricky................
your poem is very good...i  like very much.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: July 10, 2004, 05:22:24 PM »
Khuvaish
bhala ek pather mey dard keysey ubhareyga hum ney to jamin per chand ki khuvaish ki hia.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: December 09, 2004, 10:11:33 AM »
Quote from: "Sonu"

Khuvaish bhala ek pather mein dard kaise ubharega
 humne to jamin per chand ki khuvaish ki hai.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------


excellent sonu..................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: December 11, 2004, 07:29:44 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Sonu"

Khuvaish bhala ek pather mein dard kaise ubharega
 humne to jamin per chand ki khuvaish ki hai.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------


excellent sonu..................


Na Jaane Kyon Ho Gaya Hoon Main Udas Is Qadar
Kissi Se Baat Karta Hoon, To Aankhein Bheeg Jaati Hain..........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: December 12, 2004, 03:17:29 AM »
shukriyaa waheed ji...

her kesi ko apna gum samjha na kro
her kesi key dukh mey shamil huya na keya kro
her kesi ko etna cha na kro
her kesi key janey key bad eyo apni ahkhey bhara na kro.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: December 12, 2004, 04:15:09 PM »
wah!!!! sonu..............excellent..........

Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do


Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!


Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do


Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do


Mar gaye auroon kay liye ham Sanaam~
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do.............
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #10 on: July 01, 2005, 09:03:17 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Talash karoge to tumhein bhi koi mil he jayega,
par hamari tarahan tumhe kaun chahega,
tumhe koi chahat se dekhega magar
woh ankhen hamari kahan se layega............. tongue3



Nice waheed
Logged
Aman Sarhadi
Guest
«Reply #11 on: July 02, 2005, 07:51:40 PM »
"Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do


Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!


Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do


Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do


Mar gaye auroon kay liye ham Sanaam~
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do............."

Waheed saab u r too good bahut hi accha likha aap  toh hamein bahut kuch sikha rahe hain....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: August 30, 2005, 09:17:19 PM »
waheed nice bhut he acha likha hia mujhey ab esa jevab nahi ah rha hai

Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar gaye auroon kay liye ham Sanaam~
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do.............

prhi bhi kossh kerti hoo
:::: ahkhu sey ahso bey nahi saktey hai keo ki vo sukh gaye hai,
teyri yaad mey hum ro bhi nahi saktey keo ki hum apna santulan khu beythey hia,
tujhey bhulana bhi cahey to bhula nahi saktey keo ki dil or demag mey app rehtey,
hum bahley he moot ki ahgush mey ja chukey hai mager
bus dukh es baat ka hai key hum chaker bhi tumhey choo na sakeyngey,
per tasalni to raheygi kei kam sey kam tumhey deykh to saktey hia.:::::::::::
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #13 on: August 31, 2005, 02:46:03 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Talash karoge to tumhein bhi koi mil he jayega,
par hamari tarahan tumhe kaun chahega,
tumhe koi chahat se dekhega magar
woh ankhen hamari kahan se layega............. tongue3


meri zindigi ka safer dekh lo tum ,......

meri mohabbat ka aasar dekh lo tum ,....

mer ker bhi tum ko hum chahate rehange,....

meri chahat ka deewanapan dekh lo tum,........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: August 31, 2005, 03:06:37 AM »
nice tushar ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:56:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer